Ho Baagon Mein Bahaar Hai from Aaradhana

Movie : Aaradhana
Singers : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Song : Ho Baagon Mein Bahaar Hai
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Music Director : S D Burman

Na na na, na na na
Na na na, na na na

Ho baagon mein bahaar hai
Hai
Kaliyon pe nikhaar hai
Hai
Ho tumko mujhse pyar hai
Na na na, na na na
Na na na, na na na
Haye, baagon mein bahaar hai

Chhodo hato jao pakdo na baiyaan
Aaun na main teri baaton mein saiyaan
Chhodo hato jao pakdo na baiyaan
Aaun na main teri baaton mein saiyaan

Tumne kaha hai dekho dekho mujhe saiyaan
Bolo tumko ikraar hai
Haan hai
Phir bhi inkaar hai
Haan hai
Ho tumko mujhse pyar hai
Na na na, na na na
Na na na, na na na
Haye, baagon mein bahaar hai

Tumne kaha tha main sau dukh sahungi
Chhupke piya tere man mein rahungi
Tumne kaha tha main sau dukh sahungi
Chhupke piya tere man mein rahungi

Main sab kahungi lekin wo na kahungi
Tumko jiska intzaar hai
Hai
Ho, phir bhi takraar hai
Hai
Ho, tumko mujhse pyaar hai
Na na na, na na na
Nahi nahi nahi, nahi nahi nahi
Ho tumko mujhse pyar hai

Achha chalo chhedo aage kahani
Hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
Achha chalo chhedo aage kahani
Hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
Bechain rehti hai prem deewani
Bolo kya dil beqaraar hai
Hai
Mujhpe aitbaar hai
Haan hai
Jeena dushvaar hai
Hai hai
Aaj somvaar hai
Are baba hai
Tumko mujhse pyaar hai
Hai
Na na na na na..

A fun loving song with great voices of Lata Mangeshkar and Kishore Kumar. The song is a romantic number that is still listed in evergreen songs of Kishore Kumar.

Leave a Reply