Haan Tu Hai Haan Tu Hai from Jannat
Movie : Jannat
Singers : K K
Song : Haan Tu Hai Haan Tu Hai
Lyricist : Sayeed Qadri, Kamran Ahmed, Neelesh Mishra
Actors : Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Music : Pritam Chakraborty
Jo khwabon khayalon mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyar diya
Main jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan..
Jo khwabon khayalon mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyar diya
Main jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai
Yes, we could fall in love
I say, I could fall in love
Yes, we could fall in love
And I say, I could fall in love with you
Koi bhi aisa lamha nahi hai
Jisme mere tu hota nahi hai
Main so bhi jaun raaton mein lekin
Tu hai ki mujh mein sota nahi hai
Tu hai ki mujh mein sota nahi hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai
Hai teri inaayat tujhse mili hai
Hontho pe mere hasi jo khili hai
Use mera chehra chupa bhi na paaye
Tujhe paake hasil hui jo khushi hai
Tujhe paake hasil hui jo khushi
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Jo khwabon khayalon mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyar diya
Main jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khwabon mein tu yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai
The movie ‘Jannat’ is based on the concept of match fixing in cricket. Emraan Hashmi is playing a character of a person who works on cricket betting.
Nice song..
I appreciate the perfection of this lyrics.