Archive for the ‘Ashok Kumar’ Category

Aaiye Meherbaan Baithiye Jaane Jaan from Howrah Bridge

Thursday, October 16th, 2008

Movie : Howrah Bridge
Singers : Asha Bhonsle
Song : Aaiye Meherbaan Baithiye Jaane Jaan
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Actors : Ashok Kumar, Madhubala, Helen, K N Singh
Music Director : O P Naiyyar

Hmm hmm…
Ho..ho..
Aha.. aha..
Aaiye meherbaan baithiye jaane jaan
Shauk se liijiyegi ishq ki imthihaan
Aaiye meherbaan baithiye jaane jaan
Shauk se liijiyegi ishq ki imthihaan
Aaiye meherbaan…

Kaise ho tum naujwaan kitne haseen mehmaan
Kaise ho tum naujwaan kitne haseen mehmaan
Kaise karun mein bayaan dil ki nahi hai zubaan
Kaise karun mein bayaan dil ki nahi hai zubaan
Aaiye meherbaan baithiye jaane jaan
Shauk se liijiyegi ishq ki imthihaan
Aaiye meherbaan…

Dekha machal ke jidhar bijli gira di udhar
Dekha machal ke jidhar bijli gira di udhar
Kis ka jala aashiyana bijli ko ye kya khabar
Kis ka jala aashiyana bijli ko ye kya khabar
Aaiye meherbaan baithiye jaane jaan
Shauk se liijiyegi ishq ki imthihaan

Aaiye meherbaan baithiye jaane jaan
Shauk se liijiyegi ishq ki imthihaan
Aaiye meherbaan…

This sweet song is in the voice of Asha Bhonsle which is picturised on Madhubala and Ashok Kumar. The
heart touching number of the film is still fresh in everybody’s mind.

Mera naam chin chin chu from Howrah Bridge

Monday, October 13th, 2008

Movie : Howrah Bridge
Singers : Geeta Dutt
Song : Mera naam chin chin chu
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Actors : Ashok Kumar, Madhubala, Helen, K N Singh
Music Director : O P Naiyyar

Mera naam chin chin chu
Chin chin chu
baba chin chin chu
Raat chaandni main aur tu
Hello mister how do you do

Mera naam chin chin chu
Chin chin chu
baba chin chin chu
Raat chaandni main aur tu
Hello mister how do you do
Baba baba…
Baba baba…

Baabuji main cheen se aayi cheeni jaisa dil laayi
Singapur ka youvan mera shanghai ki angdayi
Baabuji main cheen se aayi cheeni jaisa dil laayi
Singapur ka youvan mera shanghai ki angdayi
Dil par rakh le haath zara
ho jaaye na pagal tu
Dil par rakh le haath zara
ho jaaye na pagal tu

Mera naam chin chin chu
Chin chin chu
baba chin chin chu
Raat chaandni main aur tu
Hello mister how do you do

Mera naam chin chin chu
Chin chin chu
baba chin chin chu
Raat chaandni main aur tu
Hello mister how do you do
Baba baba…
Baba baba…

O baabu ji main aur aap
kitna achha hua milaap
Tujhko dekh tabiyat bhadki
alaadin ki main hoon ladki
O baabu ji main aur aap
kitna achha hua milaap
Tujhko dekh tabiyat bhadki
alaadin ki main hoon ladki
Phoonk doon mantar chhu chhu chhu
sinbaad the sailor tu
Phoonk doon mantar chhu chhu chhu
sinbaad the sailor tu

Mera naam chin chin chu
Chin chin chu
baba chin chin chu
Raat chaandni main aur tu
Hello mister how do you do

Mera naam chin chin chu
Chin chin chu
baba chin chin chu
Raat chaandni main aur tu
Hello mister how do you do
Baba baba…
Baba baba…

This famous song is from the film Howrah Bridge which was released in 1958 and it is picturised on Helen.
She had played a role of singer/ dancer in the film.

