Archive for the ‘Aruna Irani’ Category

Mast Baharon Ka Main Aashiq from Farz (1967)

Thursday, October 23rd, 2008

Movie : Farz (1967)
Singers : Mohammad Rafi
Song : Mast Baharon Ka Main Aashiq
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Babita, Aruna Irani
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

 

 

 

 

O oo.. o oo..
O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

Main hoon wo deewana
Jiske sab deewane ha
Main hoon wo deewana
Jiske sab deewane ha
Kisko hai zarurat teri aye zamaane ha
Mera apna raasta duniya se kya waasta
Mere dil mein tamanaao ki duniya jawaan hai
Mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

Meri aankhon se zara
Aankhein to mila de ha
Meri aankhon se zara
Aankhein to mila de ha
Meri raahein rok le nazrein to bichha de ha
Tere sar ki hai kasam
Main jo chala gaya sanam
To ye rut bhi chali jaayegi ye to yahan hai
Mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye

Sabko ye bata do
Keh do har nazar se ha
Sabko ye bata do
Keh do har nazar se ha
Koi bhi mere siwa guzre na idhar se ha
Batla do jahan ko
Samjha do khiza ko
Aaye jaaye yahan na koi ye gulsitan hai
Mere liye mere liye

O oo..
Mast baharon ka main aashiq
Main jo chaahe yaar karun
Chaahe gulon ke saaye se khelun
Chaahe kali se pyaar karun
Saara jahan hai mere liye mere liye
Mere liye mere liye mere liye mere liye

 

 

 

This is an evergreen song of the film in the voice of Mohammad Rafi. The song is picturised on Jeetendra and Babita dancing and enjoying together.

Hai Na Bolo Bolo from Andaz (1971)

Saturday, October 18th, 2008

Movie : Andaz (1971)
Singers : Lata Mangeshkar, Suman Kalyanpur
Song : Hai Na Bolo Bolo
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Actors : Shammi Kapoor, Hema Malini, Rajesh Khanna, Simi Garewal, Ajit, Aruna Irani
Music Director : Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Panchal

 

 

 

Hai na bolo bolo
Hai na bolo bolo
Papa bolo bolo
Mummy bolo bolo

Papa ko mummy se mummy ko papa se pyaar hai pyaar hai
Hai na bolo bolo
Hai na bolo bolo
Papa ko mummy se mummy ko papa se pyaar hai pyaar hai

Papa mummy milte hain
Chupke chupke haste hain
Papa mummy milte hain
Chupke chupke haste hain
Jaane kya kya kehte hain
Baatein karte rehte hai

Papa mummy milte hain
Chupke chupke haste hain
Papa mummy milte hain
Chupke chupke haste hain
Jaane kya kya kehte hain
Baatein karte rehte hai
Hai na bolo bolo hai na bolo bolo
Papa ko mummy se mummy ko papa se pyaar hai pyaar hai

Mummy teri achhi hai kitni bholi bhali hai
Papa bhi to achhe hain kitne pyaare pyaare hain
Mummy teri achhi hai kitni bholi bhali hai
Papa bhi to achhe hain kitne pyaare pyaare hain

Hai na bolo bolo
Hai na bolo bolo
Munni bolo bolo
Deepu bolo bolo
Papa ko mummy se mummy ko papa se pyaar hai pyaar hai

Papa se main bolungi mummy ko ghar le aayein
Mummy se main bolunga saath mujhe bhi le jaayein

Mummy bolo papa bolo
Mummy bolo papa bolo

Papa ko mummy se mummy ko papa se pyaar hai pyaar hai
Hai na bolo bolo
Hai na bolo bolo
Papa ko deepu se mummy ko munni se
Pyaar hai pyaar hai
Pyaar hai pyaar hai

 

 

 

This song is in the voice of Lata Mangeshkar and Suman Kalyanpur. It is from the film Andaz, directed by Ramesh Sippy in 1971.

Yashoda Ka Nandlala Brij Ka Ujaala Hai from Sanjog (1971)

Saturday, October 18th, 2008

Movie : Sanjog (1971)
Singers : Lata Mangeskar
Song : Yashoda Ka Nandlala Brij Ka Ujaala Hai
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Amitabh Bachchan, Mala Sinha, Aruna Irani
Music Director : R D Burman

Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…
Yashoda ka nandlala brij ka ujaala hai
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye

Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…
Yashoda ka nandlala brij ka ujaala hai
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye

Raat thandi thandi
Hawa gaa ke sulaaye
Bhor gulaabi palkein
Choom ke jagaaye
Yashoda ka nandlala brij ka ujaala hai
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye

Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…

Do aankho mein tujhe basa ke
Jaane kab se jaagu
Tu maange to jaan bhi de doon
Tujhse kuchh bhi na maangu
Khol tu aankhein dekh yahaan hoon
Aur nahi koi main teri maa hoon

Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…
Tere liye to kaise kaise sapne sajaaye
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye

Yashoda ka nandlala brij ka ujaala hai
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye
Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…

Jaane kab ye aati jaati
Saans kahan tham jaaye
Ek murjhaata phool toot ke
Daal se kab gir jaaye
Tu jo mujhe maa
Maa maa maa…
Tu jo mujhe maa
Kehke bulaaye
Rooh ko meri chain aa jaaye
Rooh ko meri chain aa jaaye

Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…
So jaun aise phir na
Jaagu main jagaaye
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye

Yashoda ka nandlala brij ka ujaala hai
Mere laal se to saara jag jhilmilaaye
Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…

Raat thandi thandi
Hawa gaa ke sulaaye
Bhor gulaabi palkein
Choom ke jagaaye
Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…
Zu zu zu zu zu…

The song is very famous song from the film ‘Sanjog’ which was released in 1971. The film is directed by S S
Balan and Amitabh Bachchan and Mala Sinha played lead role in the film.

