Archive for the ‘Tanuja’ Category

Honthon Mein Aisi Baat Main from Jewel Thief

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Jewel Thief
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Honthon Mein Aisi Baat Main
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Actors : Anju Mahendru, Ashok Kumar, Dev Anand, Helen, Tanuja, Vaijayantimala
Music Director : S D Burman

Ho..hoo…
Honthon mein aisi baat
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Haan re haan baat jisme pyar to hai zeher bhi hai haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Ho shaloo
Raat kaali nagan si hui hai jawaan
Raat kaali nagan si hui hai jawaanHo..
Haaye daiya kisko dasega ye samaa
Haan, haaye daiyya kisko dasega ye sama
Jo dekhoon peechhe mudke, hoye
To pag mein payal tadpe, hoye
Aage chaloon to dhadakti hai saari angnaai
Honthon mein haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Haan re haan baat jisme pyar to hai zeher bhi hai haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Ho shaloo
Aise mera jwala sa tan leheraaye
Aise mera jwala sa tan leheraaye
Arre haan..
Lat kahin jaaye ghoonghat kahin jaye
Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Arre ab jhumka toote, hoye
Ke meri bindiya choote, hoye
Ab to banke qayamat leti hoon angdaai
Honthon mein haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

Haan re haan baat jisme pyar to hai zeher bhi hai haaye
Honthon mein aisi baat main daba ke chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaai hai duhaai

A dancing song from the film which is picturised on Dev Anand and Vaijayantimala. This song is liked by many people and it is much remembered for the performance of Vaijayantimala.

Rula Ke Gaya Sapna Mera from Jewel Thief

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Jewel Thief
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Rula Ke Gaya Sapna Mera
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Actors : Anju Mahendru, Ashok Kumar, Dev Anand, Helen, Tanuja, Vaijayantimala
Music Director : S D Burman

Rula ke gaya sapna mera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho sawera
Rula ke gaya sapna mera

Wohi hai game e dil
Wohi hai chanda taare
Haaye, wahi hum besahare
Wohi hai game e dil
Wohi hai chanda taare
Wohi hum besahare

Aaj hi raat wohi hai
Aur har baat wohi hai
Phir bhi na aaya lootera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho sawera
Rula ke gaya sapna mera

Ho…

Kaisi ye zindagi
Ke saanso se hum oobe
Ke dil dooba hum doobe
Kaisi ye zindagi
Ke saanso se hum oobe
Ke dil dooba hum doobe

Ek dukhiya bechari
Is jeewan se haari
Us par ye ghum ka andhera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho sawera
Rula ke gaya sapna mera

A sad song from ‘Jewel Thief’ in the melodious voice of Lata Mangeshkar. S D Burman has beautifully composed the song and it touches everyone’s heart.

Raat Akeli Hai Bujh Gaye Diye from Jewel Thief

Friday, October 3rd, 2008

Movie : Jewel Thief
Singers : Asha Bhonsle
Song : Raat Akeli Hai Bujh Gaye Diye
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Actors : Anju Mahendru, Ashok Kumar, Dev Anand, Helen, Tanuja, Vaijayantimala
Music Director : S D Burman

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye
Raat akeli hai

Tum aaj mere liye ruk jao
Rut bhi hai fursat bhi hai
Tumhein na ho na sahi
Mujhe tumse mohabbat hai
Tum aaj mere liye ruk jao
Rut bhi hai fursat bhi hai
Tumhein na ho na sahi
Mujhe tumse mohabbat hai
Mohabbat ki ijaazat hai
To chup kyun rahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Sawaal bani hui dabi dabi uljhan seeno mein hai
Jawaab dena tha, to doobe ho paseeno mein
Sawaal bani hui dabi dabi uljhan seeno mein hai
Jawaab dena tha, to doobe ho paseeno meinThani hai do haseeno mein
To chup kyun rahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

Raat akeli hai, bujh gaye diye
Aake mere paas, kaano mein mere
Jo bhi chaahe kahiye
Jo bhi chaahe kahiye

The song is a melodious number from the film ‘Jewel Thief’. It can be said as a sweet number in the category of romantic songs of Asha Bhosle.

Tere Jaisa Yaar Kahan Kahan Aisa Yaraana from Yaarana

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Yaarana
Singers : Kishore Kumar
Song : Tere Jaisa Yaar Kahan Kahan Aisa Yaraana
Lyricist : Anjaan
Actors : Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Tanuja, Neetu Singh
Music Director : Rajesh Roshan

Tere jaisa yaar kahan, Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan, Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari, Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe, Mujhe khaat se uthake

Meri zindagi sawaari, Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe, Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko, Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

Mere dil ki ye dua hai, Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena, Wo din kabhi na aaye

Mere dil ki ye dua hai, Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena, Wo din kabhi na aaye
Tere sang jeena yahan, Tere sang mar jaana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan, Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

This song of the film is also very good song to listen. In the story, the song shows deep friendship between Amitabh and Amjad Khan. Both of them are childhood friend in the movie.

Saara Zamana Haseeno Ka Deewana from Yaarana

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Yaarana
Singers : Kishore Kumar
Song : Saara Zamana Haseeno Ka Deewana
Lyricist : Anjaan
Actors : Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Tanuja, Neetu Singh
Music Director : Rajesh Roshan

Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana

Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana
Hey saara zamana
Hey…

Ye kaun keh raha hai, Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm na ho, Wo aitbaar kar le
Ye kaun keh raha hai, Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm na ho, Wo aitbaar kar le

Maan le, maan le meri baat, meri baat
Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana
Hey saara zamana

Jab husn hi nahi to, Duniya mein kya kashish hai
Dil dil wahi hai jisme, Kahin pyaar ki khalish hai

Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lala lala la la, lala lala la la
La la la la la la, la la la la la la
Saara zamana…

The song is a dancing song which is picturised on Amitabh Bachchan. It is a song in the story of the film, from where Amitabh became the superstar of music world. Some small lights are applied on Amitabh’s shoulder and chest to make it attractive.