Archive for the ‘Pratima Kazmi’ Category

Jab Tu Nahi Milta Hai To Dil Jalta Hai from Ishq Ho Gaya Mamu

Sunday, October 26th, 2008

Movie :  Ishq Ho Gaya Mamu
Singers : Sunidhi Chauhan
Song : Jab Tu Nahi Milta Hai To Dil Jalta Hai
Lyricist : Gazi
Actors : Meenu Bharadwaj, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek, Mushtaq Khan
Music Director : Altamash Khan

 

 

 

 

 

Jab tu nahi milta hai
To dil jalta hai
Jab tu nahi milta hai
To dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai

Jab tu nahi milta hai
To dil jalta hai
Jab tu nahi milta hai
To dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai

Yeah yeah…
Armaan sulagte hain to dil jalta hai
Jazbaat bhadakte hain to dil jalta hai
Haan..armaan sulagte hain to dil jalta hai
Jazbaat bhadakte hain to dil jalta hai

Jab pyaas na bujhti hai to dil jalta hai
Yun raat guzarti hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai

Jab yaar bane harjaayi to dil jalta hai
Ho chaaron taraf tanhaayi to dil jalta hai
Jab yaar bane harjaayi to dil jalta hai
Ho chaaron taraf tanhaayi to dil jalta hai

Jab ishq pe ho ruswaayi to dil jalta hai
Tarsaayi jab ye judaai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil  jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil  jalta hai

Jab tu nahi milta hai
To dil jalta hai
Jab tu nahi milta hai
To dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai
Hum se nahi milta hai to dil jalta hai

 

 

 

 

The song is a soft song with little fast beats in it and nice rhythm of beats is used by the music composer to this song. The song is in the voice of Sunidhi Chauhan and she made a little flirty touch to this song.

Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 2 from Ishq Ho Gaya Mamu

Sunday, October 26th, 2008

Movie :  Ishq Ho Gaya Mamu
Singers : Rehan
Song : Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 2
Lyricist : Gazi
Actors : Meenu Bharadwaj, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek, Mushtaq Khan
Music Director : Altamash Khan

 

 

 

 

 

Jaaneman hum se
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Chaahe todo
ha chaahe todo magar ek waada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Raat hai chandni chandni raat hai
Dil mein taaron bhari utri baaraat hai
Raat hai chandni chandni raat hai
Dil mein taaron bhari utri baaraat hai

Chaand suraj tere sab nazaare tere
Tu jo mil jaaye ja ye sitaare tere
Dil ye de doon tujhe dil ki aukaat kya
Jaan de doon tujhe jaan ki baat kya

Teri khaatir jiyun teri khaatir marun
Marte marte bhi main bas itna kahun
Chaahe kam kam karo chaahe zyada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Ek tu hai anaar yahan sau hain bimaar
Jo bhi dekhe tujhe use chadhta bukhaar
Ek tu hai anaar yahan sau hain bimaar
Jo bhi dekhe tujhe use chadhta bukhaar

Tere jalwon se koi yahan kaise bache
In aankhon se nikle talab mein fase
Hai do aatsha tera shola badan
Tere deedar se ho jaaye jashan

Tujhe paane ko main har bagawat karun
Is jaan se ladun katlogarath karun
Itni chaahat tumhe is zamaane ne di
Aise aashiq ki kuchh to khushamad karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Jaaneman hum se
Ho jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

 

 

 

The song can be said as a second part of the song ‘Jaaneman Hum  Se’ which is sung by Tarranum. This song is in the male version which is in the voice of Rehan. Lyrics used by Gazi to this song is different from the female version.

Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 1 from Ishq Ho Gaya Mamu

Saturday, October 25th, 2008

Movie :  Ishq Ho Gaya Mamu
Singers : Tarannum
Song : Jaaneman Hum Se Aaj Ek Waada Karo - 1
Lyricist : Gazi
Actors : Meenu Bharadwaj, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek, Mushtaq Khan
Music Director : Altamash Khan

 

 

 

 

 

Jaaneman hum se
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Chaahe todo
ha chaahe todo magar ek waada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Mujhe paana hai to mere nakhre utha
Meri tareef kar mujhe dil mein bitha
Mujhe paana hai to mere nakhre utha
Meri tareef kar mujhe dil mein bitha

Meri aankhein hain jheel inme gota laga
Jaan nichhavar to kar apni hasti mita
Kitni nazuk hai dekh meri patli kamar
Teri kismat hai jo padi ispe nazar

Mere lab hai mere lab hai
Shole zara chhoo ke tu dekh
Sard hai ye mausam
Aag se khud ko sek
Aag se khud ko sek
Aise dilkash kabhi phir na aayegi raat
Aise mauke ka kuchh to ifaada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Ishq jaisi nahi is jahaan mein daulat
Ishq milta hai to de de har tu keemat
Ho ishq jaisi nahi is jahaan mein daulat
Ishq milta hai to de de har tu keemat

Isse badhkar nahi kahin koi lajjat
Ishq rehmat bhi hai ishq hi hai nemat
Ishq ne hai bakshi is jahaan ko zinnat
Ishq ho jaaye to badal jaaye kismat
Ishq ne ki adaa ishq ne ki adaa
Is jahaan ko izzat

Saare aalam mein hai
Ishq se hi rangat ishq se hi rangat
Tum bhi aashiq bano thodi zurrat karo
Apne dil ko zara tum khushaada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

Jaaneman hum se
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

 

 

 

This is a comedy film which is made under the banner of ‘Pedhiwala Entertainers’. The direction of the film is done by Gazi who is also the lyricist of this film.

Kis Kadar Khoobsurat Haseen Raat Hai from Ishq Ho Gaya Mamu

Friday, October 24th, 2008

Movie :  Ishq Ho Gaya Mamu
Singers : Wajeda Tabassum
Song : Kis Kadar Khoobsurat Haseen Raat Hai
Lyricist : Gazi
Actors : Meenu Bharadwaj, Pratima Kazmi, Rajesh Vivek, Mushtaq Khan
Music Director : Altamash Khan

 

 

 

 

 

Aa aa aa..
Aa aa aa..
Kis kadar khoobsurat haseen raat hai
Kis kadar khoobsurat haseen raat hai
Aaj haathon mein mere tera haath hai
Aaj haathon mein mere tera haath hai
Kis kadar khoobsurat haseen raat hai

Jabse dekha tujhe dil ye lagta nahi
Kitna dekhun tujhe dil ye bharta nahi
Jabse dekha tujhe dil ye lagta nahi
Kitna dekhun tujhe dil ye bharta nahi
Is zameen ka tu aisa haseen chaand hai
Is zameen ka tu aisa haseen chaand hai
Har ujaala tere samne maand hai
Har ujaala tere samne maand hai
Tu agar muskura kar zara dekh le
Phir to saara jamaana mere saath hai
Kis kadar khoobsurat haseen raat hai

Tu hata de jo aanchal ujaale mile
Tere hasne se baagon mein kaliyaan khile
Tu hata de jo aanchal ujaale mile
Tere hasne se baagon mein kaliyaan khile
Dil ka armaan hai tujhpe hi mar jaun main
Dil ka armaan hai tujhpe hi mar jaun main
Apni chahat se duniya ko bhar jaun main
Apni chahat se duniya ko bhar jaun main

Umr badh jaati hai jab bhi dekhu tujhe
Tere deedar ki ye karamaat hai
Kis kadar khoobsurat haseen raat hai
Aa aa aa…
Aa aa aa…

 

 

 

A soft song form the film ‘Ishq Ho Gaya Mamu’. The song is a romantic number which is sung by ‘Wajeda Tabassum’. A deep love feelings are described by the lyricist in this song.