Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 2 from Ishq Ho Gaya Mamu
Movie : Ishq Ho Gaya Mamu
Singers : Rehan
Song : Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 2
Lyricist : Gazi
Actors : Meenu Bharadwaj, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek, Mushtaq Khan
Music Director : Altamash Khan
Jaaneman hum se
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Chaahe todo
ha chaahe todo magar ek waada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Raat hai chandni chandni raat hai
Dil mein taaron bhari utri baaraat hai
Raat hai chandni chandni raat hai
Dil mein taaron bhari utri baaraat hai
Chaand suraj tere sab nazaare tere
Tu jo mil jaaye ja ye sitaare tere
Dil ye de doon tujhe dil ki aukaat kya
Jaan de doon tujhe jaan ki baat kya
Teri khaatir jiyun teri khaatir marun
Marte marte bhi main bas itna kahun
Chaahe kam kam karo chaahe zyada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Ek tu hai anaar yahan sau hain bimaar
Jo bhi dekhe tujhe use chadhta bukhaar
Ek tu hai anaar yahan sau hain bimaar
Jo bhi dekhe tujhe use chadhta bukhaar
Tere jalwon se koi yahan kaise bache
In aankhon se nikle talab mein fase
Hai do aatsha tera shola badan
Tere deedar se ho jaaye jashan
Tujhe paane ko main har bagawat karun
Is jaan se ladun katlogarath karun
Itni chaahat tumhe is zamaane ne di
Aise aashiq ki kuchh to khushamad karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Jaaneman hum se
Ho jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
The song can be said as a second part of the song ‘Jaaneman Hum Se’ which is sung by Tarranum. This song is in the male version which is in the voice of Rehan. Lyrics used by Gazi to this song is different from the female version.