Archive for the ‘Dilwale Dulhaniya Le Jayenge’ Category

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Saturday, August 16th, 2008

Movie : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Singers : Asha Bhonsle
Song : Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi, Mandira Bedi
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aayeeeeee

Kaisa hai kon hai wo jaane kahan hai
Hoo..
Kaisa hai kon hai wo jaane kahan hai
Jiske liye mere honton pe haan hai
Apna hai ya begana hai wo
Sach hai ya koi afsaana hai wo
Dekhe ghoor ghoor ke yun hi door door se
Usse kaho meri neend na churaaye

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aayeeeeee

Jaadu sa jaise koi chalne laga hai
Hoo..
Jaadu sa jaise koi chalne laga hai
Main kya karun dil machalne laga hai
Tera deewana hoon kehta hai wo
Chhup chhup ke phir kyun rehta hai wo
Kar baitha bhool wo le aaya phool wo
Usse kaho jaaye chand le ke aaye

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye

La la la la la la laaa la
La la la la la la aaaa aa

This song of DDLJ is very hit song among the youths. It can be said as a dancing number in the movie. The song is picturised on Kajol dancing in raining. Melodious voice of Asha Bhonsle gave a good enjoyable touch to the song.

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Thursday, August 14th, 2008

Movie : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Singers : Udit Narayan, Lata Mangeshkar
Song : Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi, Mandira Bedi
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to ye jaana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

La la la la la
La la la la la
La la la la la
La la la

Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaadein teri

O mera hai kya, la la la
Sab kuch tera, la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

Ye dil kahin lagta nahi
Kya kahoon main kya karoon
Haan, tu saamne, la la la
Baithi rahe, la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaaz di dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Teri baahon mein mar jaaye hum

This is the biggest hit of 1995. This movie starrer Shahrukh Khan and Kajol won many filmfare awards. Famous director Karan Johar has played a character of Shahrukh’s friend in this film.