Archive for the ‘Jeetendra’ Category

Mast Baharon Ka Main Aashiq from Farz (1967)

Thursday, October 23rd, 2008

Movie : Farz (1967)
Singers : Mohammad Rafi
Song : Mast Baharon Ka Main Aashiq
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Babita, Aruna Irani
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

 

 

 

 

O oo.. o oo..
O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

Main hoon wo deewana
Jiske sab deewane ha
Main hoon wo deewana
Jiske sab deewane ha
Kisko hai zarurat teri aye zamaane ha
Mera apna raasta duniya se kya waasta
Mere dil mein tamanaao ki duniya jawaan hai
Mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

Meri aankhon se zara
Aankhein to mila de ha
Meri aankhon se zara
Aankhein to mila de ha
Meri raahein rok le nazrein to bichha de ha
Tere sar ki hai kasam
Main jo chala gaya sanam
To ye rut bhi chali jaayegi ye to yahan hai
Mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

Sabko ye bata do
Keh do har nazar se ha
Sabko ye bata do
Keh do har nazar se ha
Koi bhi mere siwa guzre na idhar se ha
Batla do jahan ko
Samjha do khiza ko
Aaye jaaye yahan na koi ye gulsitan hai
Mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye
Mere liye mere liye mere liye mere liye

 

 

 

This is an evergreen song of the film in the voice of Mohammad Rafi. The song is picturised on Jeetendra and Babita dancing and enjoying together.

Hum To Tere Aashiq Hain Sadiyon Puraane from Farz (1967)

Friday, October 17th, 2008

Movie : Farz (1967)
Singers : Mukesh & Lata Mangeshkar
Song : Hum To Tere Aashiq Hain Sadiyon Puraane
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Babita, Aruna Irani
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Aayi hai yun pyaar pe jawaniyaan
Armaan dil mein hai dil mushkil mein hai jaan e tamanna
Tere isi pyaar ki kahaniyaan
Har mehfil mein hain sabke dil mein hain jaan e tamanna
Chhedte hain sab mujhko apne begaane
Chhedte hain sab mujhko apne begaane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Socho mohabbat mein kabhi haath se
Daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho
Aisa na ho kaash kabhi pyaar mein
Vaade toote to do dil roothe to to phir kya ho
Hum to chale aaye sanam tujhko manaane
Hum to chale aaye sanam tujhko manaane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Mast nigaahon se is dil ko
Mast banaye ja aur pilaye ja pyaar ke sagar
Dil pe bade shauk se sitamgar
Thes lagaye ja teer chalaye ja yaad rahe par
Teer kabhi ban jaate hain khud nishaane
Teer kabhi ban jaate hain khud nishaane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

It is a hit romantic song from the film ‘Farz’. Direction of the film is done by Ravikant Nagaich and the film has done very nice business at the box office. This romantic number is sung by Lata Mangeshkar and Mukesh.

Baar Baar Din Ye Aaye from Farz (1967)

Tuesday, October 7th, 2008

Movie : Farz (1967)
Singers : Mohammad Rafi
Song : Baar Baar Din Ye Aaye
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Babita, Aruna Irani
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you, oh ho
Happy birthday to you, aa ha
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Beqaraar hoke, daaman thaam loon main kiska
Beqaraar hoke, daaman thaam loon main kiska
Kya misaal doon main teri, naam loon main kiska
Nahi nahi aisa haseen koi nahi hai
Jis pe ye nazar ruk jaaye be misaal jo kehlaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

auron ki tarah kuchh main bhi
tohfa aaj laata
auron ki tarah kuchh main bhi
tohfa aaj laata
Main teri haseen mehfil mein phool leke aata
Jinhe kahan usse kya hai phoolon ki zaroorat
Jo bahaar khud kehlaaye har kali ka dil dhadkaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

phoolon ne chaman se tujhko hai salam bheja
phoolon ne chaman se tujhko hai salam bheja
taaron ne gagan se tujhko ye payaam bheja
dua hai ye khuda kare aye shokh tujhko
chand ki umar lag jaaye
aaye to qayamat aaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you, oh ho
Happy birthday to you, aa ha
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you, oh ho
Happy birthday to you, aa ha
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

The song is a very special song in the category of Birthday Occasion. It is from the film Farz which came in 1967 and this song is in the voice of Mohd. Rafi.

Daiyaa Ye Main Kahan Aa Phasi from Caravan

Saturday, October 4th, 2008

Movie : Caravan
Singers : Asha Bhonsle
Song : Daiyaa Ye Main Kahan Aa Phasi
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Jeetendra, Asha Parekh, Helen
Music Director : R D Burman

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan
La la la la…
La la la la…

Urrrr yah..
Burrrrr yah..

He he he he he he
He he he he he he

Dekhe har ek mohe jaun mein kidhar
Bhaagi to kursi ulat gayi udhar
Kaali si murgi ud gayi kidhar
Tu ru ru ru tu ru..
Hey hey deke anda kahan ja basi
Hey re basi kaise basi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan
La la la la…
La la la la…

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan

La la la la…
La la la la…

Kaisi hai raama ye milan ki ghadi
Ek nazariya to aisi padi
Reh sakun na pal bhar main khadi
Tu ru ru ru tu ru..
Tu ru ru ru tu ru..
Tu ru ru ru tu ru..
Tu ru ru ru tu ru..

Hey hey
Kaisi sui badan mein lagi
Hey re lagi kaise lagi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan haan..

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan

La la la la…
La la la la…

This song is said to be the most difficult song to sing and Asha did her best in such creation. Its an enjoyble kind of number which is performed by Jeetendra Asha Parekh.

