Archive for the ‘Harman Baweja’ Category

Sach Kehna from Love Story 2050

Monday, July 7th, 2008

Movie : Love Story 2050
Singers : Kunal Ganjawala
Song : Sach Kehna
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Harman Baweja, Priyanka Chopra
Music Director : Anu Malik

Sach kehna, Sach kehna, Sach kehna, Sach kehna
Sach kehna, Sach sach kehna, Sach kehna, Sach sach kehna
Mujhe dekh ke tumko aisa lagta hai ke nahi
Ke jo tumse kal pyar kare, Ke jo tumse kal ikraar kare
Wo ya to mere jaisa ho, ya main hu, haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Hoo woo hooo

Sach kehna, Sach kehna, Sach sach kehna
Sach kehna, Sach kehna, Sach sach sach sach
Sach kehna, Sach sach sach,Sach kehna
Mujhe dekh ke tumko aisa lagta hai ke nahi
Ke jo tumse kal pyar kare, Ke jo tumse kal ikraar kare
Wo ya to mere jaisa ho, ya main hu, haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Hoo woo hooo

Sach kehna, Sach kehna
Tumko ye armaan hai ke nahi, Mil jaaye koi tumko kahin
Tumko ye armaan hai ke nahi, Mil jaaye koi tumko kahin
Palkein jhuk jaayein raaho mein, Phir tumko lekar baahon mein
Dheere se kahe(La laaa laaaa), Tum meri ho(La laaa laaaa)
Mere paas raho(La laaa laaaa), Mere paas raho

Sach kehna, Sach kehna, Sach sach kehna
Sach kehna, Sach kehna, Sach sach sach sach
Sach kehna, Sach sach sach..
Mujhe dekh ke tumko aisa lagta hai ke nahi
Jo tumse aisi baat kahe, jo tumse itne paas rahe
Wo ya to mere jaisa ho, ya main hu, haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Hoo woo hooo

All rite, Lets Kick It,
Yeah !
Sach kehna, sach kehna
Tum ye kaho ya tum na kaho, chaahat ye ho koi deewana ho
Yea.. ye..,Tum ye kaho ya tum na kaho, chaahat ye ho koi deewana ho
Jo geet tumhare hi gaaye, Jo tumko paake kho jaaye
Tumko chaahe, bas tumko hi, Tumko dekhe, bas tumko hi
Sach kehna, Sach kehna, Sach sach kehna
Sach kehna, Sach kehna, Sach sach sach sach
Sach kehna, Sach sach sach
Mujhe dekh ke tumko aisa lagta hai ke nahi
Ke jo tumse kal pyar  kare, Ke jo tumse kal ikraar kare
Wo ya to mere jaisa ho, ya main hu, haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Haan main hu ya main hu
Haan main hu ya main hu, Hoo woo hooo
Sach kehna, sach sach kehna

Body laguage of this actor (Harman Baweja) seems to be much similar like actor Hrithik Roshan. Harry Baweja had also said that Harman has good personality and also good dancing skills that can beat Hrithik.

Aa Gaya Hoon Main from Love Story 2050

Sunday, July 6th, 2008

Movie : Love Story 2050
Singers : K.K.
Song : Aa Gaya Hoon Main
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Harman Baweja, Priyanka Chopra
Music Director : Anu Malik

Aa gaya hoon main tumko sunane, Rang mein doobe dil ke afsaane
Aa gaya hoon main tumko sunane, Rang mein doobe dil ke afsaane
Kuch anokhi anokhi si baatein, ye ye..aur kuch geet jaane anjaane
Aankhon mein hoon laaya, main khwaab suhaane
Hothon pe hoon laaya, mastiyon ke fasaane taraane
Ye ye aur kuch geet jaane anjaane
Aa gaya hoon main tumko sunane, ye. ye.. Rang mein doobe dil ke afsaane
Kuch anokhi anokhi si baatein, ye ye..aur kuch geet jaane anjaane
You have fallen in love, O stranger
You have fallen in love

