Hum The Wo Thi Aur Sama Rangeen from Chalti Ka Naam Gaadi
Saturday, August 30th, 2008Movie : Chalti Ka Naam Gaadi
Singers : Kishore Kumar
Song : Hum The Wo Thi Aur Sama Rangeen
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Music Director : S D Burman, R D Burman, Jaidev
Hum the wo thi, wo thi hum the
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Tara ra ra
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Tara ra ra
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
Khoya main kaise uski baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha
Khoyi wo kaise meri baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha
Kya kya keh dala aankho aankho mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
O mannu tera hua ab mera kya hoga
O mannu tera hua ab mera kya hoga
Chhoote bulbule dono naina phadke
Usne jab dekha mud mud ke waah waah waah
Jaise kehti ho sun o re ladke
Maine jab dekha mud mud ke waah waah waah
Phir dono ke dil dhak dhak dhak dhadke
Dono ne dekha mud mud ke waah waah waah
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
O mannu tera hua ab mera kya hoga
O mannu tera hua ab mera kya hoga
Thoda thoda sa lamba lamba sa
Dheere dheere usne kheencha aa ha ha
Phir uska pallu banke uska daas
Dheere dheere maine kheencha aa ha ha
Ghabrahat mein phir apna apna haath
Usne kheencha mane kheencha aa ha ha
Hum the wo thi aur sama rangeen, Samajh gaye na
Jaate the japan pahunch gaye cheen, Samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
It is the story of three persons Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar who are playing a role of a garage owner. All three actors were off screen brothers also. The movie came in 1958 and it can be said as a romantic comedy film.