Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 1 from Ishq Ho Gaya Mamu

Movie :  Ishq Ho Gaya Mamu
Singers : Tarannum
Song : Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 1
Lyricist : Gazi
Actors : Meenu Bharadwaj, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek, Mushtaq Khan
Music Director : Altamash Khan

 

 

 

 

 

Jaaneman hum se
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Chaahe todo
ha chaahe todo magar ek waada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Mujhe paana hai to mere nakhre utha
Meri tareef kar mujhe dil mein bitha
Mujhe paana hai to mere nakhre utha
Meri tareef kar mujhe dil mein bitha

Meri aankhein hain jheel inme gota laga
Jaan nichhavar to kar apni hasti mita
Kitni nazuk hai dekh meri patli kamar
Teri kismat hai jo padi ispe nazar

Mere lab hai mere lab hai
Shole zara chhoo ke tu dekh
Sard hai ye mausam
Aag se khud ko sek
Aag se khud ko sek
Aise dilkash kabhi phir na aayegi raat
Aise mauke ka kuchh to ifaada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Ishq jaisi nahi is jahaan mein daulat
Ishq milta hai to de de har tu keemat
Ho ishq jaisi nahi is jahaan mein daulat
Ishq milta hai to de de har tu keemat

Isse badhkar nahi kahin koi lajjat
Ishq rehmat bhi hai ishq hi hai nemat
Ishq ne hai bakshi is jahaan ko zinnat
Ishq ho jaaye to badal jaaye kismat
Ishq ne ki adaa ishq ne ki adaa
Is jahaan ko izzat

Saare aalam mein hai
Ishq se hi rangat ishq se hi rangat
Tum bhi aashiq bano thodi zurrat karo
Apne dil ko zara tum khushaada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Jaaneman hum se
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

 

 

 

This is a comedy film which is made under the banner of ‘Pedhiwala Entertainers’. The direction of the film is done by Gazi who is also the lyricist of this film.

Leave a Reply