Archive for the ‘Kidnap’ Category

Ek Ladki Se Jab Aankhein Hui Chaar from Kidnap

Monday, September 8th, 2008

Movie : Kidnap
Singers : Adnan Sami
Song : Ek Ladki Se Jab Aankhein Hui Chaar
Lyricist : Mayapuri
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Amrita Arora, Malaika Arora, Vidya Malvade
Music Director : Pritam Chakraborty

Give me this one
Check it this one
Give Me this one
Check it this one

Say give me this one
Hey ek ladki se jab aankhein hui chaar
Maine bola haanji
Ladki ne kaha mere ban jao yaar
Maine bola haan ji
Haan ek ladki se jab aankhein hui char
Maine bola haan ji
Ladki ne Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine bola haan ji

Sunday ko ek ring pehanwa di
Monday ko phir ho gayi ye shaadi
Wo boli sari umar karoge pyaar
Maine bola haan ji
Ek ladki se jab aankhein hui char
Maine bola haan ji
Ladki ne Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine bola haan ji

Now whatever in the world
Is the man to do
When you see a lovely girl
Like the one i see in you

Hum khush the bade, haan ji
Phir aaya tuesday, haanji
Lauta ghar pe, haan ji
Wo roothi roothi mili
Mujhse chhat pe khade
Dar dar ke kaha haan ji
Kyun hai mujhse khafa, haan ji
Phir chali goliyaan, haan ji
Haaye bhoola kaise bhoola tune mera birthday
Wednesday ko mangi maine maafi
Thursday bole ye nahi hai kaafi
Friday ko mujhse kasam khila di chaar
Maine bola haan ji

Ek ladki se jab aankhein hui char
Maine bola haan ji
Ladki ne Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine bola haan ji, oh no

O you got me baby
You got me baby down to the knees baby
I m labalu stuck on you
You got me man down to the knees baby
I m labalu stuck on you

Ho saturday sunday, haan ji
Wo har din gum de, haan ji
Kahan phans gaya bande, haan ji
Hain gori gori baahein ye gale ke fande
Din saal mahina, haan ji
Mera chain hai cheena, haan ji
Mushkil hua jeena, haan ji
Main chup chup sahoon ye
Jitne sitam de

India mein to democracy
Ghar mein shauhar ki aisi taisi
Yahan pe chale biwiyon ki sarkar
Bolo sab haan ji

Its just a little bit inni mini mina mo yo
Its just a little bit inni mini mina mo yo

Laddoo hai ye aisa jo bhi khaye pachhtaye, haan ji
Sher saare ghar aake choohe baan jaaye, haan ji
Chewingum aisi hai ki jo bhi ye chabaye, haan ji
Ugali na jaaye nahi nigali ye jaaye, haan ji
Ek bechara sab ko ye samjhaye
Shaadi barbadi hai ye haaye shaadi haaye
Bilkul haan ji
Shaadi barbadi hai ye, Haaye shaadi haaye
Shaadi barbadi, Shaadi barbadi
Haaye shaadi haaye, Haaye shaadi haaye

A funny song sung by Adnan Sami in which he is telling that being married is not so good for husbands. Lyrics by Mayapuri is written in so commic way and Adnan showed a good feel to such kind of song.

Hey ya ladki hoon ya bala from Kidnap

Monday, September 8th, 2008

Movie : Kidnap
Singers : Suzy Q
Song : Hey ya ladki hoon ya bala
Lyricist : Maya Puri
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Amrita Arora, Malaika Arora, Vidya Malvade
Music Director : Pritam Chakraborty

I need you
Jaanu mera jaanam tu
Aur main hun teri jaane jaan
Aisa bolun waisi main ladki hun kahan
Tujhe dil de doon main
Aaja tera dil le loon main
Aisi waisi baatein mujhe aati hai kahan

Kya hoon, ek raaz hoon
Baby bindaas hoon

Sach itni khaas hoon koi mujhsa hai kahan

Sing it hey ya ladki hoon ya bala
Sing it hey ya say s for sonia
Hey ya dil chaahe jo kiya
Sing it hey ya say s for sonia
sonia sonia sonia sonia…

