Insha Allah Insha Allah from Welcome
Movie : Welcome
Singers : Akruti Kakkar, Krishna & Shaan
Song : Insha Allah Insha Allah
Lyricist : Sameer
Actors : Akshay Kumar, Anil Kapoor, Nana Patekar, Mallika Sherawat, Katrina Kaif, Paresh Rawal, Feroz Khan
Music Director : Anand Raj Anand
Insha Allah, Insha Allah
Insha Allah, Insha Allah
Waada waada hai, Ishq ka waada na tutiya vey
Insha Allah, Insha Allah
O dhaaga dhaaga hai, dil da dhaaga na chhutiya vey
Insha Allah, Allah hu Allah Allah, Insha Allah
Ab jism o jaan mein, dil ke jahan mein
Hai tera welcome, aa bhi ja aa aa aa..
O beriya ve, o beliya ve
Hum na juda ho, kariye dua haan haan haan haan
Waada waada hai, ishq ka waada na toote vey
Insha Allah, Insha Allah
Dhaaga dhaaga hai, dil da dhaaga na chhutiya vey
Insha Allah, Insha Allah
Kareeb tere aayi, miti meri tanhaai
Tere khayalon pe main, suroor banke chhaayi
Meri armaan teri mehfil, aarzoo ki tu hai manzil
Kabhi humse ye pyaar humara na roothiya vey
Insha Allah, Insha Allah
Waada waada hai, Ishq ka waada na tutiya vey
Insha Allah, Insha Allah
Mohabbaton ki aahein, mila di dil ki raahein
Bani tera nazrana, meri wafa ki baahein
Tere dum se chahatein hain, tere dum se aashiqui hai
Koi duniya ye khushiyon wali na lutiya vey
Insha Allah, Insha Allah
Waada waada hai, Ishq ka waada na tutiya vey
Insha Allah, Insha Allah
It is an enjoyble song of the film, picturised on every character of the film. The song can be said as a situational song, which shows the engagement enviorment of Akshay and Katrina, which make every one dancing on the floor.
No Responses to “Insha Allah Insha Allah from Welcome”
Please Wait
Leave a Reply