Lal Chunariya Odh Lee Maine from God Tussi Great Ho
Movie : God Tussi Great Ho
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan
Song : Lal Chunariya Oodh Lee Maine
Lyricist : Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed, Deven Shukla
Actors : Salman Khan, Amitabh Bachchan, Priyanka Chopra, Sohail Khan, Rukhsar
Music Director : Sajid Wajid
Jhumkha chhup jaane laga
Taare sharmaane lage
Gori ka mukhda deko
Ambar chhup jaane laga
Lamhe ruk jaane lage
Gori ka mukhda deko
He he he ho ho ho…
Lal chunariya odh lee maine
Jab se piya ke naam ki
Lal chunariya odh lee maine
Jab se piya ke naam ki
Lal chunariya odh lee maine
Jab se piya ke naam ki
Mere piya bhi kehne lage hain
Main na rahi kisi kaam ki
Lal chunariya odh lee tune
Jab se piya ke naam ki
Lal chunariya odh lee tune
Jab se piya ke naam ki
Tere piya bhi kehne lage hain
Le ye jaan tere naam ki
Lal chunariya odh lee maine
Jab se piya ke naam ki
Mehnga pada re mujhe dil ka lagana
Kar na saki re main to koi bahana
Bole ye choodi bole ye kangna
Jaana hai jaana tujhe piya ji ke angna
Kisko padi hai ab mere saajan
Chaahat ke anjaam ki
Tere piya bhi kehne lage hain
Le ye jaan tere naam ki
Lal chunariya odh lee maine
Jab se piya ke naam ki
Ni sa re ni sa re aa..
Ni sa re ni sa re aa.. la la la la…
La la la la..la la la la
La la la la..la la la la
Gori ke haathon rachi mehndi hazaari
Jachti hai kaise dekho dulhan hamari
Chanda baraati taare baraati
Hum tum bane hain dekho janmo ke saathi
Ran birangi kismat hai ab
Meri subah o shaam ki
Mere piya bhi kehne lage hain
Main na rahi kisi kaam ki
Lal chunariya odh lee tune
Jab se piya ke naam ki
It is a romantic song beautifully sung by Alka Yagnik and Udit Narayan. The feel of this song seems much similar to the song ‘Laal Duptta Ud Gaya’ from Mujhse Shaadi Karogi.
Lovely romantic song, makes us fall in love again…..