Archive for the ‘Sanjeev Vyas’ Category

Mausam ye awesome bada from Kidnap

Monday, September 8th, 2008

Movie : Kidnap
Singers : Shreya Ghoshal
Song : Mausam ye awesome bada
Lyricist : Sanjeev Vyas
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Amrita Arora, Malaika Arora, Vidya Malvade
Music Director : Sandeep

Sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Dekhe koi chhede mujhe mausam manchala

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Phir khula aasman tune mujhe hai de diya
Shukriya shukriya kaise kahun mein shukriya
Kya kahun kya karun
Bas mein nahi hai ye jiya
Jee liya jee liya is pal ko maine jee liya
Kal phir se ye pal hoga na hoga ye samaa

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Chulbuli chulbuli kaisi hawa ye chulbuli
Gudgudi gudgudi saare badan mein gudgudi
Door se dhoondti kiski nigahein aa rahi
Kyon mujhe yun nayi itne aadayein aa rahi
Geela hai tan bheega badan mann mein pyaas kya

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Sun sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Dekhe koi chhede mujhe mausam manchala
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

It is an enjoyble song form the film in the sweet voice of Shreya Ghoshal. This beautiful number is describing the feelings of love in a beautiful nature.

Mit jaaye ye zameen from Kidnap

Monday, September 8th, 2008

Movie : Kidnap
Singers : Sanjeev Vyas
Song : Mit jaaye ye zameen
Lyricist : Sanjeev Vyas
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Amrita Arora, Malaika Arora, Vidya Malvade
Music Director : Sandeep

Mit jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan
Mit jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan
Sun le jo agar kahin, Ye meri daastan

Chheena mujhe tumne, Khushiyon ke aanchal se
Har zakhm lipta hai, Ashkon ke daaman se
Chheena mujhe tumne, Khushiyon ke aanchal se
Har zakhm lipta hai, Ashkon ke daaman se

Gham ke andhere hain, Ujade savere hain
Aankhon mein kirchon se, Kyun khwaab mere hain
Mit Jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan

Sone ki sadakon pe, Chalta raha tan ke
Kaante bichhe ab hain, Saaya tera ban ke
Sone ki sadakon pe, Chalta raha tan ke
Kaante bichhe ab hain, Saaya tera ban ke

Ghum ke andhere hain, Ujade savere hain
Peeche salakhon ke, Kyun khwaab mere hain
Mit jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan
Sun le jo gar kahin, Ye meri daastan

‘Jaane Tu Ya Jaane Na’ fame boy Imran Khan is playing a negetive character in this film. In the movie, Imran kidnaaped a girl who is the only daughter of Sanjay Dutt.