Archive for the ‘Asha Parekh’ Category

Aaj Na Chhodenge Bas Humjoli from Kati Patang (1970)

Monday, October 27th, 2008

Movie : Kati Patang (1970)
Singers : Kishore Kumar & Lata Mangeshkar
Song : Aaj Na Chhodenge Bas Humjoli
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra
Music Director : R D Burman

 

 

 

 

 

Oye babua
Holi hai
Oye sa ra ra ra
Hoye hoye hoye hoye
Oye sa ra ra ra
Hoye hoye hoye hoye

Hey aaj na chhodenge
Haan aaj na chhodenge bas humjoli
Khelenge hum holi
Khelenge hum holi

Chaahe bheege
Chaahe bheege re teri chunariya
Chaahe bheege re choli
Hoye khelenge hum holi
Holi hai

Apni apni kismat hai
Koi hase koi roye
Haan koi hase koi roye
Ho rang se koi ang bhigoye re koi
Asuan se nain bhigoye
Ho assuan se nain bhigoye

Burrr..
Rehne do ye bahaana
Kya karega zamaana
Ho tum ho kitni bholi
Hoye khelenge hum holi

Aaj na chhodenge bas humjoli
Khelenge hum holi
Khelenge hum holi

Ho ho na na no
Ho ho na na no
Ho ho na na na na na
Ho ho ho ho
Ho ho ho ho

Aise naata tod gaye hain
Mujhse ye sukh saare
Haan mujhse ye sukh saare
Ho jaise jalti aag kisi ban mein
Chodd gaye banjaare
Ho chodd gaye banjaare

Burrr..
Dukh hai ik chingaari
Bhar ke ye pichkaari
Ho aayi maston ki toli
Hoye khelenge hum holi

Aaj na chodenge
Haan aaj na chhodenge bas humjoli
Khelenge hum holi
Hoye khelenge hum holi
Chaahe bheege re teri chunariya
Chaahe bheege re choli
Khelenge hum holi

Hey hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey hey hey
Holi hai

 

 

 

 

This song is the best and a very popular number for the festival of Holi. The song is picturised on Rajesh Khanna with Asha Parekh enjoying Holi. It is still top ranked song for the Holi occassion.

Jis Gali Mein Tera Ghar Na Ho Baalma from Kati Patang (1970)

Saturday, October 25th, 2008

Movie : Kati Patang (1970)
Singers : Mukesh
Song : Jis Gali Mein Tera Ghar Na Ho Baalma
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra
Music Director : R D Burman

 

 

 

 

 

Jis gali mein tera ghar na ho baalma
Us gali se humein to guzarna nahi
Jo dagar tere dwaare pe jaati na ho
Us dagar pe humein paanv rakhna nahi
Jis gali mein tera ghar na ho baalma

Zindagi mein kayi rangraliyaan sahi
Har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi
Zindagi mein kayi rangraliyaan sahi
Har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi

Khoobsurat baharon ki galiyaan sahi
Jis chaman mein tere pag mein kaante chubhe
Jis chaman mein tere pag mein kaante chubhe
Us chaman se humein phool chunna nahi
Jis gali mein tera ghar na ho baalma

Haan ye rasmein ye kasmein sabhi tod ke
Tu chali aa chunar pyar ki odh ke
Haan ye rasmein ye kasmein sabhi tod ke
Tu chali aa chunar pyar ki odh ke
Ya chala jaunga main ye jag chhod ke
Jis jagah yaad teri sataane lage
Jis jagah yaad teri sataane lage
Us jagah ek pal bhi theherna nahi

Jis gali mein tera ghar na ho balama
Us gali se humein to guzarna nahi
Jo dagar tere dwaare pe jaati na ho
Us dagar pe humein paanv rakhna nahi
Jis gali mein tera ghar na ho baalma

 

 

 

It is a sad song from the film in the melodious voice of Mukesh. The song is also remembered as a top list songs of Mukesh.

