Dard E Dil Dard E Jigar from Karz
Movie : Karz
Singers : Mohammad Rafi
Song : Dard E Dil Dard E Jigar
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rishi Kapoor, Simi Garewal, Tina Munim, Raj Kiran
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Pehle to main shayar tha
Pehle to main shayar tha
Aashiq banaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Aapki madhosh nazrein
Kar rahin hain shayari
Aapki madhosh nazrein
Kar rahin hain shayari
Ye ghazal meri nahi
Ye ghazal hai aapki
Maine to bas wo likha
Jo kuchh likhaaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Kab kahan sab kho gayi
Jitni bhi thi Parchhaiyaan
Uth gayi yaaron ki mehfil
Ho gayi tanhaaiyaan
Kab kahan sab kho gayi
Jitni bhi thi Parchhaiyaan
Uth gayi yaaron ki mehfil
Ho gayi tanhaaiyaan
Kya kiya shayad koi
Parda giraya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Aur thodi der mein bas
Hum juda ho jayenge
Aur thodi der mein bas
Hum juda ho jayenge
Aapko dhundunga kaise
Raaste kho jayenge
Naam tak bhi to nahi
Apna bataaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
Pehle to main shayar tha
Aashiq banaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil mein jagaya aapne
la la la la la la la
la la la la la la la la…
la la la la la la la
la la la la la la la la…
The song is from the film Karz which was nicely sung by Mohammad Rafi. Mohammad Rafi and the lyricist of the song Anand Bakshi got filmfare award for this beautiful number.
No Responses to “Dard E Dil Dard E Jigar from Karz”
Please Wait
Leave a Reply