Lambi Judai Lambi Judai from Jannat
Movie : Jannat
Singers : Kamran Ahmed
Song : Lambi Judai Lambi Judai
Lyricist : Sayeed Qadri, Kamran Ahmed, Neelesh Mishra
Actors : Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Music : Pritam Chakraborty
Char dino ka pyar o rabba Lambi judai lambi judai
Char dino ka pyaar o rabba Lambi judai lambi judai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane bad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Khoya raha main, saanson mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
Kitna jiya hoon tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hun
Khoya raha main, saanson mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
Kitna jiya hoon tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
Uljha raha main is zindagi mein
Dil ki duhai dil ki duhai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane bad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Oooo rabbaa
Kithe main jaawaa
Har bebsi mein, is zindagi mein
Tujhko hi chaha, tujhko hi manga
Jin raaston se guzra ye dil tha
Manzil mili na pyar na paya
Har bebsi mein, is zindagi mein
Tujhko hi chaha, tujhko hi manga
Jin raaston se guzra ye dil tha
Manzil mili na pyar na paya
Khud ko chhupake raahon se guzre
Dil ko sambhale dil ko sambhale
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane bad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
It is a remake of song ‘Lambi Judai’ from the movie HERO. The song is modified in terms of its rhythem and tone. ‘Lambi Judai’ is sung by Kamran Ahmed. This song became very popular among all people.
thanks for sharing