Hey cum’on
Leke thokar mein duniya saari, girls cum’on
Apni thokar mein duniya saari
Raaston se hain apni yaari humko roke kaun

Moving on cum’on
Leke thokar mein duniya saari sach full on
Bas mein ab na rahe dil mera
Aasmaan ye kahe ki tera sapna dekhe ja

Sing it hey ya ladki hoon ya bala
Sing it hey ya say s for sonia
sonia sonia sonia sonia…

Har kahin toota dil leke sab rehte hain har kahin
Its a mess ye to sab kehte hain
What a stress ye to sab kehte hain
Ye hai jeena kya
No no no nahi hum banayenge aisi duniya

Haan yahin
Hum banayenge aisi duniya
Har taraf ho jahan pe khushiyaan
Ghum na ho jahan
Sing it hey ya ladki hoon ya bala
Sing it hey ya say s for sonia

Jaanu mera jaanam tu
Aur main hun teri jaane jaan
Aisa bolun waisi main ladki hun kahan
Kya hoon, ek raaz hoon
Baby bindaas hoon

Sach itni khaas hoon koi mujhsa hai kahan

Sing it hey ya ladki hoon ya bala
Sing it hey ya say s for sonia
Hey ya dil chaahe jo kiya
Sing it hey ya say s for sonia

The song can be said as a dancing number of the film which is picturised on Minissha Lamba. She is looking as a crazy and a funky girl in this song.

Mausam ye awesome bada from Kidnap

Monday, September 8th, 2008

Movie : Kidnap
Singers : Shreya Ghoshal
Song : Mausam ye awesome bada
Lyricist : Sanjeev Vyas
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Amrita Arora, Malaika Arora, Vidya Malvade
Music Director : Sandeep

Sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Dekhe koi chhede mujhe mausam manchala

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Phir khula aasman tune mujhe hai de diya
Shukriya shukriya kaise kahun mein shukriya
Kya kahun kya karun
Bas mein nahi hai ye jiya
Jee liya jee liya is pal ko maine jee liya
Kal phir se ye pal hoga na hoga ye samaa

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Chulbuli chulbuli kaisi hawa ye chulbuli
Gudgudi gudgudi saare badan mein gudgudi
Door se dhoondti kiski nigahein aa rahi
Kyon mujhe yun nayi itne aadayein aa rahi
Geela hai tan bheega badan mann mein pyaas kya

Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

Sun sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chhoo ke tan mera
Dekhe koi chhede mujhe mausam manchala
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jaadu chhaa gaya

It is an enjoyble song form the film in the sweet voice of Shreya Ghoshal. This beautiful number is describing the feelings of love in a beautiful nature.

Mit jaaye ye zameen from Kidnap

Monday, September 8th, 2008

Movie : Kidnap
Singers : Sanjeev Vyas
Song : Mit jaaye ye zameen
Lyricist : Sanjeev Vyas
Actors : Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Amrita Arora, Malaika Arora, Vidya Malvade
Music Director : Sandeep

Mit jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan
Mit jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan
Sun le jo agar kahin, Ye meri daastan

Chheena mujhe tumne, Khushiyon ke aanchal se
Har zakhm lipta hai, Ashkon ke daaman se
Chheena mujhe tumne, Khushiyon ke aanchal se
Har zakhm lipta hai, Ashkon ke daaman se

Gham ke andhere hain, Ujade savere hain
Aankhon mein kirchon se, Kyun khwaab mere hain
Mit Jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan

Sone ki sadakon pe, Chalta raha tan ke
Kaante bichhe ab hain, Saaya tera ban ke
Sone ki sadakon pe, Chalta raha tan ke
Kaante bichhe ab hain, Saaya tera ban ke

Ghum ke andhere hain, Ujade savere hain
Peeche salakhon ke, Kyun khwaab mere hain
Mit jaaye ye zameen, Tham jaaye aasmaan
Sun le jo gar kahin, Ye meri daastan

‘Jaane Tu Ya Jaane Na’ fame boy Imran Khan is playing a negetive character in this film. In the movie, Imran kidnaaped a girl who is the only daughter of Sanjay Dutt.