Chadhti Jawaani Meri Chaal Mastani from Caravan

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Caravan
Singers : Lata Mangehskar and Mohammad Rafi
Song : Chadhti Jawaani Meri Chaal Mastani
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Jeetendra, Asha Parekh, Helen
Music Director : R D Burman

Hoye chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama

Hoye Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Haaye rama hoye rama haaye rama

Uljhe kaahe re main hoon
Soorat mein tujhse badh ke kahin
Teri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela kuchh kam nahi

Ho..
Uljhe kaahe re main hoon
Soorat mein tujhse badh ke kahin
Teri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela kuchh kam nahi

Haaye duniya hui re mere pyar mein deewani
Lakhon ki main dil jaani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama

Wo kaun aisi hai jiska
Hai roop aisa jaadu bhara
Laa re main bhi to dekhun
Tu jiski dhun mein hai baawra

Ho..
Wo kaun aisi hai jiska
Hai roop aisa jaadu bhara
Laa re main bhi to dekhun
Tu jiski dhun mein hai baawra

Hoye uske kadam choome teri jawaani
Wo hai seher ki rani rama

Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama

Haaye rama hoye rama haaye rama

Ab to tohe batana
Hoga re kaisi
Chhab hai meri
O to maine kahan kab
Dikhne mein tu hai aisi buri

Oo oo..
Ab to tohe batana
Hoga re kaisi
Chhab hai meri
O ho maine kahan kab
Dikhne mein tu hai aisi buri

Haaye dekhe jo mohe tere pyar ki wo rani
Ho jaaye saram se paani rama

Hoye chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Ho rama ho rama ho rama.

This is a hit song from the film Caravan. The song is picturised on Jeetendra and Asha Parekh dancing in a ground. Melodious voice of Lata Mangehskar and Mohammad Rafi also added some beauty to the song.

Piya Tu Ab To Aa Ja from Caravan

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Caravan
Singers : R D Burman & Asha Bhonsle
Song : Piya Tu Ab To Aa Ja
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Jeetendra, Asha Parekh, Helen
Music Director : R D Burman

Piya tu ab to aa ja
hey hey..
hey hey..

Monicaa…

Wo aa gaya
dekho dekho wo aa gaya
ha ha ha ha ha..
ha ha ha ha ha..

Monica Monica…

Piya tu ab to aa ja
Shola sa man deheke
aake bujha ja
Tan ki jwala thandi ho jaaye
aise gale laga ja
Aa ha aha, Aa ha aha..
Aa ha aha, Aa ha aha..

Monica O my darling
Monica O my darling

Pyase pyase in mere labon ke liye
Tere honthon ne hazaar vaade kiye
Bhoolne waale koi jiye to kaise jiye
Arre haan arre haan arre haan haan
La la la la la la…
La la la la la la…

Piya tu ab to aa ja
Shola sa man deheke
aake bujha ja
Tan ki jwala thandi ho jaaye
aise gale laga ja
Aa ha aha, Aa ha aha..
Aa ha aha, Aa ha aha..

Monica O my darling

Mere halat pe rahe jo tera karam
wo baat bhi mujhko kubool hai o sanam
Jiski khatir chhoo liye the mere kadam
Arre haan arre haan arre haan haan

Arre la la la la la la…
La la la la la la…

Piya tu ab to aa ja
Shola sa man deheke
aake bujha ja
Tan ki jwala thandi ho jaaye
aise gale laga ja
Aa ha aha, Aa ha aha..
Aa ha aha, Aa ha aha..

O Monica my darling
Monica O my darling

This song is still very popular song of bollywood. The song is picturised on Helen in a Bar. This dancing number is said to be the most hit song on which Helen had performed. Voices of R D Burman and Asha Bhonsle made the song superhit.

Sheesha ho ya dil ho from Aasha

Sunday, August 24th, 2008

Movie : Aasha
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Sheesha ho ya dil ho
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Reena Roy
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Ho..aa..
Sheesha ho ya dil ho
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir, toot jaata hai
Toot jaata hai
toot jaata hai, toot jaata hai
Lab tak aate aate haathon se
Saagar choot jaata hai
choot jaata hai, choot jaata hai
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

Ho..
Kaafi bas armaan nahi
Kuchh milna aasaan nahi
Duniya ki majboori hai
Phir taqdeer zaroori hai
Ye jo dushman hai aise
Dono raazi ho kaise
Ek ko manao to duja rooth jaata hai
rooth jaata hai, rooth jaata hai
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

Baithe the kinare pe, Maujon ke ishare pe
Baithe the kinare pe, Maujon ke ishare pe
Hum khelein toofaano se
Is dil ke armaanon se
Humko ye maloom na tha
Koi saath nahi deta, Koi saath nahi deta
Maajhi chhod jaata hai
Sahil, chhoot jaata hai
chhoot jaata hai, chhoot jaata hai
Sheesha ho ya dil ho, Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai
toot jaata hai, toot jaata hai
toot jaata hai
Sheesha ho ya dil ho

Duniya ek tamasha hai, Aasha aur nirasha hai
Thode phool hai kaante hai
Jo taqdeer ne baante hain
Apna apna hissa hai, Apna apna kissa hai
Koi lut jaata hai
Koi loot jaata hai
loot jaata hai, loot jaata hai
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai
toot jaata hai, toot jaata hai
Lab tak aate aate haathon se
Sagar choot jaata hai
choot jaata hai, choot jaata hai
Sheesha ho ya dil ho

This song is picturised on Reena Roy singing solo on stage. It is a sad number of the film which is sung in beautiful voice of Lata Mangeshkar.