Tum jo kaho to saare raste, main sitaron se jagmaga doon Ooo..
Tum jo kaho tumhare vaaste, moti pyar ke main barsa doon
Tum jo kaho to saare raste, main sitaron se jagmaga doon
Tum jo kaho tumhare vaaste, moti pyar ke main barsa doon

Leke aaya hoon main ye fasane, Leke aaya hoon main ye fasane
Aur kuch geet jaane anjaane, Aa gaya hoon main tumko sunane
ye ye..rang mein doobe dil ke afsaane
Aankhon mein hoon laaya, main khwaab suhaane
Hothon pe hoon laaya, mastiyon ke fasaane taraane
Ye ye..aur kuch geet jaane anjaane

Aa gaya hoon main tumko sunane, Rang mein doobe dil ke afsaane
Kuch anokhi anokhi si baatein, Aur kuch geet jaane anjaane
You have fallen in love, O stranger, o  stranger
You have fallen in love

Shaam hote hi badhti jaati hain dil ki betaabiyan
Chhup sakengi na ab tumhari na meri bechainiyan
Jaane kya anjaam paaye daastaan
You have fallen in love, O stranger, o  stranger
You have fallen in love
You have fallen in love, O stranger, o  stranger
You have fallen in love

Tumhi to ho meri neendo mein, Mere khwaabon mein tumhi ho
Tumhi to ho mere sawaalon mein, Mere jawabon mein tumhi ho
Jaano dil main hoon laaya lutaane, O jaano dil main hu laaya lutaane
Aur kuch geet jaane anjaane

Aa gaya hoon main tumko sunane, Rang mein doobe dil ke afsaane
Kuch anokhi anokhi si baatein, Aur kuch geet jaane anjaane
Aankhon mein hoon laaya, main khwaab suhaane
Hothon pe hoon laaya, mastiyon ke fasaane taraane
Ye ye..aur kuch geet jaane anjaane

Aa gaya hoon main tumko sunane, Rang mein doobe dil ke afsaane
Kuch anokhi anokhi si baatein, Aur kuch geet jaane anjaane

This song is the first song of the album. It is a dancing number which is picturised on a stage. Great dance moves of Harman Baweja would be seen in this number.

Loverboy from Love Story 2050

Sunday, July 6th, 2008

Movie : Love Story 2050
Singers : Alisha Chinoy
Song : Loverboy
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Harman Baweja, Priyanka Chopra
Music Director : Anu Malik

Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy

Khelun khilono se phir tod doon, ek pal milun aggle pal chhod doon
Khelun khilono se phir tod doon, ek pal milun aggle pal chhod doon
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy

Zara zara bhi, mujhe to kabhi, na ishq ho saka, na dil kho saka
Hosh khone ki, aur dil lagaane ki, hai ye baatein puraane zamaane ki
Beeta hua kal kyun yaad karoon, chain main kyun barbaad karoon
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy

Khelun khilono se phir tod doon, ek pal milun aggle pal chhod doon
Khelun khilono se phir tod doon, ek pal milun aggle pal chhod doon
Hey u lover boy, will u be my toy

Nayi shaam hai, nayi raat hai, to hone do jo nayi baat hai
Zindagi hai abhi, zindagi hai yahin, aur iske siva zindagi kuch nahin
Jhoomlo jeelo jee bhar ke, paaoge kya koi ghum kar ke
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy

Khelun khilono se phir tod doon, ek pal milun aggle pal chhod doon
Khelun khilono se phir tod doon, ek pal milun aggle pal chhod doon
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u lover boy, will u be my toy
Hey u ………

There is a time machine in the movie who can take anybody to the future. The machine is built by Boman Irani. In the film, Harman and Priyanka get entered into the machine and swtich the machine to year 2050. And the whole movie revolves around the future.

