Aayi Aayi Aayi Yappa Mamma from Goodluck

Advertisements

Movie : Goodluck
Singers : Sukhvinder Singh and Shilpa Rao
Song : Main Sajda
Lyricist : Sameer
Actors : Aryeman, Sayali Bhagat, Ranvir Shorey, Lucky Ali
Music Director : Anu Malik

Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna

Tujhe pehloo mein, aaja bhar loon, main tujhpe mar loon, main sajda kar loon
Adayein meri wafayein meri tabassum mera tumhare liye
Tum hi se hai rahat tumhari rahat tumhari kasam rahat tumhari kasam
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Ishq mein jeena ishq mein marna ishq siva main kuch na karna
Har mausam hai ishq ka mausam ishq ke dum se tu na darna
Ishq hi karna, ishq hi karna, ishq hi karna

Nazar pe pehra jubaan pe pehra, nahi ho sakta ishq hai gehra
Tumhe sochti tumhe chaahti tumhe maangti aathon peher
Tum hi se hai saanse meri saanse meri jaan e man saanse meri jaan e man
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

This song is a slow romantic number in the film, which is sung by Sukhvinder Singh and Shipla Rao. Music of the film is not much impressive as compared to Anu Malik’s other compostion given in other movies.

Popular Songs:

No Responses to “Aayi Aayi Aayi Yappa Mamma from Goodluck”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.