Ye Shaam Mastaani Madhosh Kiye Jaaye from Kati Patang (1970)

Saturday, October 25th, 2008

Movie : Kati Patang (1970)
Singers : Kishore Kumar
Song : Ye Shaam Mastaani Madhosh Kiye Jaaye
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra
Music Director : R D Burman

 

 

 

 

 

Ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye
Mujhe dor koi kheenche teri or liye jaaye
Ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye
Mujhe dor koi kheenche teri or liye jaaye
oo oo…

Door rehti hai tu mere paas aati nahi
Hothon pe tere kabhi pyaas aati nahi
Aisa lage jaise ki tu hanske
Zeher koi piye jaaye
Shaam mastaani madhosh kiye jaaye
Mujhe dor koi kheenche teri or liye jaaye

Baat jab main karun mujhe rok detii hai kyun
Teri meethi nazar mujhe tok deti hai kyun
Teri haya teri sharam teri kasam
Mere honth siye jaaye
Shaam mastaani madhosh kiye jaaye
Mujhe dor koi kheenche teri or liye jaaye

Ek roothi hui takdeer jaise koi
Khaamosh aise hai tu tasveer jaise koi
Teri nazar banke zubaan
Lekin tere paigaam diye jaaye
Shaam mastaani madhosh kiye jaaye
Mujhe dor koi kheenche teri or liye jaaye

Ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye
Mujhe dor koi kheenche teri or liye jaaye

 

 

 

 

A nice lovely song of the film in the voice of Kishore Kumar. Words written by Anand Bakshi are much awesome that are still fresh in everyone’s mind.

Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai from Kati Patang (1970)

Friday, October 24th, 2008

Movie : Kati Patang (1970)
Singers : Kishore Kumar
Song : Pyaar Deewana Hota Hai Mastana Hota Hai
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra
Music Director : R D Burman

Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Shama kahe parwaane se pare chala ja
Meri tarah jal jaayega yahan nahi aa
Shama kahe parwaane se pare chala ja
Meri tarah jal jaayega yahan nahi aa
Wo nahi sunta us ko jal jaana hota hain

Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Rahe koi sau pardon me dare sharam se
Nazar aji laakh churaye koi sanam se

Rahe koi sau pardon me dare sharam se
Nazar aji laakh churaye koi sanam se
Aa hi jaata hai jis pe dil aana hota hai

Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob

Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob
Wo chhalak jata hai jo paimana hota hai

Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har ghum se
Begaana hota hai

Another beautiful song from the film ‘Kati Patang’. It is a romantic number that is sung by Kishore Kumar. Asha Parekh got a Filmfare award for the best actress for this film in that year.

Ye Jo Mohabbat Hai Ye Unka Hai Kaam from Kati Patang (1970)

Friday, October 24th, 2008

Movie : Kati Patang (1970)
Singers : Kishore Kumar
Song : Ye Jo Mohabbat Hai Ye Unka Hai Kaam
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Chopra
Music Director : R D Burman

 

 

 

 

Ye jo mohabbat hai
Ye unka hai kaam
Arre mehboob ka jo
Bas lete hue naam
Mar jaayein mit jaayein
Ho jaaye badnaam
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar

Toote agar saagar naya saagar koi le le
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele
Toote agar saagar naya saagar koi le le
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele
Dil toot jaaye to kya ho anjaam

Ye jo mohabbat hai
Ye unka hai kaam
Arre mehboob ka jo
Bas lete hue naam
Mar jaayein mit jaayein
Ho jaaye badnaam
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar

Aankhein kisi se na ulajh jaayein main darta hoon
Yaaron haseeno ki gali se main guzarta hoon
Hey aankhein kisi se na ulajh jaayein main darta hoon
Yaaron haseeno ki gali se main guzarta hoon
Bas door hi se karke salaam

Ye jo mohabbat hai
Ye unka hai kaam
Arre mehboob ka jo
Bas lete hue naam
Mar jaayein mit jaayein
Ho jaaye badnaam
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar

 

 

 

Its a sad number from a 1970 film ‘Kati Patang’ which was directed by Shakti Samanta. Kishore Kumar was nominated for the best male playback singer in the Filmfare awards for this song.

Pukaarta Chala Hoon Main from Mere Sanam

Saturday, October 18th, 2008

Movie : Mere Sanam
Singer : Mohammad Rafi
Song : Pukaarta Chala Hoon Main
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Biswajeet, Asha Parekh, Pran, Mumtaz
Music Director : O P Nayyar

Pukaarta chala hoon main
Gali gali bahaar ki
Bas ek chhaanv zulf ki
Bas ek nigaah pyaar ki

Pukaarta chala hoon main
Gali gali bahaar ki
Bas ek chhaanv zulf ki
Bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hoon main

Ye dillagi ye shokhiyaan salaam ki
Yahi to baat ho rahi hai kaam ki
Koi to mud ke dekh lega is taraf
Koi nazar to hogi mere naam ki

