Archive for the ‘Tahaan’ Category

Mastaan Mastaan Rabi Rabi from Tahaan

Saturday, September 13th, 2008

Movie : Tahaan
Singers : Ritesh Menon
Song : Mastaan Mastaan Rabi Rabi
Lyricist : Mehboob
Actors : Purav Bhandare, Rahul Bose, Anupam Kher
Music Director : Adnan Sami, Taufique Qureshi

Din hai naye, par hai yaadein puraani
Yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
Din hai naye, par hai yaadein puraani
Yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
Kya kya hamare bhi kisse hue the
Hum tum mohabbat ke hisse hue the
Jaane kahaan jaate hai din rulake
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi

Ab bhi mere dil ke is aaine mein
Tasveer teri saji hai tabhi se
Koi mita paaya hai na use
Har pal teri yaad aati hai maasumiyaan
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi

Meri ummeedein ye maange duayein
Yaaro ke dhalne se pehle wo aaye
Poori kabhi apni kasmein nibhaaye
Manzil to paa le zara yaadon ka kaarwaan
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi

Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi

Tahaan is a short story based on a Kashmiri child whose name is ‘Tahaan’. In this story, Purav Bhandare is that Kashmiri child, who can do anything to get his pet donkey back.

Rona Dhona Kya Karna from Tahaan

Saturday, September 13th, 2008

Movie : Tahaan
Singers : Sumedha Karmahe
Song : Rona Dhona Kya Karna
Lyricist : Mehboob
Actors : Purav Bhandare, Rahul Bose, Anupam Kher
Music Director : Adnan Sami, Taufique Qureshi

Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re
Aye…
Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re
Daawat de khushi ko
Kar ghum ko raam raam re
Daawat de khushi ko
Kar ghum ko raam raam re

Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re
Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re
Oye oye oye o..
Oye oye oye o..

Chikani zameen duniya sahi
Tu na fisalne se dar
Chhote bade patthar bhi hain
Sar pe na padne se dar
Patte bhi honge, wo gul bhi honge, honge andhere ujaale
Yun hi chalta chala chal tu hanske nikal chal
Duniya mein kar naam re, hey..hey..
Thak jaaye to thoda tu kar bhi le aaram re
Thak jaaye to thoda tu kar bhi le aaram re
Daawat de khushi ko
Kar ghum ko ram ram re
Daawat de khushi ko
Kar ghum ko ram ram re
Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re

Kagaz se tu aansu sambhal na ho jo koi rumaal
Baaja na ho to saanso pe kar tu uchhal ke dhamaal
Duniya mein jis dum chamka kabhi tu, na tu akela hai yaar
Koi saathi bana le gale se lagale
Khushiyon ke ho jaam re, hey..hey..
Hona hai to ho ja tu ishq mein badnaam re
Daawat de khushi ko
Kar ghum ko ram ram re
Daawat de khushi ko
Kar ghum ko ram ram re
Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re
Rona dhona kya karna
Le le rab ka naam re

Its a song with some fast vocals in it. The song is sung by Sumedha Karmahe. In the movie, there is not any song, but the album ‘Tahaan’ has few songs that are written by Mehboob.

Jee lo ye hasi ke hai jo from Tahaan

Thursday, September 11th, 2008

Movie : Tahaan
Singers : Adnan Sami
Song : Jee lo ye hasi ke hai jo
Lyricist : Mehboob
Actors : Purav Bhandare, Rahul Bose, Anupam Kher
Music Director : Adnan Sami, Taufique Qureshi

Masti mein naache naache wo dildara
Dil se nikaale ghum ka basaara
Jee lo ye hasi ke hai jo do pal
Jee lo sang sang mere aa chal
Thumka lagake jhoom, tu ghum ghumaake jhoom
Sabko jhumake jhoom, tu yaara jhoom jhoom

Masti mein naache naache wo dildara
Dil se nikaale ghum ka basaara
Jee lo ye hasi ke hai jo do pal
Jee lo sang sang mere aa chal
Thumka lagake jhoom, tu ghum ghumaake jhoom
Sabko jhumake jhoom, tu yaara jhoom jhoom

Kal kya hua yahaan usko bhulaake
Jaane kya hoga kal ye dar mitaake
Kal kya hua yahaan usko bhulaake
Jaane kya hoga kal ye dar mitaake

Thirke thirke zara ye dil awaara
Lehraaye gaaye jaise banjaara
Jee lo ye hasi ke hai jo do pal
Jee lo sang sang mere aa chal
Thumka lagake jhoom, tu ghum ghumaake jhoom
Sabko jhumake jhoom, tu yaara jhoom jhoom jhoom jhoom

Apne haathon mein hai apni lakeerein
Aaja sajaale hum apni takdeerein
Apne haathon mein hai apni lakeerein
Aaja sajaale hum apni takdeerein
Itna bhara hai wo ambar saara
Aaja churaale khushiyon ka taara
Jee lo ye hasi ke hai jo do pal
Jee lo sang sang mere aa chal
Thumka lagake jhoom, tu ghum ghumaake jhoom
Sabko jhumake jhoom, tu yaara jhoom jhoom

Masti mein naache naache wo dildara
Dil se nikaale ghum ka basaara
Jee lo ye hasi ke hai jo do pal
Jee lo sang sang mere aa chal
Thumka lagake jhoom, tu ghum ghumaake jhoom
Sabko jhumake jhoom, tu yaara jhoom jhoom

Mehfil mein gaake jhoom, ya tanha tanha jhoom
Bina piye hi jhoom, ya jaam uthaake jhoom
Josho junoon mein jhoom, ya to sukoon mein jhoom
Koi jhoome na jhoome, tu yaara jhoom jhoom

A song sung by Adnan Sami with a full zeal and enjoyment. Adnan is also the music director of the film. Some fast vocals are also used by Adnan in this song.