Chhup Gaye Saare Nazaare Oye Kya Baat Ho Gayi from Do Raaste (1969)
Movie : Do Raaste (1969)
Singers : Mohammad Rafi & Lata Mangeshkar
Song : Chhup Gaye Saare Nazaare Oye Kya Baat Ho Gayi
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Mumtaz, Prem Chopra
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Chhup gaye saare nazaare
Oye kya baat ho gayi
Chhup gaye saare nazaare
Oye kya baat ho gayi
Tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi
Tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi
Mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi
Mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
Kal nahi aana mujhe na bhulana
Ke maarega taana zamaana
Kal nahi aana mujhe na bhulana
Ke maarega taana zamaana
Tere honthon pe raaz ye bahana tha
Gori tujhko to aaj nahi aana tha
Tu chali aayi duhaai oye kya baat ho gayi
Tu chali aayi duhaai oye kya baat ho gayi
Maine choda zamaana tere saath ho gayi
Maine choda zamaana tere saath ho gayi
O tune kaajal lagaya din mein raat hogayi
Ambua ki daali pe gaaye matwaali koyalia kaali niraali
Ambua ki daali pe gaaye matwaali koyalia kaali niraali
Saawan aane ka kuchh matlab hoga
Baadal chhaane ka koi sabab hoga
Rimjhim chhaaye ghataaye oye kya baat ho gayi
Rimjhim chhaaye ghataaye oye kya baat ho gayi
Teri chunri lehraayi barsaat ho gayi
Teri chunri lehraayi barsaat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
Chhod na baiyaan padun tere paiyaan
Taaron ke chhaiya mein saiyaan
Chhod na baiyaan padun tere paiyaan
Taaron ke chhaiya mein saiyaan
Ek wo din tha milaati na thi tu aakhiyaan
Ek din tu jaage saare saare ratiyaan
Ban gayi gori chakori oye kya baat ho gayi
Ban gayi gori chakori oye kya baat ho gayi
Jiska dar tha bedardi wohi baat ho gayi
Ho jiska dar tha bedardi wohi baat ho gayi
Chhup gaye saare nazaare
Oye kya baat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
It is an enjoyble number from the film ‘Do Raaste’ which is sung by Mohammad Rafi & Lata Mangeshkar.The film is directed by Raj Khosla and this film got the best story filmfare award to Chandrakant Kakodkar.
No Responses to “Chhup Gaye Saare Nazaare Oye Kya Baat Ho Gayi from Do Raaste (1969)”
Please Wait
Leave a Reply