Pukaarta chala hoon main
Gali gali bahaar ki
Bas ek chhaanv zulf ki
Bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hoon main

Suni meri sada to kis yakeen se
Ghata utar ke aa gayi zameen pe
Rahi yahin lagan to aye dil e jawaan
Asar bhi ho rahega ek haseen pe

Pukaarta chala hoon main
Gali gali bahaar ki
Bas ek chhaanv zulf ki
Bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hoon main

This famous song is from the film ‘Mere Sanam’ which was released in 1965. The movie was directed by Amar Kumar and production is done by G.P. Sippy. The film did a nice business at the box office.

Jahan Teri Ye Nazar Hai from Kaalia (1981)

Saturday, October 11th, 2008

Movie : Kaalia (1981)
Singers : Kishore Kumar
Song : Jahan Teri Ye Nazar Hai
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Amitabh Bachchan, Parveen Babi, Amjad Khan, Pran, Asha Parekh
Music Director : R D Burman

Aye he…
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi aaye kitne
Lambe hain mere haath itne
Dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Arre dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai

Kyon nahi jaani tu ye samajhta
Kaam nahi ye hai tere bas ka
Kukudu ku ku…

Kyon nahi jaani tu ye samajhta
Kaam nahi ye hai tere bas ka
Hosh mein aaja dhyaan kidhar hai
Arre Hosh mein aaja dhyaan kidhar hai
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai

Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Arre meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Saamne aaye kiska jigar hai
Haan saamne aaye kiska jigar hai
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai

Chaal ye banda aisi bhi chal jaaye
Band ho mutthi arre cheez nikal jaaye
Gili gili gili chhu chhu chhu
Arre chaal ye banda aisi bhi chal jaaye
Band ho mutthi arre cheez nikal jaaye
Ye bhi karishma dekh idhar hai
Haan ye bhi karishma dekh idhar hai
Jahan teri ye nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi aaye kitne
Lambe hain mere haath itne
Dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Arre dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai

The film Kaalia was released in 1981 under the direction of Tinu Anand and it is produced by Iqbal Singh.
‘Kaalia’ is an action drama film which has done a great business at the box office and it is also listed in hit
films of Mr. Bachchan.

Deewana Mujh Sa Nahi Is Ambar Ke Neeche from Teesri Manzil

Friday, October 10th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Mohammad Rafi
Song : Deewana Mujh Sa Nahi Is Ambar Ke Neeche
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Aage hai katil mera
Aur main peechhe peechhe

Paaya hai dushman ko
Jab se pyaar ke kaabil
Tab se ye aalam hai
Rastaa yaad na manzil
Neend mein jaise chalta hai koi
Chalna yun hi aankhein meeche

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Aage hai katil mera
Aur main peechhe peechhe

Humne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baatein

Humne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baatein
Jeewan ka haasil hai
Pal do pal ki baatein
Do hi ghadi ko saath rahega
Karna kya hai tanha jeeke

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Aage hai katil mera
Aur main peechhe peechhe

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Hmm hmm hmm hmm….

The song is picturised on Shammi Kapoor with Asha Parekh in a romantic mood. Mohd Rafi had sung the song and a nice lovely enviornment is created in the song by Rafi’s voice. ‘Deewana Mujhsa Nahi’ is a creation by Majrooh Sultanpuri and also a hit song of the film.

Aaja Aaja Main Hun Pyar Tera from Teesri Manzil

Friday, October 10th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : Aaja Aaja Main Hun Pyar Tera
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Ho tumpe hazaron ki aankhein
Chaahiye tumko sahara
Ho.. palkon mein aao chhupa loon
Naazuk tan hai tumhara oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Ho mera khayaal tujhe hai
Maine abhi yehi jaana
Sachcha hai pyar ke jhoota
Ye hai mujhe aazmaana
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Ho.. rakhna tha dil pe hamaare
Haath chhuda ke chali
Ho.. ji haan zara ye bhi kahiye
Aag laga ke chali ho
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Another hip shaking number from the film ‘Teesri Manzil’ which is sung by Asha Bhonsle and Mohammad Rafi. This song is picturised on Shammi Kapoor and Asha Parekh. Shammi Kapoor was well known for such kind of hip shaking and rocking performance in their films.

O Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan from Teesri Manzil

Wednesday, October 8th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : O Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan
O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Garm hain tez hain
Ye nigaahein meri
Kaam aa jaayengi sard aahein meri
Tum kisi raah mein to miloge kahin
Arre ishq hoon main kahin theherta hi nahi

Main bhi hoon galiyon ki parchhaai
Kabhi yahaan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawaan

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Chhip rahe hain ye kya dhang hai apka
Aaj to kuchh naya rang hai apka
Haaye aaj ki raat main kya se kya ho gayi
Aha aapki saadgi to bala ho gayi
Main bhi hoon galiyon ki parchhaai
Kabhi yahaan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawaan

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Theheriye to sahi kahiye kya naam hai
Meri badnaamiyon ka wafa naam hai
Oho katl kar ke chale ye wafa khoob hai
Haaye nazaan teri ye ada khoob hai
Main bhi hoon galiyon ki parchhaai
Kabhi yahaan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawaan

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Another hit song from ‘Teesri Manzil’ in the voice of Asha and Rafi. This song was also much popular among people and also listed in the evergreen hits of Asha and Rafi.

O Mere Sona Re Sona Re from Teesri Manzil

Wednesday, October 8th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : O Mere Sona Re Sona Re
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
O mere sona re sona re sona…

O meri baahon se nikal ke
Tu agar mere raste se hat jayega
To leheraake ho bal khaake
Mera saaya tere tan se lipat jayega
Tum chhudao laakh daaman
Chhodte hain kab ye armaan
Ke main bhi saath rahungi rahoge jahan

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona reo mere sona re sona re sona..

O miyan humse na chhipao
Wo banawat ki saari adayein liye
Ki tum ispe ho itraate
Ke main peechhe hoon sau iltejaayein liye
Ji main khush hoon mere sona
Jhooth hai kya sach kaho na
Ke main bhi saath rahungi rahoge jahaan

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
O mere sona re sona re sona..

O phir humse na ulajhna
Nahi lat aur uljhan mein pad jayegi
O pachhtaogi kuchh aise
Ke ye surkhi labon ki utar jayegi
Ye saza tum bhool na jaana
Pyar ko thokar mat lagana
Ke chala jaunga phir main na jaane kahan

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
O mere sona re sona re sona..

A beautiful romantic song from the film which is in the melodious voice of Asha Bhonsle and Mohd. Rafi. This song is picturised on Asha Parekh and Shammi Kapoor. ‘Teesri Manzil’ was relesed in 1966 and Shammi Kapoor had starred last time in this Nasir Hussain’s film.

Daadi Amma Daadi Amma Maan Jao from Gharana (1961)

Sunday, October 5th, 2008

Movie : Gharana (1961)
Singers : Asha Bhonsle and Kamal Baro
Song : Daadi Amma Daadi Amma Maan Jao
Actors : Rajendra Kumar, Raj Kumar, Asha Parekh, Lalita Pawar
Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : Ravi

Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao

Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao

Chhoti chhoti baaton pe na bigda karo
Chhoti chhoti baaton pe na bigda karo
Gussa ho to thanda paani pee liya karo
Khali peeli apna kaleja na jalao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao
Daadi amma daadi amma maan jao

Daadi tumhe hum to mana ke rahenge
Daadi tumhe hum to mana ke rahenge
Khana apne haathon se khila ke rahenge
Chaahe hamein maaro chaahe hamein dhamkao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao

Kaho to tumhari hum champi kar de
Kaho to tumhari hum champi kar de
Piyo to tumhare liye hukka bhar de
Hasi na chhupao zara aankhein to milao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao

Humse jo bhool hui maaf karo maa
Humse jo bhool hui maaf karo maa
Gale lag jao dil saaf karo maa
Achhi si kahani koi humko sunao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao

The film ‘Gharana’ came in 1961 and it was a big hit in that year. This film got two filmfare awards for Best Music Director and Best Lyricist. The song ‘Daadi Amma’ became a hit as a little cuteness is shown in the
song by the lyricist.

Daiyaa Ye Main Kahan Aa Phasi from Caravan

Saturday, October 4th, 2008

Movie : Caravan
Singers : Asha Bhonsle
Song : Daiyaa Ye Main Kahan Aa Phasi
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Jeetendra, Asha Parekh, Helen
Music Director : R D Burman

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan
La la la la…
La la la la…

Urrrr yah..
Burrrrr yah..

