Archive for the ‘Lalita Pawar’ Category

Sab Kuchh Seekha Humne Na Seekhi Hoshiyari from Anari

Monday, November 17th, 2008

Movie : Anari
Singers : Mukesh
Song : Sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyari
Lyricist : Shailendra
Actors : Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar
Music Director : Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Panchal

 

 

 

 

 

Sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyari
Sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyari
Sach hai duniya waalon ke hum hain anaadi

Duniya ne kitna samjhaya
Kaun hai apna kaun paraaya
Phir bhi dil ki chot chupa kar
Humne aapka dil behlaaya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai humari
Khud hi mar mitne ki ye zid hai humari
Sach hai duniya waalon ke hum hain anaadi

Dil ka chaman ujadte dekha
Pyaar ka rang utarte dekha
Humne har jeene waale ko
Dhan daulat pe marte dekha
Dil pe marne waale marenge bhikhari
Dil pe marne waale marenge bhikhari
Sach hai duniya waalon ke hum hain anaadi

Asli nakli chehre dekhe
Dil pe sau sau pehre dekhe
Mere dukhte dil se poochho
Kya kya khwaab sunehare dekhe
Toota jis taare pe nazar thi hamari
Toota jis taare pe nazar thi hamari

Sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyari
Sach hai duniya waalon ke hum hain anaadi

 

 

 

This famous song is from the film Anari which was released under the direction of Hrishikesh Mukherjee in 1959. The film was highly acclaimed by the critics and won many filmfare awards.

Ramaiya Vastawaiya Ramaiya Vastawaiya from Shree 420

Friday, October 17th, 2008

Movie : Shree 420
Singers : Mohammed Rafi, Mukesh and Lata Mangeshkar
Song : Ramaiya Vastawaiya Ramaiya Vastawaiya
Lyricist : Shailendra
Actors : Raj Kapoor, Nargis, Nadira, Lalita Pawar
Music Director : Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya

Ho
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya

Ho
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya

Naino mein thi pyaar ki roshni
Teri aankhon mein ye duniyadaari na thi
Teri aankhon mein ye duniyadaari na thi
Tu aur tha tera dil aur tha
Tere man mein ye meethi kataari na thi
Tere man mein ye meethi kataari na thi
Main jo dukh paun to kya
Aaj pachataun to kya
Main jo dukh paun to kya
Aaj pachataun to kya

Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya
Ho Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Aa..aa..aa

Us des mein tere pardes mein
Sone chaandi ke badle mein bikte hain dil
Sone chaandi ke badle mein bikte hain dil
Is gaon mein dard ki chhaon mein
Pyar ke naam par hi dhadakte hain dil
Pyar ke naam par hi dhadakte hain dil
Chaand taaron ke tale raat ye gaati chale
Chaand taaron ke tale raat ye gaati chale
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya
Ho Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Aa..aa..aa

Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya
Ho Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya
Ho Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya

Yaad aati rahi
Dil dukhaati rahi
Apne man ko manana na aaya hamein
Apne man ko manana na aaya hamein
Tu na aaye to kya
Bhool jaaye to kya
Pyaar kar ke bhulana na aaya hamein
Wahin se door se hi
Tu bhi ye keh de kabhi
Wahin se door se hi
Tu bhi ye keh de kabhi
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya

Ho
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya
Ho
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya

Aa aa…
Rasta wohi aur musafir wohi
Ek taara na jaane kahan chhup gaya
Ek taara na jaane kahan chhup gaya
Duniya wohi duniya waale wohi
Koi kya jaane kiska jahan lut gaya
Koi kya jaane kiska jahan lut gaya
Meri aankho mein rahe kon jo mujhse kahe

Ho
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Maine dil tujhko diya, Maine dil tujhko diya
Ho
Ramaiya vastawaiya, Ramaiya vastawaiya
Aa aa…aa.

Shree 420 is romantic drama which is directed and produced by Raj Kapoor. The film was released in 1955
and Raj Kapoor became much famous with this film.

