Archive for the ‘Iftekhar’ Category

Hey Neele Gagan Ke Tale Dharti Ka Pyaar Pale from Humraaz (1967)

Sunday, October 26th, 2008

Movie : Humraaz (1967)
Singers : Mahendra Kapoor
Song : Hey Neele Gagan Ke Tale Dharti Ka Pyaar Pale
Lyricist : Shakeel Badayuni
Actors : Sunil Dutt, Nargis, Raj Kumar, Rajendra Kumar, Sarika, Iftekhar
Music Director : Ravi

 

 

 

 

 

Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

Aise hi jag mein aati hain sub aahein
Aise hi shaam dhale
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

Shabnam ke moti phoolon pe bikhre
dono ki aas phale
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

Balkhaati belein masti mein khelein
Pedon se mil ke gale
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

Nadiya ka paani dariya se mil ke
Saagar ki or chale
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

Aise hi jag mein aati hain subahein
Aise hi shaam dhale
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

Aa..aa..aa..aa..
Hey neele gagan ke tale
Dharti ka pyaar pale

 

 

 

It is a soft song and a also very hit number in the voice of Mahendra Kapoor. The song is from the film Humraaz and Mahendra Kapoor got the filmfare award for this beautiful number.

Keh Doon Tumhe Ya Chup Rahun from Deewar (1975)

Wednesday, October 22nd, 2008

Movie : Deewar (1975)
Singer : Kishore Kumar & Asha Bhonsle
Song : Keh Doon Tumhe Ya Chup Rahun
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Actors : Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Neetu Singh, Parveen Babi, Iftekhar
Music Director : R D Burman

 

 

 

 

Keh doon tumhe
Haan
Ya chup rahun
Naa
Dil mein mere aaj kya hai
Kya hai

Keh doon tumhe
Ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bole to jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi vaada hai
Accha

Keh doon tumhe
Ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bole to jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi vaada hai

Socha hai tumne ke chalte hi jaayein
Taaron se aage koi duniya basaayein
Theek hai
Aahan, to tum batao
Bataun
Haaan
Socha hai ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe kahi chhede darayein
Haaye re naa naa
Haaye re naa naa
Ye na karna
Are nahi re nahi re
Nahi re nahi re
Nahi re nahi re
Nahi re nahi nahi

Keh doon tumhe
Ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bole to jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi vaada hai

Socha hai tumne ke kuchh gungunayein
Masti mein jhoomein zara dhoome machaayein
Ab theek hai
Aahan, to tum batao
Bataun
Haaan
Socha hai ye ke tumhe nazdeek laayein
Phoolon se hothon ki laali churayein
Haaye re naa naa
Haaye re naa naa
Ye na karna
Are nahi re nahi re
Nahi re nahi re
Nahi re nahi re
Nahi re nahi nahi

Keh doon tumhe
Ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bole to jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi vaada hai

Keh doon tumhe
Ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bole to jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi vaada hai

 

 

 

A romantic song from the film Deewar which was released in 1975 under the banner of ‘Trimurti Films’. This film is directed by Yash Chopra and the film got many filmfare awards in that year.

Chhun Chhun Karti Aayi Chidiya from Ab Dilli Door Nahi (1957)

Saturday, October 18th, 2008

Movie : Ab Dilli Door Nahi (1957)
Singers : Mohammad Rafi
Song : Chhun Chhun Karti Aayi Chidiya
Lyricist : Shailendra
Actors : Iftekhar, Jagdeep, Moti Lal, Om Prakash
Music Director : Dattaram Naik

Chhun chhun karti aayi chidiya
Chhun chhun karti aayi chidiya
Daal ka daana laayi chidiya
Mor bhi aaya kauwa bhi aaya
Chooha bhi aaya bandar bhi aaya
Chhun chhun karti aayi chidhiyaa

Chhun chhun karti aayi chidiya
Chhun chhun karti aayi chidiya
Daal ka daana laayi chidiya
Mor bhi aaya..
Kauwa bhi aaya..
Chooha bhi aaya..
Bandar bhi aaya..
Chhun chhun karti aayi chidhiyaa

Bhook lagi to chidiya rani
Moong ki daal pakaaegi
Are bhook lagi to chidiya rani
Moong ki daal pakaaegidaal pakaaegi daal pakaaegi
Kauwa roti laayega
Laake tujhe khilaayega
Mor bhi aaya kauva bhi aaya
Chooha bhi aaya bandar bhi aaya
Chhun chhun karti aayi chidhiya

Chalte chalte milega bhaalu
Hum bolenge naacho kaalu
Naacho kaalu naacho kaalu
Munna dhol bajayega
Bhaalu naach dikhaayega
Mor bhi aaya kauva bhi aaya
Chooha bhi aaya bandar bhi aaya
Chhun chhun karti aayi chidhiya

Saath hamaare chale baraati
Saath hamaare chale baraati
Main to hoon munne ka haathi
Munne ka haathi munne ka haathi
Seedha dilli jaunga
Teri dulhaniya launga
Mor bhi aaya kauwa bhi aaya
Chooha bhi aaya bandar bhi aaya

Chhun chhun karti aayi chidiya
Chhun chhun karti aayi chidiya
Daal ka daana laayi chidiya
Mor bhi aaya kauwa bhi aaya
Chooha bhi aaya bandar bhi aaya
Chhun chhun karti aayi chidhiyaa

This funny and an enjoyble song is from the film ‘Ab Dilli Door Nahi’ which was released in 1957. The film was released under the banner of R K films and it was directed by Amar Kumar.