Honthon Mein Aisi Baat Main from Jewel Thief

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Jewel Thief
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Honthon Mein Aisi Baat Main
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Actors : Anju Mahendru, Ashok Kumar, Dev Anand, Helen, Tanuja, Vaijayantimala
Music Director : S D Burman

Ho..hoo…
Honthon mein aisi baat
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Haan re haan baat jisme pyar to hai zeher bhi hai haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Ho shaloo
Raat kaali nagan si hui hai jawaan
Raat kaali nagan si hui hai jawaanHo..
Haaye daiya kisko dasega ye samaa
Haan, haaye daiyya kisko dasega ye sama
Jo dekhoon peechhe mudke, hoye
To pag mein payal tadpe, hoye
Aage chaloon to dhadakti hai saari angnaai
Honthon mein haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Haan re haan baat jisme pyar to hai zeher bhi hai haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Ho shaloo
Aise mera jwala sa tan leheraaye
Aise mera jwala sa tan leheraaye
Arre haan..
Lat kahin jaaye ghoonghat kahin jaye
Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Arre ab jhumka toote, hoye
Ke meri bindiya choote, hoye
Ab to banke qayamat leti hoon angdaai
Honthon mein haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Haan re haan baat jisme pyar to hai zeher bhi hai haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

A dancing song from the film which is picturised on Dev Anand and Vaijayantimala. This song is liked by many people and it is much remembered for the performance of Vaijayantimala.

Rula Ke Gaya Sapna Mera from Jewel Thief

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Jewel Thief
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Rula Ke Gaya Sapna Mera
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Actors : Anju Mahendru, Ashok Kumar, Dev Anand, Helen, Tanuja, Vaijayantimala
Music Director : S D Burman

Rula ke gaya sapna mera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho sawera
Rula ke gaya sapna mera

Wohi hai game e dil
Wohi hai chanda taare
Haaye, wahi hum besahare
Wohi hai game e dil
Wohi hai chanda taare
Wohi hum besahare

Aaj hi raat wohi hai
Aur har baat wohi hai
Phir bhi na aaya lootera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho sawera
Rula ke gaya sapna mera

Ho…

Kaisi ye zindagi
Ke saanso se hum oobe
Ke dil dooba hum doobe
Kaisi ye zindagi
Ke saanso se hum oobe
Ke dil dooba hum doobe

Ek dukhiya bechari
Is jeewan se haari
Us par ye ghum ka andhera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho sawera
Rula ke gaya sapna mera

A sad song from ‘Jewel Thief’ in the melodious voice of Lata Mangeshkar. S D Burman has beautifully composed the song and it touches everyone’s heart.

Raat Akeli Hai Bujh Gaye Diye from Jewel Thief

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Jewel Thief
Singers : Asha Bhonsle
Song : Raat Akeli Hai Bujh Gaye Diye
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Actors : Anju Mahendru, Ashok Kumar, Dev Anand, Helen, Tanuja, Vaijayantimala
Music Director : S D Burman

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye
Raat akeli hai

Tum aaj mere liye ruk jao
Rut bhi hai fursat bhi hai
Tumhein na ho na sahi
Mujhe tumse mohabbat hai
Tum aaj mere liye ruk jao
Rut bhi hai fursat bhi hai
Tumhein na ho na sahi
Mujhe tumse mohabbat hai
Mohabbat ki ijaazat hai
To chup kyun rahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Sawaal bani hui dabi dabi uljhan seeno mein hai
Jawaab dena tha, to doobe ho paseeno mein
Sawaal bani hui dabi dabi uljhan seeno mein hai
Jawaab dena tha, to doobe ho paseeno meinThani hai do haseeno mein
To chup kyun rahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

The song is a melodious number from the film ‘Jewel Thief’. It can be said as a sweet number in the category of romantic songs of Asha Bhosle.

Baabu samajho ishaare Horan pukaare from Chalti Ka Naam Gaadi

Thursday, September 11th, 2008

Movie : Chalti Ka Naam Gaadi
Singers : Kishore Kumar, Manna Dey
Song : Baabu samajho ishaare Horan pukaare
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Music Director : S D Burman

Baaju…
Baabu samajho ishaare
Horan pukaare pam pam pam
Yahaan chalti ko gaadi
Kehte hain pyare pam pam pam

Baabu samajho ishaare
Horan pukaare pam pam pam
Yahaan chalti ko gaadi
Kehte hain pyare pam pam pam

Aye ri bababa ri bababa ri baba ri baabaa baa rii baabbaa
Ri bababa ri bababa ri baba ri baabaa baa rii baabbaa

Sau baaton ki ek baat yahi hai
Kya bhala to kya bura kaamyabi mein zindagi hai
Bolo sau baaton ki ek baat yahi hai
Kya bhala to kya bura kaamyabi mein zindagi hai

