Archive for the ‘Anjaan’ Category

Tere Jaisa Yaar Kahan Kahan Aisa Yaraana from Yaarana

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Yaarana
Singers : Kishore Kumar
Song : Tere Jaisa Yaar Kahan Kahan Aisa Yaraana
Lyricist : Anjaan
Actors : Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Tanuja, Neetu Singh
Music Director : Rajesh Roshan

Tere jaisa yaar kahan, Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan, Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari, Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe, Mujhe khaat se uthake

Meri zindagi sawaari, Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe, Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko, Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

Mere dil ki ye dua hai, Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena, Wo din kabhi na aaye

Mere dil ki ye dua hai, Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena, Wo din kabhi na aaye
Tere sang jeena yahan, Tere sang mar jaana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan, Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya, Tera mera afsana

This song of the film is also very good song to listen. In the story, the song shows deep friendship between Amitabh and Amjad Khan. Both of them are childhood friend in the movie.

Saara Zamana Haseeno Ka Deewana from Yaarana

Saturday, August 30th, 2008

Movie : Yaarana
Singers : Kishore Kumar
Song : Saara Zamana Haseeno Ka Deewana
Lyricist : Anjaan
Actors : Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Tanuja, Neetu Singh
Music Director : Rajesh Roshan

Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana

Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana
Hey saara zamana
Hey…

Ye kaun keh raha hai, Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm na ho, Wo aitbaar kar le
Ye kaun keh raha hai, Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm na ho, Wo aitbaar kar le

Maan le, maan le meri baat, meri baat
Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana
Hey saara zamana

Jab husn hi nahi to, Duniya mein kya kashish hai
Dil dil wahi hai jisme, Kahin pyaar ki khalish hai

Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lala lala la la, lala lala la la
La la la la la la, la la la la la la
Saara zamana…

The song is a dancing song which is picturised on Amitabh Bachchan. It is a song in the story of the film, from where Amitabh became the superstar of music world. Some small lights are applied on Amitabh’s shoulder and chest to make it attractive.