Archive for the ‘Hamza Faruqui’ Category

Aaja Aa Bhi Ja from E M I

Friday, October 3rd, 2008

Movie : E M I
Singers : Shaan, Suzan & Rishi
Song : Aaja Aa Bhi Ja
Lyricist : Hamza Faruqui
Actors : Sanjay Dutt, Arjun Rampal, Malaika Arora, Aashish Chaudhary, Neha Uberoi, Urmila Matondkar
Music Director : Chirantan Bhatt

Aaja aa bhi ja
Aaja aa bhi ja

Le aayi raat apne saath aisi baat haaye
Hogi haan hogi tujhse aaj mulakaat haaye

Le aayi raat apne saath aisi baat haaye
Hogi haan hogi tujhse aaj mulakaat haaye
Lehera ke aanchal apna aayegi tu door se
Hoga ujala tere chehre ke hi noor se
Aaja (aaja tu aaja)
Meri jaan e jaan, yeah yeah yeah yeah
Deewana (deewana deewana)
Tera hai yahaan, yeah yeah yeah yeah
To aaja (aaja tu aaja)
Pyara hai sama, yeah yeah yeah yeah
Deewana (deewana deewana)
Tera hai yahaan, yeah yeah yeah yeah

Sharmaana chhod bhi do aa jao paas mein
Poori kar do ab mere dil ki saari khwaahishein

Kya bheege honth tere, honthon se choom loon
Pyaasa hai dil ye mera, tu hi bata main kya karun
Ya na karu main koshishein ye baar baar haaye
Banda to karta hai huzoor se hi pyaar haaye
Gar jo khata ho jaaye mera kya kasoor haaye
Dilkash adaayein teri karti majboor hain
Aaja (aaja tu aaja)
Meri jaan e jaan, yeah yeah yeah yeah
Deewana (deewana deewana)
Tera hai yahaan, yeah yeah yeah yeah
To aaja (aaja tu aaja)
Pyara hai sama, yeah yeah yeah yeah
Deewana (deewana deewana)
Tera hai yahaan, yeah yeah yeah yeah

Ho nazarana pyaar ka ye, isko kubool kar
Baahon mein aaja saari duniya ko tu bhool kar

Ye hona hai aur hoga, hoga zaroor ye
Tu bhi chaahegi mujhko, kyun itna guroor hai
Husn e sarrafa hai tu maani maine baat ye
Tujh sa haseen na koi saari kaaynaat mein
Hum bhi kisi se kam nahi haan tu ye jaan le
To aaja jaan e jaana
Main hoon tere saamne
Aaja (aaja tu aaja)
Meri jaan e jaan, yeah yeah yeah yeah
Deewana (deewana deewana)
Tera hai yahaan, yeah yeah yeah yeah
To aaja (aaja tu aaja)
Pyara hai sama, yeah yeah yeah yeah
Deewana (deewana deewana)
Tera hai yahaan, yeah yeah yeah yeah

An enjoyble number from the film which is in voice of Shaan. It can be said as a dancing number also with some nice beats in it. Voices of Suzan & Rishi are also added to the song to make it attractive.

Ik Baat Kahun Dildaara from Mission Istaanbul

Monday, July 14th, 2008

Movie : Mission Istaanbul
Singers : Javed Ali, Sunidhi Chauhan
Song : Ik Baat Kahun Dildaara
Lyricist : Shabbir Ahmed, Hamza Faruqui, Sameer, Mika Singh, Virag Mishra
Actors : Zayed Khan, Vivek Oberoi,Shabbir Ahluwalia, Shreya Saran, Shweta Bhardwaj
Music Director : Shamir Tandon, Chirantan Bhatt, Anu Malik

Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq

Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara

Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Tu shabnam main angaara, tere ishq ne mujhko maara
Tu shabnam main angaara, tere ishq ne mujhko maara
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq

Puchhunga khuda se ik din, kyun husn diya ye tujhko
Puchhunga khuda se ik din, kyun husn diya ye tujhko

Tauba na toote meri, kafir na bana de mujhko
Tauba na toote meri, kafir na bana de mujhko

Mera husn hai sabse pyara, mere ishq ne tujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Main shabnam tu angaara, mere ishq ne tujhko maara
Tu shabnam main angara, tere ishq ne mujhko maara

Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq

Deewanepan ki had se aage tu gujarta jaaye
Deewanepan ki had se aage tu gujarta jaaye
Rangeen mere chalne ki, rangat pe marta jaaye
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Tu ik aashiq awara, mere husn ne tujhko maara
Main ik aashiq awara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahu dildara, mere ishq ne tujhko maara
Main shabnam tu angara, mere ishq ne tujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, mere ishq ne tujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara

Mission Istaanbul is entirely based on the concept of terrorists. In the movie, Zayed Khan is playing a role of a journalist who is in major problem related to his carrier and various threats from terrorists.