He he he he he he
He he he he he he

Dekhe har ek mohe jaun mein kidhar
Bhaagi to kursi ulat gayi udhar
Kaali si murgi ud gayi kidhar
Tu ru ru ru tu ru..
Hey hey deke anda kahan ja basi
Hey re basi kaise basi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan
La la la la…
La la la la…

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan

La la la la…
La la la la…

Kaisi hai raama ye milan ki ghadi
Ek nazariya to aisi padi
Reh sakun na pal bhar main khadi
Tu ru ru ru tu ru..
Tu ru ru ru tu ru..
Tu ru ru ru tu ru..
Tu ru ru ru tu ru..

Hey hey
Kaisi sui badan mein lagi
Hey re lagi kaise lagi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan haan..

Daiyaa ye main kahan aa phasi
Haaye re phasi kaise phasi
Rona aave na aave hasi
Paape bachalo tussi
Haan

La la la la…
La la la la…

This song is said to be the most difficult song to sing and Asha did her best in such creation. Its an enjoyble kind of number which is performed by Jeetendra Asha Parekh.

Chadhti Jawaani Meri Chaal Mastani from Caravan

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Caravan
Singers : Lata Mangehskar and Mohammad Rafi
Song : Chadhti Jawaani Meri Chaal Mastani
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Jeetendra, Asha Parekh, Helen
Music Director : R D Burman

Hoye chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama

Hoye Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Haaye rama hoye rama haaye rama

Uljhe kaahe re main hoon
Soorat mein tujhse badh ke kahin
Teri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela kuchh kam nahi

Ho..
Uljhe kaahe re main hoon
Soorat mein tujhse badh ke kahin
Teri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela kuchh kam nahi

Haaye duniya hui re mere pyar mein deewani
Lakhon ki main dil jaani rama
Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama

Wo kaun aisi hai jiska
Hai roop aisa jaadu bhara
Laa re main bhi to dekhun
Tu jiski dhun mein hai baawra

Ho..
Wo kaun aisi hai jiska
Hai roop aisa jaadu bhara
Laa re main bhi to dekhun
Tu jiski dhun mein hai baawra

Hoye uske kadam choome teri jawaani
Wo hai seher ki rani rama

Chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama

Haaye rama hoye rama haaye rama

Ab to tohe batana
Hoga re kaisi
Chhab hai meri
O to maine kahan kab
Dikhne mein tu hai aisi buri

Oo oo..
Ab to tohe batana
Hoga re kaisi
Chhab hai meri
O ho maine kahan kab
Dikhne mein tu hai aisi buri

Haaye dekhe jo mohe tere pyar ki wo rani
Ho jaaye saram se paani rama

Hoye chadhti jawaani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Ho rama ho rama ho rama.

This is a hit song from the film Caravan. The song is picturised on Jeetendra and Asha Parekh dancing in a ground. Melodious voice of Lata Mangehskar and Mohammad Rafi also added some beauty to the song.

Piya Tu Ab To Aa Ja from Caravan

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Caravan
Singers : R D Burman & Asha Bhonsle
Song : Piya Tu Ab To Aa Ja
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Jeetendra, Asha Parekh, Helen
Music Director : R D Burman

Piya tu ab to aa ja
hey hey..
hey hey..

Monicaa…

Wo aa gaya
dekho dekho wo aa gaya
ha ha ha ha ha..
ha ha ha ha ha..

Monica Monica…

Piya tu ab to aa ja
Shola sa man deheke
aake bujha ja
Tan ki jwala thandi ho jaaye
aise gale laga ja
Aa ha aha, Aa ha aha..
Aa ha aha, Aa ha aha..

Monica O my darling
Monica O my darling

Pyase pyase in mere labon ke liye
Tere honthon ne hazaar vaade kiye
Bhoolne waale koi jiye to kaise jiye
Arre haan arre haan arre haan haan
La la la la la la…
La la la la la la…

Piya tu ab to aa ja
Shola sa man deheke
aake bujha ja
Tan ki jwala thandi ho jaaye
aise gale laga ja
Aa ha aha, Aa ha aha..
Aa ha aha, Aa ha aha..

Monica O my darling

Mere halat pe rahe jo tera karam
wo baat bhi mujhko kubool hai o sanam
Jiski khatir chhoo liye the mere kadam
Arre haan arre haan arre haan haan

Arre la la la la la la…
La la la la la la…

Piya tu ab to aa ja
Shola sa man deheke
aake bujha ja
Tan ki jwala thandi ho jaaye
aise gale laga ja
Aa ha aha, Aa ha aha..
Aa ha aha, Aa ha aha..