Aye tooti phooti sahi chal jaaye theek hai
Sachchi jhoothi sahi chal jaaye theek hai
Tooti phooti sahi chal jaaye theek hai
Sachchi jhoothi sahi chal jaaye theek hai

Aadi tirchhi chala chala ke jhoom
Aadi tirchhi chala chala ke jhoom
Re, aadi chala chala ke jhoom
Tirchhi chala chala ke jhoom

Baaju..
Baabu samajho ishaare
Horan pukaare pam pam pam
Yahaan chalti ko gaadi
Kehte hain pyare pam pam pam

Itni si baat na samajha zamaana
Aadmi jo chalta rahe to mil jaaye har khazana
Haan itni si baat na samajha zamaana
Aadmi jo chalta rahe to mil jaaye har khazana

Shohrat hai cheez kya chalne ka naam hai
Izzat hai cheez kya chalne ka naam hai
Shohrat hai cheez kya chalne ka naam hai
Izzat hai cheez kya chalne ka naam hai

Aadi tirchhi chala chala ke jhoom
Aadi tirchhi chala chala ke jhoom
Re, aadi chala chala ke jhoom
Tirchhi chala chala ke jhoom

Baaju..
Baabu samajho ishaare
Horan pukaare pam pam pam
Yahaan chalti ko gaadi
Kehte hain pyare pam pam pam

Hilmil ke chalna yun hi saathi
Hoye band mutthii laakh ki aur khule to pyare khaak ki
Hilmil ke chalna yun hi saathi
Arre band mutthii laakh ki aur khule to pyare khaak ki

Mushkil jo aa pade thokar se taal de
Parbat bhi ho khade dil mil ke taal de
Mushkil jo aa pade thokar se taal de
Parbat bhi ho khade dil mil ke taal de

Jo samajha ye usi ki machi dhoom
Aa aa jo samajha usi ko machi dhoom
Aye jo samajha usi ko machi dhoom
Jo samajha usi ko machi dhoom

Baaju..
Baabu samajho ishaare
Horan pukaare pam pam pam
Yahaan chalti ko gaadi
Kehte hain pyare pam pam pam

Baabu samajho ishaare
Horan pukaare pam pam pam
Yahaan chalti ko gaadi
Kehte hain pyare pam pam pam

A funny song from the film ‘Chalti Ka Naam Gaadi’ in which all three brothers are shown as enjoying together. In this song, all three are somehow comparing the human life with a car in a funny way in crazy vocals of Kishore Kumar and Manna Dey.

Haal kaisa hai janaab ka from Chalti Ka Naam Gaadi

Saturday, September 6th, 2008

Movie : Chalti Ka Naam Gaadi
Singers : Asha Bhosle & Kishore Kumar
Song : Haal kaisa hai janaab ka
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Music Director : S D Burman

Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha

Haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha

Beheki, beheki, chale hai pawan jo ude hai tera aanchal
Chhodo, chhodo, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
Beheki, beheki, chale hai pawan jo ude hai tera aanchal
Chhodo, chhodo, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal
Kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
Zara nazar ko sambhalana
Aa aa..Haal kaisa hai janaab ka
Haye, kya khayal hai aapka
Haye, tum to machal gaye, ho ho ho
Hmm hmm, yun hi fisal gaye, ha ha ha

Pagli, haan
Pagli, ho, Kabhi tune socha raste mein gaye mil kyon
Pagale, haan
Pagale, haan
Teri Baaton baaton mein dhadakta hai dil kyon
Aha pagli, pagli kabhi tune socha raste mein gaye mil kyon
Pagle, pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyon
Kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
Zara nazar ko sambhalana
Aa aa, haal kaisa hai janaab ka
Haye haye, kya khayaal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha

Kaho ji, kaho ji, roz tere sang yun hi dil behlaayein kya
Suno ji, suno ji, samajh sako to khud samajho baatayein kya
Kaho ji, haan kaho ji, roz tere sang yun hi dil behlaayein kya
Suno ji, aha suno ji, samajh sako to khud samajho baatayein kya
Kabhi kuchh kehti hai, kabhi kuchh kehti hai
Zara nazar ko sambhalana

Haye, haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha
haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha
haal kaisa hai janaab ka
Kya khayal hai aapka
Tum to machal gaye, ho ho ho
Yun hi fisal gaye, ha ha ha

The song can be categorized in the class of flirting kind of song. It is an enjoyble number which became much popular. In this song, Kishore and Madhubala are flirting with each other.

