Archive for the ‘Anjana Sukhani’ Category

Ajj lag ja gale se mere tha kar ke from Golmaal Returns

Wednesday, October 22nd, 2008

Movie : Golmaal Returns
Singers : Neeraj Shridhar, Anvesha, Akruti Kakkar, Earl E D & Indie
Song : Ajj lag ja gale se mere tha kar ke
Lyricist : Ashish Pandit
Actors : Ajay Devgan, Arshad Warsi, Shreyas Talpade, Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Celina Jaitley, Anjana Sukhani, Amrita Arora
Music Director : Pritam Chakraborty

 

 

 

 

Baby’s got a move in you
Sexy and i am feeling you
Though your body’s moving
Get this body jumping

Baby’s got a move in you
Sexy and i am feeling you
Though your body’s moving
Get this body jumping

Baby’s got a move in you
Sexy and i am feeling you
Though your body’s moving
Get this body jumping

Say hey, I say move to the beat
I swear shake it shake it shake it

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Ajj lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Dil mein shola bhadak raha, ho..
Diljala jal jaaye na
naadan hai kuch na samajhh, ho..
Koi zara samjhaaye na
Zid karna zid karna
Ab maan le mera kehna
Main phas gayi anjaani
Kal kisi ne phucha to haan karke

Ajj lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat chal hat chal hat chal hat
Hey yo hey yo..

Main iraada jo kar loon, ho..
Jaan ki baazi khelun
Faisla main jo kar loon, ho..
Jaan kisi ki main le loon
Kya bolun kya bolun
Meri jaan badi mushkil mein
Ghabraayi Pachtaayi
Dil mein tere armaan kar ke

Ajj lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re

Chal hat chal hat chal hat chal hat
Hey yo hey yo..

Tujhko to na chhodunga ho
Main bhale mit jaunga
Tujhko lene aaya hoon ho
Tujhko leke jaunga
Mere pagal deewane
Kaise main ye tujhe samjhaun
Main haari main haari
Tujhpe ye jaan qurbaan karke

Ajj lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Lag ja gale se mere tha kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke
Saari duniya se ishq bayaan kar ke
Tha tha kar ke tha tha kar ke

Hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat ja re
Na panga le
Ho jayega nahi to danga re
Chal hat…

 

 

 

It is a freaky number of the film and the music composed by Pritam made the song much enjoyble. Good dancing beats are used by Pritam and he made nice funky efforts to this song.

Tu Saala Kaam Se Gaya from Golmaal Returns

Wednesday, October 1st, 2008

Movie : Golmaal Returns
Singers : Anushka Manchanda
Song : Tu Saala Kaam Se Gaya
Lyricist : Sameer
Actors : Ajay Devgan, Arshad Warsi, Shreyas Talpade, Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Celina Jaitley, Anjana Sukhani, Amrita Arora
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan

Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haan, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala, tu saala, tu saala kaam se gaya

Teri nazron pe jaane ja meri nazar hai
Teri saari harkaton ki mujhko khabar hai
Ha haan, ha haan
Arre mastiyon mein dooba hai
Tujhe nahi fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja
Tu pagal nadaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haaye, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala, kaam se gaya

Baby u should have no doubt, don’t like to freak u out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake
Baby u should have no doubt, don’t like to freak u out
But his love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake

Aisi waisi galiyon se kabhi na guzarna
Kisi bewafa ke chehre pe mat marna
No no no no no
Mujhse kabhi bhi bewafai mat karna
Sach kehti hoon jaanu rehna saawdhaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haaye, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala, kaam se gaya

Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi zara sa bhi
Zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Haan, hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bachke raha to meri jaan
Tu saala kaam se gaya

The song can be said as an enjoyble number of the film which is sung by Anushka Manchanda. ‘Tu Saala’ is a ‘tapori’ kind of a song and Sameer has created good vocals for such kind of number.

Kya Kashmkash Hai Hai Ye from Sunday

Thursday, September 4th, 2008

Movie : Sunday
Singers : Shibani Kashyap
Song : Kya Kashmkash Hai Hai Ye
Lyricist : Virag Mishra
Actors: Ajay Devgan, Arshad Warsi, Ayesha Takia, Irrfan Khan and Anjana Sukhani
Music Director : Sandeep Chowta

Kitne chehre hain, raaz gehre hain
Raat kali hai, shaq sunehere hain
Chalte saaye hain, kadam thehre hain
Kadam thehre hain
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya….

Kitne chehre hain, raaz gehre hain
Raat kali hai, shaq sunehere hain
Chalte saaye hain, kadam thehre hain
Kadam thehre hain
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya….