Pyar Hua Ikraar Hua Hai from Shree 420

Monday, October 13th, 2008

Movie : Shree 420
Singers : Manna Dey and Lata Mangeshkar
Song : Pyar Hua Ikraar Hua Hai
Lyricist : Shailendra
Actors : Raj Kapoor, Nargis, Nadira, Lalita Pawar
Music Director : Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil
Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai

Kehta hai dil rasta mushkil
Malooum nahi hai kahan manzil
Kehta hai dil rasta mushkil
Malooum nahi hai kahan manzil

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Malooum nahi hai kahan manzil
Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil

Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi
Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi
Pyaar jo toota saath jo chhoota
Chaand na chamkega kabhi
Aa ha ha aa ha ha, Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa, Aa aa aa aa aa aa

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Malooum nahi hai kahan manzil

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil

Raatein dason dishaaon se kahengi apni kahaniyaan
Geet hamare pyar ke dohraayengi jawaniyaan
Main na rahungi tum na rahoge
Phir bhi rahengi nishaniyaan

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Malooum nahi hai kahan manzil
Kehta hai dil rasta mushkil
Malooum nahi hai kahan manzil

Pyar hua ikraar hua hai
Pyar se phir kyun darta hai dil

Aa ha ha aa ha ha, Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa, Aa aa aa aa aa aa

An evergreen song from the film ‘Shree 420′. This romantic number is a memorable song in the bollywood
history. The song is picturised on Raj Kapoor and Nargis in a dark night with raining enviornment.

Aai Aai Yaa Karun Main Kya Sukoo Sukoo from Junglee

Sunday, October 12th, 2008

Movie : Junglee
Singers : Mohammad Rafi
Song : Aai Aai Yaa Karun Main Kya Sukoo Sukoo
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Saira Banu, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Helen
Music Director : Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Aai aai yaa sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo

Koi mastana kahe koi deewana kahe
Koi parwana kahe jalne ko beqarar
Chaahat ka mujh pe asar
Main duniya se bekhabar
Chalta hoon apni dagar
Manzil hai meri pyaar
Aai aai yaa sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo

Ayi ayi yaa sukoo sukoo

Chonko mat aye doston
Yun hi mujhse mat daro
Mere bhole pyaar ko
Nadaani na samjho
Haathon mein jo haath hai
Jeevan bhar ka saath hai
Seedhi saadi baat hai
Kahaani na samjho
Aai aai yaa sukoo sukoo

Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo

Meri aankhon mein nasha
Meri baaton mein nasha
Meri saanso mein nasha
Behka main bin piye
Ghutati ghutati bebasi
Sehmi sehmi har ghadi
Bin chaahat kya zindagi
Jeeta main kis liye
Aai aai yaa sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo

Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo

Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Aai aai yaa sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo

Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Sukoo sukoo
Aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
Aai aai yaa sukoo sukoo

Another crazy song from the film in the voice of Mohd. Rafi. The song is picturised on Shammi Kapoor dancing with Helen in a bar. The song is feels an enjoyble mood that it can make anybody dance with full enjoyment.

Ja Ja Ja Mere Bachpan from Junglee

Saturday, October 11th, 2008

Movie : Junglee
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Ja Ja Ja Mere Bachpan
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Saira Banu, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Helen
Music Director : Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Ho.. ho.. ho.. hoo..
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan

Zindagi ko naye rang milne lage
Ek kiran chhoo gayi
Phool khilne lage
Zindagi ko naye rang milne lage
Ek kiran chhoo gayi
Phool khilne lage

Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan

Ek kasak har ghadi dil mein rehne lagi
Jo ke tadpa gayi
Phir bhi achhi lagi
Ek kasak har ghadi dil mein rehne lagi
Jo ke tadpa gayi
Phir bhi achhi lagi
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan

Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan

Another beautiful song in the voice of Lata Mangeshkar. The film ‘Junglee’ is a romantic film and it was released in 1961 with lead starring of Shammi Kapoor and Saira Banu.

Ehsaan Tera Hoga Mujh Par from Junglee

Saturday, October 11th, 2008

Movie : Junglee
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Ehsaan Tera Hoga Mujh Par
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Saira Banu, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Helen
Music Director : Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai wo kehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaanv mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai wo kehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaanv mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par

Tumne mujhko hasna sikhaaya ho…
Tumne mujhko hasna sikhaaya
Rone kahoge ro lenge ab
Rone kahoge ro lenge ab
Aansu ka hamare ghum na karo
Wo behte hain to behne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaanv mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par

Chaahe banaa do chaahe mitaa do ho….
Chaahe banaa do chaahe mitaa do
Mar bhi gaye to denge duaien
Mar bhi gaye to denge duaien
Ud ud ke kahegi khaak sanam
Ye dard e mohabbat sehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaanv mein rehne do

Ehsaan tera hoga mujh par
Dil chahta hai wo kehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaanv mein rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par

A sad song from the film in the voice of Lata Mangeshkar. This song is also in the male voice in the film which was sung by Mohammad Rafi.