O Monica my darling
Monica O my darling

This song is still very popular song of bollywood. The song is picturised on Helen in a Bar. This dancing number is said to be the most hit song on which Helen had performed. Voices of R D Burman and Asha Bhonsle made the song superhit.

Chunari Sambhaal Gori Udi Chali Jaaye from Baharon Ke Sapne

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Baharon Ke Sapne
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Chunari Sambhaal Gori Udi Chali Jaaye
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh
Music Director : R D Burman

Chunari sambhaal gori, udi chali jaaye re
Oye chunari sambhaal gori, udi chali jaaye re
Maar na de dunk kahi, nazar koi haaye
Chunari sambhaal gori, udi chali jaaye re
Maar na de dunk kahi, nazar koi haaye

Dekh dekh pag na phisal jaaye re
Aa ra ra ra ra ra, ha aa
Chunari sambhaal, ha aa
Udi chali jaaye, ha aa
Maar na de dunk, ha aa
Nazar koi haaye

La la la…
Ru ru ru ru ru…
Phislen nahi chal ke, kabhi dukh ki dagar pe
Thokar lage hans de, hum basne waale, dil ke nagar ke
Haye haye, phislen nahi chal ke, kabhi dukh ki dagar pe
Thokar lage hans de, hum basne waale, dil ke nagar ke
Arre, har kadam behek ke sambhal jaaye re
Aa ra ra ra ra ra, ha aa
Chunari sambhaal, ha aa
Udi chali jaaye, ha aa
Maar na de dunk, ha aa
Nazar koi haaye

Aa aa aa..
Kirne nahi apni, to hai baahon ki mala
Deepak nahi jinme, un galiyon mein hai humse ujaala
Haye haye, kirne nahi apni, to hai baahon ki mala
Deepak nahi jinme, un galiyon mein hai humse ujaala
Arre, dhool hi pe chaandni khil jaaye re
Aa ra ra ra ra ra, ha aa
Chunari sambhaal, ha aa
Udi chali jaaye, ha aa
Maar na de dunk, ha aa
Nazar koi haaye

Haa, sa ra sa ra sa…
Ra sa ra sa la la…
Pal chhin piyaa pal chhin, ankhiyon ka andhera
Raina nahi apni, par apna hoga kal ka savera
Haye, pal chhin piya pal chhin, ankhiyon ka andhera
Raina nahi apni, par apna hoga kal ka savera
Arre, rain kaun si jo na dhal jaaye re
Aa ra ra ra ra ra, ha aa
Chunari sambhaal, ha aa
Udi chali jaaye, ha aa
Maar na de dunk, ha aa
Nazar koi haaye

It is also and enjoyble number of the film with some dancing tune into it. Beautiful voice is given by Lata Mangeshkar and she made it very popular among people.

Aaja Piya Tohe Pyar Doon from Baharon Ke Sapne

Saturday, August 23rd, 2008

Movie : Baharon Ke Sapne
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Aaja Piya Tohe Pyar Doon
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh
Music Director : R D Burman

Aaja piya tohe pyar doon
gori baiyaan tope vaar doon
Kis liye tu, itna udaas
Sukhe sukhe honth, ankhiyon me pyaas
Kis liye kis liye ho
Aaja piya..

Jal chuke, hain badan kayi
Piya isi aag mein
Thake hue in haathon ko
Dede mere haath mein
Ho..sukh mera lele, main dukh tere leloon
sukh mera lele, main dukh tere leloon
Main bhi jiyoon tu bhi jiye ho..
Aaja piya tohe pyar doon
Gori baiyaan tope vaar doon

Hone de re jo ye julmi hai, path tere gaon ke
Palkon se chun daloongi main
Kaante teri raahon ke
Ho..lat bikhraye chunariya bichhaye
lat bikhraye chunariya bichhaye
Baithi hoon main tere liye ho
Aaja piya..

Apni to jab ankhiyon se beh chali dhaar si
Khil padi bas ek hansi, piya tere pyaar ki
Ho..main jo nahi haari, saajan zara socho
main jo nahi haari, saajan zara socho
Kis liye kis liye ho
Aaja piya..

This is an awesome song picturised on Rajesh Khanna and Asha Parekh. This soft song is one of Lata Mangeshkar’s hits and is liked by many people.