Beaarzoo besabab benishaan
Benaam khwahish ka dil hai jawaan
Bekhauff besabr bejuban
Qaatil ki nazrein tikegi kahan

Jaane kispe aar ke pe parwaah hai badi
Sun le o bekhabar ye raat hai badi
Jaane kispe aar ke pe parwaah hai badi
Sun le o bekhabar ye raat hai badi
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya….

Kitne chehre hain, raaz gehre hain
Raat kali hai, shaq sunehere hain
Chalte saaye hain, kadam thehre hain
Kadam thehre hain
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya kashmkash hai ye
Kya kashmkash hai ye, kya….

A dancing item number from the film Sunday. This song is picturised on Esha Deol. In the background of the song film characters are trying to solve a murder mystry. Shibani Kashyap’s singing style in this song is much similar like ‘Zinda Hoon Main’ from film Zinda.

Tune Loot Liya Loot Liya Re from Sunday

Wednesday, August 27th, 2008

Movie : Sunday
Singers : Daler Mehendi and Sunidhi Chauhan
Song : Tune Loot Liya Loot Liya Re
Lyricist : Farhad Sajid
Actors: Ajay Devgan, Arshad Warsi, Ayesha Takia, Irrfan Khan and Anjana Sukhani
Music Director : Sandeep Chowta

Gore gore ye gaal he he he
Rabba rabba kamaal he he he
Gore gore ye gaal he he he
Rabba rabba kamaal he he he

Tune loot liya loot liya loot liya re
Tune loot liya loot liya loot liya
Maine kya kiya kya kiya kya kiya
Maine kya kiya kya kiya kya kiya
Tune loot liya loot liya loot liya
He lu lu lu lu lu loot liya
Loot liya

Hai sar phiri kyun tu mili
Tauba dil le ke udi
Abhi main khadi abhi gir padi
Hawaon mein main to udi

O manchali, o chulbuli
Yun na macha gadbadi
Gore gore ye gaal he he he
Rabba rabba kamaal he he he
Tune loot liya loot liya loot liya re
Re baba kya kiya kya kiya kya kiya
une loot liya loot liya loot liya
The lu lu lu lu lu loot liya
Loot liya

Achhe bhale hum to fanse
Kitna tu karti drama
12 baje mehfil saje
Ho jayega hungama
Bas kar kudi warna abhi sooli pe tainu chadawan

Gore gore ye gaal he he he
Rabba rabba kamaal he he he
Tune loot liya loot liya loot liya re
Ho maine kya kiya kya kiya kya kiya
Tune loot liya loot liya loot liya
He lu lu lu lu lu loot liya
Loot liya

O phuljhadi take it easy
Nazron ke tir na chalana
Jaadu bhari masti bhari
Mastani mein tu deewana
O jaane jaan le legi jaan
Jalwon ka jaal na bichhana
Gore gore ye gaal he he he
Rabba rabba kamaal he he he

Tune loot liya loot liya loot liya re
Tune loot liya loot liya loot liya
Maine kya kiya kya kiya kya kiya
Maine kya kiya kya kiya kya kiya
Tune loot liya loot liya loot liya
He lu lu lu lu lu loot liya
Loot liya

It is dancing song from the film which is in the voice of Daler Mehendi and Sunidhi Chauhan. Sandeep Chowta created a good punjabi feel into the song and make it an enjoyable number. It is picturised on Ayesha Takia, Arshad warsi and Irrfan Khan.

Manzar Mere Khwabon Ka Manzar from Sunday

Wednesday, August 27th, 2008

Movie : Sunday
Singers : Mahua Kamat, Suraj and Earl E D
Song : Manzar Mere Khwabon Ka Manzar
Lyricist : Farhad Sajid
Actors: Ajay Devgan, Arshad Warsi, Ayesha Takia, Irrfan Khan and Anjana Sukhani
Music Director : Sandeep Chowta

Manzar manzar, Manzar manzar
Tu manzar, manzar, manzar, manzar

Dhoonde kise hain tere naina
Kyun khoye nindiya khoye chaina
Manzil yahan hai meri panah mein
Ho..
Palkon pe sajne de ye lamha
Hothon pe sajne de ye armaan
Manzil yahan hai meri panah mein tu aja

Manzar, mere khwabon ka
Manzar, meri raaton ka
Manzar, meri yaadon ka
Manzar hoo..
Tu..mere raahon ka
Manzar, in baahon ka
Manzar, tere vaadon ka
Manzar hoo..

Tu hi hai meri hasraton mein
Tu hi hai meri aarzoo mein
Tu hi basi hai mere jahaan mein
Ho..tu hi hai meri saanson mein
Tu hi hai meri chahaton mein

Manzil yahan hai meri panah mein tu aja

Manzar, mere khwabon ka
Manzar, meri raaton ka
Manzar, meri yaadon ka
Manzar hoo..
Tu, mere raahon ka
Manzar, in baahon ka
Manzar, tere vaadon ka
Manzar hoo..