Kashmir Ki Kali Hoon Main from Junglee

Saturday, October 11th, 2008

Movie : Junglee
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Kashmir Ki Kali Hoon Main
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Saira Banu, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Helen
Music Director : Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Rangat meri baharon mein
Dil ki aag chanaro mein
Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Kuchh to humse baat karo in behke gulzaron mein
Kuchh to humse baat karo in behke gulzaron mein

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyara hai
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyara hai

Yehi ada ko kaatil hai jisne humko maara hai
Yehi ada ko kaatil hai jisne humko maara hai

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

It is another enjoyble number of the film which is sung by Lata Mangeshkar. The song is picturised on Saira Banu and a beautiful enviornment is shown in the song.

Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe from Junglee

Tuesday, October 7th, 2008

Movie : Junglee
Singers : Mohammad Rafi
Song : Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Saira Banu, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Helen
Music Director : Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Yahoo…
Yahoo…

Chaahe koi mujhe junglee kahe
Kehne do ji kehta rahe
Hum pyaar ke toofano mein gire hain
Hum kya kare

Chaahe koi mujhe junglee kahe
Kehne do ji kehta rahe
Hum pyaar ke toofano mein gire hain
Hum kya kare

Chaahe koi mujhe junglee kahe
Yahoo…
Yahoo…

Mere seene mein bhi dil hai
Hain mere bhi kuch armaan
Mujhe patthar to na samjho
Main hoon aakhir ek insaan

Mere seene mein bhi dil hai
Hain mere bhi kuch armaan
Mujhe patthar to na samjho
Main hoon aakhir ek insaan

Raah meri wohi jis pe duniya chali
Raah meri wohi jis pe duniya chali
Chaahe koi mujhe junglee kahe
Kehne do ji kehta rahe
Hum pyaar ke toofano mein gire hain
Hum kya kare

Chaahe koi mujhe junglee kahe
Yahoo…
Yahoo…

Sard aahein keh rahi hain
Hai ye kaisi bala ki aag
Sote sote zindgani ghabra ke uthi hai jaag
Sard aahein keh rahi hain
Hai ye kaisi bala ki aag
Sote sote zindgani ghabra ke uthi hai jaag

Main yahan se wahan jaise ye aasmaan
Main yahan se wahan jaise ye aasmaan

Chaahe koi mujhe junglee kahe
Kehne do ji kehta rahe
Hum pyaar ke toofano mein gire hain
Hum kya kare

Chaahe koi mujhe junglee kahe
Yahoo…
Yahoo…

This song can be said as a most enjoyble song of Shammi Kapoor. He is well known for such kind of shaking performances in their films and he is still a much appreciable actor in bollywood.

Daadi Amma Daadi Amma Maan Jao from Gharana (1961)

Sunday, October 5th, 2008

Movie : Gharana (1961)
Singers : Asha Bhonsle and Kamal Baro
Song : Daadi Amma Daadi Amma Maan Jao
Actors : Rajendra Kumar, Raj Kumar, Asha Parekh, Lalita Pawar
Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : Ravi

Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao

Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao

Chhoti chhoti baaton pe na bigda karo
Chhoti chhoti baaton pe na bigda karo
Gussa ho to thanda paani pee liya karo
Khali peeli apna kaleja na jalao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao
Daadi amma daadi amma maan jao

Daadi tumhe hum to mana ke rahenge
Daadi tumhe hum to mana ke rahenge
Khana apne haathon se khila ke rahenge
Chaahe hamein maaro chaahe hamein dhamkao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao

Kaho to tumhari hum champi kar de
Kaho to tumhari hum champi kar de
Piyo to tumhare liye hukka bhar de
Hasi na chhupao zara aankhein to milao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao

Humse jo bhool hui maaf karo maa
Humse jo bhool hui maaf karo maa
Gale lag jao dil saaf karo maa
Achhi si kahani koi humko sunao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao
Chhodo ji ye gussa zara has ke dikhao
Daadi amma daadi amma maan jao
Daadi amma daadi amma maan jao

The film ‘Gharana’ came in 1961 and it was a big hit in that year. This film got two filmfare awards for Best Music Director and Best Lyricist. The song ‘Daadi Amma’ became a hit as a little cuteness is shown in the
song by the lyricist.