Hum The Wo Thi Aur Sama Rangeen from Chalti Ka Naam Gaadi

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Chalti Ka Naam Gaadi
Singers : Kishore Kumar
Song : Hum The Wo Thi Aur Sama Rangeen
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Music Director : S D Burman, R D Burman, Jaidev

Hum the wo thi, wo thi hum the
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Tara ra ra
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Tara ra ra
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

Khoya main kaise uski baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha
Khoyi wo kaise meri baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha
Kya kya keh dala aankho aankho mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha

Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

O mannu tera hua ab mera kya hoga
O mannu tera hua ab mera kya hoga

Chhoote bulbule dono naina phadke
Usne jab dekha mud mud ke waah waah waah
Jaise kehti ho sun o re ladke
Maine jab dekha mud mud ke waah waah waah
Phir dono ke dil dhak dhak dhak dhadke
Dono ne dekha mud mud ke waah waah waah

Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
O mannu tera hua ab mera kya hoga
O mannu tera hua ab mera kya hoga

Thoda thoda sa lamba lamba sa
Dheere dheere usne kheencha aa ha ha
Phir uska pallu banke uska daas
Dheere dheere maine kheencha aa ha ha
Ghabrahat mein phir apna apna haath
Usne kheencha mane kheencha aa ha ha
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

It is the story of three persons Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar who are playing a role of a garage owner. All three actors were off screen brothers also. The movie came in 1958 and it can be said as a romantic comedy film.

Ik Ladki Bheegi Bhaagi Si from Chalti Ka Naam Gaadi

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Chalti Ka Naam Gaadi
Singers : Kishore Kumar
Song : Ik Ladki Bheegi Bhaagi Si
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Music Director : S D Burman, R D Burman, Jaidev

Hmm…
Ik ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm…
Ik ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm..

Dil hi dil mein jali jaati hai
Bigdi bigdi chali aati hai
Dil hi dil mein jali jaati hai
Bigdi bigdi chali aati hai
Dundh lauti hui balkhati hui
Saawan ki sooni raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm..
Ek ladki bheegi bhaagi si..
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm..

Dagmag dagmag lehki lehki
Bhooli bhatki behki behki
Dagmag dagmag lehki lehki
Bhooli bhatki behki behki
Machli machli ghar se nikli
Pagli si kaali raat mein
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai
Hmm..
Ek ladki bheegi bhaagi si..
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm..

Tan bheega hai sar geela hai
Uska koi pench bhi dheela hai
Tan bheega hai sar geela hai
Uska koi pench bhi dheela hai
Tanti jhukti chalti rukti
Nikli andheri raat mein
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm…
Ek ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koi baat hai
Hmm..

This sweet song is picturied on Kishore Kumar with Madhubala in a rain. This song is much popular and also a very hit song in the list of Kishore Kumar evergreen numbers.

O Jaane Wale Ho Sake To from Bandini

Thursday, August 21st, 2008

Movie : Bandini
Singers : Mukesh
Song : O Jaane Wale Ho Sake To
Lyricist : Gulzar
Actors : Ashok Kumar, Nutan, Dharmendra
Music Director : S D Burman

O jaane wale ho sake to laut ke aana
O jaane wale ho sake to laut ke aana
Ye thaath tu ye baat kahin bhool na jana
O jaane wale ho sake to laut ke aana

Bachapan ke tere meet tere sang ke sahare
Bachapan ke tere meet tere sang ke sahare
Dhoondenge tujhe gali gali sab ye gum ke mare
Dhoondegi har nigah kal tera thikana
O jaane wale ho sake to laut ke aana

De de ke ye aawaz koi har ghadi bulaye
De de ke ye aawaz koi har ghadi bulaye
Fir jaye jo us paar kabhi laut ke na aaye
Hai bhed ye kaisa koi kuchh to batana

O jaane wale ho sake to laut ke aana
Ye thaath tu ye baat kahin bhool na jana
O jaane wale ho sake to laut ke aana

The movie ‘Bandini’ came in 1963 and was directed by famous director ‘Bimal Roy’. He was well known for making movies based on the concepts of social issues and deepness of human kind.