Archive for the ‘Teesri Manzil’ Category

Deewana Mujh Sa Nahi Is Ambar Ke Neeche from Teesri Manzil

Friday, October 10th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Mohammad Rafi
Song : Deewana Mujh Sa Nahi Is Ambar Ke Neeche
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Aage hai katil mera
Aur main peechhe peechhe

Paaya hai dushman ko
Jab se pyaar ke kaabil
Tab se ye aalam hai
Rastaa yaad na manzil
Neend mein jaise chalta hai koi
Chalna yun hi aankhein meeche

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Aage hai katil mera
Aur main peechhe peechhe

Humne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baatein

Humne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baatein
Jeewan ka haasil hai
Pal do pal ki baatein
Do hi ghadi ko saath rahega
Karna kya hai tanha jeeke

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Aage hai katil mera
Aur main peechhe peechhe

Deewana mujh sa nahi
Is ambar ke neeche
Hmm hmm hmm hmm….

The song is picturised on Shammi Kapoor with Asha Parekh in a romantic mood. Mohd Rafi had sung the song and a nice lovely enviornment is created in the song by Rafi’s voice. ‘Deewana Mujhsa Nahi’ is a creation by Majrooh Sultanpuri and also a hit song of the film.

Aaja Aaja Main Hun Pyar Tera from Teesri Manzil

Friday, October 10th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : Aaja Aaja Main Hun Pyar Tera
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Ho tumpe hazaron ki aankhein
Chaahiye tumko sahara
Ho.. palkon mein aao chhupa loon
Naazuk tan hai tumhara oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Ho mera khayaal tujhe hai
Maine abhi yehi jaana
Sachcha hai pyar ke jhoota
Ye hai mujhe aazmaana
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Ho.. rakhna tha dil pe hamaare
Haath chhuda ke chali
Ho.. ji haan zara ye bhi kahiye
Aag laga ke chali ho
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Aaja aaja main hun pyar tera
Allah allah inkaar tera oo
Oo aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aah aaja aah aah aaja aah aah aaja
Aah aaja aa aa aah

Another hip shaking number from the film ‘Teesri Manzil’ which is sung by Asha Bhonsle and Mohammad Rafi. This song is picturised on Shammi Kapoor and Asha Parekh. Shammi Kapoor was well known for such kind of hip shaking and rocking performance in their films.

O Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan from Teesri Manzil

Wednesday, October 8th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : O Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan
O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Garm hain tez hain
Ye nigaahein meri
Kaam aa jaayengi sard aahein meri
Tum kisi raah mein to miloge kahin
Arre ishq hoon main kahin theherta hi nahi

Main bhi hoon galiyon ki parchhaai
Kabhi yahaan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawaan

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Chhip rahe hain ye kya dhang hai apka
Aaj to kuchh naya rang hai apka
Haaye aaj ki raat main kya se kya ho gayi
Aha aapki saadgi to bala ho gayi
Main bhi hoon galiyon ki parchhaai
Kabhi yahaan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawaan

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Theheriye to sahi kahiye kya naam hai
Meri badnaamiyon ka wafa naam hai
Oho katl kar ke chale ye wafa khoob hai
Haaye nazaan teri ye ada khoob hai
Main bhi hoon galiyon ki parchhaai
Kabhi yahaan kabhi wahan
Shaam hi se kuchh ho jaata hai
Mera bhi jaadu jawaan

O haseena zulfon waali jaane jahan
Dhoondti hain kaafir aankhein kiska nishaan

Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan
Mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan

Wo anjaana dhoondti hoon
Wo deewana dhoondti hoon
Jala kar jo chhip gayaa hai
Wo parwaana dhoondti hoon

Another hit song from ‘Teesri Manzil’ in the voice of Asha and Rafi. This song was also much popular among people and also listed in the evergreen hits of Asha and Rafi.

O Mere Sona Re Sona Re from Teesri Manzil

Wednesday, October 8th, 2008

Movie : Teesri Manzil
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : O Mere Sona Re Sona Re
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Helen
Music Director : R D Burman

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
O mere sona re sona re sona…

O meri baahon se nikal ke
Tu agar mere raste se hat jayega
To leheraake ho bal khaake
Mera saaya tere tan se lipat jayega
Tum chhudao laakh daaman
Chhodte hain kab ye armaan
Ke main bhi saath rahungi rahoge jahan

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona reo mere sona re sona re sona..

O miyan humse na chhipao
Wo banawat ki saari adayein liye
Ki tum ispe ho itraate
Ke main peechhe hoon sau iltejaayein liye
Ji main khush hoon mere sona
Jhooth hai kya sach kaho na
Ke main bhi saath rahungi rahoge jahaan

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
O mere sona re sona re sona..

O phir humse na ulajhna
Nahi lat aur uljhan mein pad jayegi
O pachhtaogi kuchh aise
Ke ye surkhi labon ki utar jayegi
Ye saza tum bhool na jaana
Pyar ko thokar mat lagana
Ke chala jaunga phir main na jaane kahan

O mere sona re sona re sona re
De dungi jaan juda mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
Maine tujhe zara der mein jaana
Hua kusoor khafa mat hona re
O mere sona re sona re sona..

A beautiful romantic song from the film which is in the melodious voice of Asha Bhonsle and Mohd. Rafi. This song is picturised on Asha Parekh and Shammi Kapoor. ‘Teesri Manzil’ was relesed in 1966 and Shammi Kapoor had starred last time in this Nasir Hussain’s film.