Tere karan tere karan from Aan Milo Sajna

Saturday, August 23rd, 2008

Movie : Aan Milo Sajna
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Tere karan tere karan
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Asha Parekh, Vinod Khanna
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Hmmm hmmm…
Tere karan tere karan
Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan
Tere karan mere sajan

Jaag ke phir so gayi
Sapno mein kho gayi
Aag lage sari duniya ko main teri ho gayi re balma
Tere karan tera karan
Tra karan mere sajan
Tere karan tera karan
Tere karan mere sajan

Aja …
Pritam kitna hi bulaye
Nadaan laaj ne roka
Oo…
Pritam kitna hi bulaye
Nadaan laaj ne roka
Par aadhi raat mein uth ke
Chhup ke milte hi mauka

Hoo
Ye gayi wo gayi
Sapno mein kho gayi
Aag lage sari duniya ko main teri ho gayi re balam ji
Tere karan tere karan
Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan
Tere karan mere sajan

Nikli ye soch ke ghar se
Saiyaan se mil aaungi
Ho haa…
Nikli ye soch ke ghar se
Saiyaan se mil aaungi
Pal do pal theher ke jaldi
Main wapas aa jaungi
Hooo
Piya milan ko gayi
To sapno mein kho gayi
Aag lage sari duniya ko main teri ho gayi re balma
Tere karan tere karan
Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan
Tere karan mere sajan

Rang laaya chori chori
Ye milna tera mera
Ho…
Rang laaya chori chori
Ye milna tera meraraaton ka pata chala na
Baaton mein hua savera
Haaye neend meri to gayi
Sapno mein kho gayi
Aag lage sari duniya ko main teri ho gayi re balam ji
Tere karan tere karan, Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan, Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan, Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan, Tere karan mere sajan
Tere karan tere karan, Tere karan mere sajan

The song is from movie Aan Milo Sajna starring Rajesh Khanna, Asha Parekh and Vinod Khanna in a lead role. Direction of this family drama is done by Mukul Dutt.

Mere Desh Ki Dharti Sona Ugle from Upkaar

Thursday, August 14th, 2008

Movie : Upkaar
Singers : Mahendra Kapoor
Song : Mere Desh Ki Dharti Sona Ugle
Lyricist : Gulshan Bawra
Actors : Manoj Kumar, Asha Parekh, Pran, Prem Chopra, Kamini Kaushal
Music Director : Kalayanji, Anandji

Aa..aa..aa..aa..
Ho..ho..ho..ho..

Mere desh ki dharti…
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Aa..aa..aa..aa..
Ho..ho..ho..ho..

Bailon ke gale mein jab ghunghru
Jeevan ka raag sunate hain
Jeevan ka raag sunate hain
Ghum kos door ho jata hai
Khushiyon ke kamal muskaate hain
Khushiyon ke kamal muskaate hain
Ho ho ….

Sun ke rahat ki aawaajein
Sun ke rahat ki aawaajein
Yun lage kahin shehnaayi baje
Yun lage kahin shehnaayi baje
Aate hi mast baharon ke
Dulhan ki tarah har khet saje
Dulhan ki tarah har khet saje

Mere desh ki dharti…
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Jab chalte hain is dharti pe hal
Mamta angdaiyaan leti hai
Mamta angdaiyaan leti hai
Kyon na pooje is maati ko
Jo jeevan ka sukh deti hai
Jo jeevan ka sukh deti hai
Ho ho….
Is dharti pe jisne janam liya
Is dharti pe jisne janam liya
Usne hi paya pyaar tera
Usne hi paya pyaar tera
Yahan apna paraya koi nahi
Hain sab pe maa upkaar tera
Hain sab pe maa upkaar tera

Mere desh ki dharti…
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Ye baag hain gautam nanak ka
Khilte hain aman ke phool yahaan
Khilte hain aman ke phool yahaan
Gandhi, subhash..
Gandhi, subhash, tagore, tilak
Aise hain chaman ke phool yahaan
Aise hain chaman ke phool yahaan

Rang hara hari singh nalawe ke
Rang laal hain laal bahadur ke
Rang bana basanti bhagat singh
Rang aman ka veer jawahar se

Mere desh ki dharti…
Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

The movie Upkaar is based on patriotism. It is released in 1967. Manoj Kumar is the lead actor and also the director of the film. Music given by Kalyanji and Anandji was so popolar at that time. The song ‘Mere Desh Ki’ is still favourite song of many people.