Tera Wo Pyaar Yaad Ayega from Ru Ba Ru
Thursday, September 25th, 2008Movie : Ru Ba Ru
Singers : Shreya Ghosal
Song : Tera Wo Pyaar Yaad Ayega
Lyricist : Shuja Haider
Actors : Randeep Hooda, Shahana Goswami
Music Director : Satyadev Barman, Samirrudin
Jaane aise yaad aaye wo pal
Laun main kaise wo kal
Khoye kahan mujhko bata
Tera wo pyaar yaad ayega
Haan bhoolega na
Ye dil tera
Jaane aise yaad aaye wo pal
Laun main kaise wo kal
Khoye kahan mujhko bata
Tera wo pyaar yaad ayega
Haan bhoolega na
Ye dil tera
Kya ho gaya socha na tha
Teri wo khamoshiyaan keh deti thi wo sabhi
Jo tu na keh saka
Kaise batate mujhe sharmaate the tum aise
Aanchal mein jalta diya
Khoye kahaan mujhko bata
Tera wo pyaar yaad aayega
Haan bhoolega na
Ye dil tera
Kya ho gaya socha na tha
Socha tha maine yahi
Tum jo miloge kabhi
Keh doongi dil ki baat
Par ho saka na kabhi
Dil ki dil mein rahi
Aur na rahe tum saath
Khoye kahaan mujhko bata
Tera wo pyaar yaad aayega
Haan bhoolega na
Ye dil tera
Tum jo mere
Dil mein base ho
It can be said as a combination of romantic and sad number, which is in the nice voice of Shreya Ghoshal. She has given a nice soft touch to the song that made the song too attractive.