Apun Ke Saath Jo Bhi Chalega from Mission Istaanbul

Thursday, July 10th, 2008

Movie : Mission Istaanbul
Singers : Mika Singh, Pretty Priya
Song : Apun Ke Saath Jo Bhi Chalega
Lyricist : Shabbir Ahmed, Hamza Faruqui, Sameer, Mika Singh, Virag Mishra
Actors : Zayed Khan, Vivek Oberoi,Shabbir Ahluwalia, Shreya Saran, Shweta Bhardwaj
Music Director : Shamir Tandon, Chirantan Bhatt, Anu Malik

Mission mission mission Istaanbul
Mission mission mission Istaanbul

Apun ke saath jo bhi ladega, sir saale ka wahin phatega
Goli jo padegi bheje mein, kaun maai ka laal rukega
Hey, apun ke saath jo bhi ladega, sir saale ka wahin phatega
Goli jo padegi bheje mein, kaun maai ka laal rukega
Darna marna rukna chalna ladna sambhalna pit jaayega varna
Maarna peetna kaam kuch to seekhna josh mujhme itna ki mushkil hai jeena
Hoo..Mushkil teri, aadat meri. teri zindagi hai amaanat meri
Tujhko na hogi na koi khabhar le jaaunga kab kaun kahin

Mission mission mission Istaanbul
Mission mission mission Istaanbul
Apun ke saath jo bhi ladega, sir saale ka wahin phatega
Goli jo padegi bheje mein, kaun maai ka laal rukega
Mission mission mission mission mission mission mission mission mission

Peete khaate ghoonse laate zinda murda yaadon ki baaratein
Aate jaate khoon ki baraate dhoonye ke badal se din mein bhi raatein
Kismat teri goli meri, mere nishaane pe life teri
Mujpe na hoga na koi asar ruk jaayegi jab saansein teri

Apun ke saath jo bhi ladega, sir saale ka wahin phatega
Goli jo padegi bheje mein, kaun maai ka laal rukega
Apun ke saath jo bhi ladega, sir saale ka wahin phatega
Goli jo padegi bheje mein, kaun maai ka laal rukega

Mission mission mission Istaanbul
Mission mission mission Istaanbul
Apun ke saath jo bhi ladega, sir saale ka wahin phatega
Goli jo padegi bheje mein, kaun maai ka laal rukega
Mission mission mission Istaanbul
Mission mission mission Istaanbul

The song is created in an envoirment that is very much similar to the ‘Aye Ganpat’ from ‘Shootout At
Lokhandwala’. Voice for the song is given by famous punjabi Singer Mika Singh and Pretty Priya.

There is Nobody Like You from Mission Istaanbul

Wednesday, July 9th, 2008

Movie : Mission Istaanbul
Singers : Neeraj Sridhar, Anoushka, Ishq Bector
Song : Nobody Likes You
Lyricist : Shabbir Ahmed, Hamza Faruqui, Sameer, Mika Singh, Virag Mishra
Actors : Zayed Khan, Vivek Oberoi,Shabbir Ahluwalia, Shreya Saran, Shweta Bhardwaj
Music Director : Shamir Tandon, Chirantan Bhatt, Anu Malik

Haan haan tu to hai wahi
Wo mera hum nasheen tu hi
Tu hi hai meri zindagi ka wo sapna
Mila jo hai yahaan sama milega ab kahaan

Can u feel it music counting
Stars r shining and we r branding
We were moving
We were winding
Girl I feel that damn there is
Nobody like u
Damn there is nobody like u
Damn there is nobody like u

Aati jaati raahon mein jo surat
Thi anjaani si wo hai yahaan
I ve been waiting for u
Tu hai mere khwaabon mein khayaalon mein
Hamesha haan tu hai wahi
I ve been searching for u
Teri ye nigaahen ye adaayein
Jab bhi chaahe le le jaan meri
I ve been living for u
Kho ke teri baahon ki panaahon
Mein luta doon main ye zindagi

Can u feel it music counting
Stars r shining and we r branding
We were moving
We were winding

Boy I feel that damn there is
Nobody like u
Damn there is nobody like u
Damn there is nobody like u
Haan haan tu to hai wahi
Wo mera hum nasheen tu hi
Tu hi hai meri zindagi ka wo sapna
Mila jo hai yahaan sama milega ab kahaan

Can u feel it music counting
Stars r shining and we r branding
We were moving
We were winding
Girl I feel that damn there is
Nobody like u
Damn there is nobody like u
Damn there is nobody like u
Cum to me boy !!.

It is also a rocking number with some fast beats in it. Neeraj Sridhar and Ishq Bector had given their voice to the song to give it a rap style. ‘Nobody Likes You’ can be said as an enjoyable song if the movie.

Title Track from Mission Istaanbul

Saturday, July 5th, 2008

Movie : Mission Istaanbul
Singers : Hamza Faruqui
Song : Mission Istaanbul
Lyricist : Shabbir Ahmed, Hamza Faruqui, Sameer, Mika Singh, Virag Mishra
Actors : Zayed Khan, Vivek Oberoi,Shabbir Ahluwalia, Shreya Saran, Shweta Bhardwaj
Music Director : Shamir Tandon, Chirantan Bhatt, Anu Malik, Mika Singh

Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul

Ye mission nahi aasaan
Ye mission istanbul
Jaayegi jaan is mein to jaan
Ye mission istanbul
Hai to ye dariya aag ka
To paar karenge isko lekin
They say its impossible we will make it possible
Oh ya we will make it
Chaaho to rokna yeh sochna bhi hai na us din
And that we can’t do all were gonna
Blow some balls and turn in on them
Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul

Now its getting deeper with all
These secrets that I keep on my mind
What the f***
Now its getting deeper with all
These secrets that I keep on my mind
What the f***
Kar le tujhse jo ho sake
Aaj nahi bach paayega tu
You say there is no way out
Without a doubt we are gonna bang our way through
Go go go we will surely go we are gonna
Blow your heads and then right we will kick you
Aaja tum saamna zara dekhne hai dum kis mein kitna
Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible
Its impossible bul its possible, bullshit
Ye mission nahi aasaan
Ye mission istanbul
Jaayegi jaan is mein to jaan
Ye mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul
Mission mission mission istanbul

This number is said to be a theme of the movie. There is much zeal in the song that can shake everybody’s heart. Fast beats of the song also make it so rocking.