Mausam Achanak from Love Story 2050

Sunday, July 6th, 2008

Movie : Love Story 2050
Singers : Shaan, Alka Yagnik
Song : Mausam Achanak
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Harman Baweja, Priyanka Chopra
Music Director : Anu Malik

Mausam achanak ye badla hai kyun
Karan its really easy
No way, I can’t , Its so unfair
Mausam achanak ye badla hai kyun

Mausam achanak ye badla hai kyun
Rut ki ye aadat hai aur kya kahun
Ye hawa kehti hai kya
Kehti hai tu gaaye ja
Le chala kahan rasta
Aa chalein, dekhe zara
Yun phool mein aisi khushboo hain kyun
Ye dil ke achhe hain, aur kya kahun
Hey ha haye aa
Mausam achanak ye badla hai kyun
Rut  ki ye aadat hai aur  kya kahun
Hey ha haye aa, hey ha haye aa
Hey ha haye aa, hey ha haye aa

Do chaar din se, lagta hai aise
Ye jo zameen hai, kitni hasin hai
Swarg agar hai to bas yahin hai
YuN lagta hai kyu
Jab zindagi mein har pal khushi ho
Masti mein dooba har pal koi ho
To sab nazare lagte hain pyaare
Ye baat hain yun
Kaliyion mein aati hai ye narmi hai kyun
Sharmili hoti  hai, aur kya kahun
Hey ha haye aa, hey ha haye aa
Hey ha haye aa, hey ha haye aa

Mausam achanak ye badla hai kyun
Rut ki ye aadat hai aur kya kahun

Pedo pe chidiyan kya gaa rahi hain
Kya bol hain jo, dohra rahi hain
Koi  baat humko samjha rahi hain
Yun lagta hai kyu
Gaati ye chidiya, bas itna jaane
Jeene k maayne, unchi udaane
Wo chahti hain, hum bhi ye maane
Ye baat hai yun
Ye roshni reshmi si hai kyu
Shaam hone wali hai aur kya kahun
Hey ha haye aa, hey ha haye aa

Mausam achanak ye badla hai kyun
Rut  ki ye aadat hai aur kya kahun
Ye hawa kehti hai kya
Kehti hai tu gaaye ja
Le chala kahan rasta
Aa chalein, dekhe zara
Aa aaa aa aaa aa aaa

This song creates the enviornment like the dancing of hearts in love. A great attempt to make it a good roamntic song.

Milo Na Milo from Love Story 2050

Sunday, July 6th, 2008

Movie : Love Story 2050
Singers : Shaan
Song : Milo Na Milo
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Harman Baweja, Priyanka Chopra
Music Director : Anu Malik

What, The party is over !!
Milo na milo, ho main milne aaunga
Kaho na kaho, kaho na kaho, ho main kehta jaunga
Suno na suno, suno na suno, ho  main to sunauga
Dil kehta hai kya
Mera dil ye tujhse kahe, koi doori kab tak sahe
Ye faasla kyun rahe, cum in my arms..

Milo na milo ho, main milne aaunga
Kaho na kaho, kaho na kaho, ho main kehta jaunga
Suno na suno, suno na suno, ho main to sunauga
Dil kehta hai kya
Mera dil ye tujhse kahe, koi doori kab tak sahe
Ye faasla kyun rahe, cum in my arms..

Dekho na dekho meri in aankhon mein
Khwaabon ki sau tasweerein hain
Jaano na jaano dono ke haathon mein
Yaadon ki kuch zanjeerein hain
Chalo na chalo, ho raste bulate hain
Chhupo na chhupo, chhupo na chhupo, ho tumhe dekhe jaate hain
Mano na mano, mano na mano, ho tumko manate hain meri wafa
Mera dil ye tujhse kahe, koi doori kab tak sahe
Ye faasla kyun rahe, cum in my arms..

Maano na maano tumko ye lagta hai
Main hoon jaana pehchana sa
Bolo na bolo nazron se banta hai
Dheere dheere afsana sa
Koi na koi, ho rasta nikalna tha
Kabhi na kabhi, kabhi na kabhi, ho gum ko pighalna tha
Kahin na kahin, jo phool khilna tha lo wo khil hi gaya
Mera dil ye tujhse kahe, koi doori kab tak sahe
Ye faasla kyun rahe, cum in my arms..

The Famous Director Harry Baweja who had made movies like Qayamat, Diljale, Dilwaale and many more. Now, this time he is introducing his son ‘Harman Baweja’ as a Lead Actor in opposite with Bollywood beauty ‘Priyanka Chopra’. It is a dancing song in which Harman is showing his great moves.