Manzar, tu mere khwaabon ka
Manzar, meri raaton ka
Manzar meri yaadon ka
Manzar hoo..
Tu, mere raahon ka
Manzar, in baahon ka
Manzar, tere vaadon ka
Manzar hoo..
Manzar, tu mere khwaabon ka
Manzar, meri raaton ka
Manzar, meri yaadon ka
Manzar hoo..
Tu, mere raahon ka
Manzar, in baahon ka
Manzar, tere vaadon ka
Manzar hoo..
Manzar, tu mere khwaabon ka
Manzar, meri raaton ka
Manzar, meri yaadon ka
Manzar hoo
Tu, mere raahon ka
Manzar, in baahon ka
Manzar, tere vaadon ka
Manzar hoo..

It is a dancing song which can make your body to shake on the dance floor. A guest apperence by bollywood star ‘Tusshar Kapoor’ is made in this disco number

Pyar To Hona Hi Hai from Sunday

Wednesday, August 27th, 2008

Movie : Sunday
Singers : Kamran Bari and Mohammed Ali
Song : Pyar To Hona Hi Hai
Lyricist : Kamran Bari
Actors: Ajay Devgan, Arshad Warsi, Ayesha Takia, Irrfan Khan and Anjana Sukhani
Music Director : Sandeep Chowta

Dil ki dil mein tum na reh jaane do
Aaj kisi ko ye dil chhoo jaane do, Choo jaane do
Masti mein saara jahan tum jhoom lo, Jhoom lo
Ye zameen aasmaan tum choom lo, Tum choom lo
Pyar to hona hi hai, Ho jaane do
Humko hosh kahan, Kho jaane do
Hoo..
Humko hosh kahan, Kho jaane do
Kho jaane do
Pyar to hona hi hai, Ho jaane do

Kahi ankahi to jaan lo
Koi hai kahin pehchaan lo
Jise tum kaho hai ajnabee
Wahi humsafar hai thaam lo
Pyar to hona hi hai, Ho jaane do

Humko hosh kahan, Kho jaane do
Humko hosh kahan, Kho jaane do
Kho jaane do
Pyar to hona hi hai, Ho jaane do

Hum hai chale, sapne liye aankhon mein, aankhon mein
Bhoolein na hum jab tak hai dum saanson mein, Saanson mein
Hum tere liye raahon mein, Raahon mein
Ab aa bhi ja zara tu baahon mein, Baahon mein

Pyar to hona hi hai, Ho jaane do
Humko hosh kahan kho jaane do, Kho jaane do
Humko hosh kahan kho jaane do, Kho jaane do
Pyar to hona hi hai, Ho jaane do

Dil ki dil mein tum na reh jaane do
Aaj kisi ko ye dil chhoo jaane do, Choo jaane do
Masti mein saara jahan tum jhoom lo, Jhoom lo
Ye zameen aasmaan tum choom lo, Tum choom lo
Pyar to hona hi hai, Ho jaane do
Humko hosh kahan….

The song is a soft romantic number from this film. In this song, various beautiful locations of delhi are taken by the director which creates a good enviornment for such romantic songs.

Dhoondenge one day missing sunday from Sunday

Sunday, August 24th, 2008

Movie : Sunday
Singers : Mahua Kamat, Suraj and Earl E D
Song : Dhoondenge one day missing sunday
Lyricist : Farhad Sajid
Actors: Ajay Devgan, Arshad Warsi, Ayesha Takia, Irrfan Khan and Anjana Sukhani
Music Director : Sandeep Chowta

Dil mein pal pal hai ek hulchul hoga kya kal wats gonna happen
Bechainiyaan betaabiyaan beqaraari 24  7

Dil mein pal pal hai ek hulchul hoga kya kal wats gonna happen
Bechainiyaan betaabiyaan beqaraari 24  7

Dhoondenge one day one day the missing sunday
Sunday
Sunday

ho oo..
Jaane hua kya Sunday
Jaane hua kya Sunday
Missing Sunday
Missing Sunday
ho ooo
Jaane hua kya Sunday
Jaane hua kya Sunday

Dil mein pal pal hai ek hulchul hoga kya kal wats gonna happen
Bechainiyaan betaabiyaan beqaraari 24  7

Dil mein pal pal hai ek hulchul hoga kya kal wats gonna happen
Bechainiyaan betaabiyaan beqaraari 24  7

Dhoondenge one day one day the missing Sunday
Sunday
Sunday
Sunday

The film is based on the of a day in a week, and that is sunday, which had forgotten by Ayesha Takia. Ayesha and her friends got much confused about the Sunday.