Hum To Tere Aashiq Hain Sadiyon Puraane from Farz (1967)

Friday, October 17th, 2008

Movie : Farz (1967)
Singers : Mukesh & Lata Mangeshkar
Song : Hum To Tere Aashiq Hain Sadiyon Puraane
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Babita, Aruna Irani
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Aayi hai yun pyaar pe jawaniyaan
Armaan dil mein hai dil mushkil mein hai jaan e tamanna
Tere isi pyaar ki kahaniyaan
Har mehfil mein hain sabke dil mein hain jaan e tamanna
Chhedte hain sab mujhko apne begaane
Chhedte hain sab mujhko apne begaane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Socho mohabbat mein kabhi haath se
Daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho
Aisa na ho kaash kabhi pyaar mein
Vaade toote to do dil roothe to to phir kya ho
Hum to chale aaye sanam tujhko manaane
Hum to chale aaye sanam tujhko manaane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Mast nigaahon se is dil ko
Mast banaye ja aur pilaye ja pyaar ke sagar
Dil pe bade shauk se sitamgar
Thes lagaye ja teer chalaye ja yaad rahe par
Teer kabhi ban jaate hain khud nishaane
Teer kabhi ban jaate hain khud nishaane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

Hum to tere aashiq hain sadiyon puraane
Hum bhi zamaane se hain tere deewane
Chaahe tu maane chaahe na maane
Chaahe tu maane chaahe na maane

It is a hit romantic song from the film ‘Farz’. Direction of the film is done by Ravikant Nagaich and the film has done very nice business at the box office. This romantic number is sung by Lata Mangeshkar and Mukesh.

Baar Baar Din Ye Aaye from Farz (1967)

Tuesday, October 7th, 2008

Movie : Farz (1967)
Singers : Mohammad Rafi
Song : Baar Baar Din Ye Aaye
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Jeetendra, Babita, Aruna Irani
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you, oh ho
Happy birthday to you, aa ha
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Beqaraar hoke, daaman thaam loon main kiska
Beqaraar hoke, daaman thaam loon main kiska
Kya misaal doon main teri, naam loon main kiska
Nahi nahi aisa haseen koi nahi hai
Jis pe ye nazar ruk jaaye be misaal jo kehlaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

auron ki tarah kuchh main bhi
tohfa aaj laata
auron ki tarah kuchh main bhi
tohfa aaj laata
Main teri haseen mehfil mein phool leke aata
Jinhe kahan usse kya hai phoolon ki zaroorat
Jo bahaar khud kehlaaye har kali ka dil dhadkaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

phoolon ne chaman se tujhko hai salam bheja
phoolon ne chaman se tujhko hai salam bheja
taaron ne gagan se tujhko ye payaam bheja
dua hai ye khuda kare aye shokh tujhko
chand ki umar lag jaaye
aaye to qayamat aaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you, oh ho
Happy birthday to you, aa ha
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

Baar baar din ye aaye
baar baar dil ye gaaye
Tu jiye hazaaron saal
ye meri hai aarzoo
Happy birthday to you, oh ho
Happy birthday to you, aa ha
Happy birthday to  Sunita
Happy birthday to you

The song is a very special song in the category of Birthday Occasion. It is from the film Farz which came in 1967 and this song is in the voice of Mohd. Rafi.

Jo Tumko Ho Pasand Wo Hi from Safar

Wednesday, August 20th, 2008

Movie : Safar
Singers : Mukesh
Song : Jo Tumko Ho Pasand Wo Hi
Lyricist : Indeevar
Actors : Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Aruna Irani, Feroz Khan
Music Director : Anandji, Kalyanji

Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge
Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge
Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge
Tum din ko agar raat kaho raat kahenge…
Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge..

De dena aap sath to mar jaat hum tabhi ke
De dena aap sath to mar jaat hum tabhi ke
Pure hue hai aapse armaan zindagi ke
Hum zindagi ko aapki
Hum zindagi ko aapki
Hum zindagi ko aapki sogaat kahenge
Tum din ko agar raat kaho raat kahenge
Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge…

Chahenge nibhaenge saraenge aapki hi ko
Chahenge nibhaenge saraenge aapki hi ko
Aankhon mai num hai jab tak dekhenge aap hi ko

Apni zuban se apke
Apni zuban se apke
Apni zuban se apke jasbaat kahenge
Tum din ko agar raat kaho raat kahenge
Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge
Jo tumko ho pasand wo hi baat kahenge…

The song is from movie ‘Safar’ which was released in 1970. Rajesh Khanna and Sharmila Tagore are in the lead cast of the film. Rajesh and Sharmila were much popular on screen pair in the bollywood.