Tere Bina Jiya Jaaye Na from Ghar
Sunday, November 16th, 2008Movie : Ghar
Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar
Song : Tere Bina Jiya Jaaye Na
Lyricist : Gulzar
Actors : Vinod Mehra, Rekha, Asrani
Music Director : R D Burman
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajna
Saans mein saans aaye na
Oo oo….
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajna
Saans mein saans aaye na
Oo oo….
Tere bina jiya jaaye na
Jab bhi khayalon mein tu aaye
Mere badan se khushboo aaye
Jab bhi khayalon mein tu aaye
Mere badan se khushboo aaye
Mehke badan mein raha na jaaye
Raha jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajna
Saans mein saans aaye na
Oo oo….
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Reshmi raatein roz na hongi
Ye saugatein roz na hongi
Reshmi raatein roz na hongi
Ye saugatein roz na hongi
Zindagi tujh bin raas na aaye
Raas aaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajna
Saans mein saans aaye na
Oo oo….
Tere bina jiya jaaye na
It is a romantic number of the film Ghar which was directed by Manik Chatterjee in 1978. The film is a family drama and this hit song is picturised on Rekha and Vinod Mehra.