Archive for the ‘Jatin Pandit’ Category

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge from Yes Boss

Tuesday, September 9th, 2008

Movie : Yes Boss
Singers : Kumar Sanu, Alka Yagnik
Song : Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha

Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasmaan gaayegi ye zameen
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasmaan gaayegi ye zameen
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha

Dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi
Jab nigaahein nigaahon se milne lagi
Dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi
Jab nigaahein nigaahon se milne lagi
Ek din is tarah hosh kho jayenge
Paas aaye to madhosh ho jayenge
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha

Jagmagati hui jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki barsaat hai
Jagmagati hui jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki barsaat hai
Ek din dil ki raahon mein apne liye
Jal uthenge mohabbat ke itne diye
Maine socha na tha
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasmaan gaayegi ye zameen
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Maine socha na tha
Maine socha na tha

A soft romantic number from the film ‘Yes Boss’ starring Shahrukh Khan and Juhi Chawla. Kumar Sanu and Alka Yagnik has given their beautiful voice for the song and the song became much hit as well movie was also a huge hit.

Yaaron meri behna ki shaadi hai from Mr White Mr Black

Sunday, August 31st, 2008

Movie : Mr White Mr Black
Singers : Sonu Nigam & Shailendra
Song : Yaaron meri behna ki shaadi hai
Lyricist : Sameer
Actors : Sunil Shetty, Arshad Warsi and Sandhya Mudgal
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

O paape aao, o laale aao, o mister aao, minister aao
O doctor aao, engineer aao, o mayor aao, commissioner aao
Sab log, sab aao, aao tashreef laao

Oye oye oye oye oye oye
adippa
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
Naacho gao dhoom machao, aao chalo jashn manao
Khushiyon bhara ye samaa hai, taal se taal milao
Naacho gao dhoom machao, aao chalo jashn manao
Khushiyon bhara ye samaa hai, taal se taal milao
Khaane ki peene ki azaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai
Shaadi hai, shaadi hai, Shaadi hai, shaadi Hai
Shaadi hai, shaadi hai, Shaadi hai, shaadi hai
Meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi

Meri behna ki soorat sone ki maina jaisi
Are nahi kisi ki behna jag mein meri behna jaisi
Heere jaisi aankhein uski, moti jaisi baatein uski
Wo hai kudrat ki jaadugari, wo lagti hai pariyon ki pari
Dulhan hai ya koi shehzaadi hai
Yaaron meri behna ki behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi

Tu leti ja tu leti ja behna bhaiya ki duayein
Teri raahon mein kabhi kahin na ghum ke saaye aaye
Is dil ko humein samjhana hai, tujhe saajan ke ghar jaana hai
Hum laakh kare koshish lekin, aankhon se aasoon aana hai
Sabne mil kar doli ye saja di hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi

Naacho gao dhoom machao, aao chalo jashn manao
Khushiyon bhara ye samaa hai, taal se taal milao
Khaane ki peene ki azaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi

It is a situational song which shows the wedding enviornment of a girl. The song is in the voice of Sonu Nigam and he created a good dancing feel in this song.

Ek dil ki do dhadkan from Mr White Mr Black

Thursday, August 28th, 2008

Movie : Mr White Mr Black
Singers : Udit Narayan, Alka Yagnik & Shaan
Song : Ek dil ki do dhadkan
Lyricist : Sameer
Actors : Sunil Shetty, Arshad Warsi and Sandhya Mudgal
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Ek dil ki do dhadkan, ek gopi ek kishan
Ek dil ki do dhadkan, ek gopi ek kishan
Come come welcome welcome
Come come welcome welcome

Ek dil ki do dhadkan, ek gopi ek kishan
Ek dil ki do dhadkan, ek gopi ek kishan
Tode se na toote
Arre tode se na toote
Ye rishta ye bandhan
Come come welcome welcome
Come come welcome welcome

Sabse haseen sabse alag kahani hai
Saanse juda hain ek apni zindgani hai
Sabse haseen sabse alag kahani hai
Saanse juda hain ek apni zindgani hai
Har imtihaan denge, ek duje pe jaan denge
Hum baat lenge ghum
Welcome welcome welcome
Welcome welcome welcome

Vaada kiya to vaada sada nibhayenge
Teri mohabbaton pe khushi lutayenge
Vaada kiya to vaada sada nibhayenge
Teri mohabbaton pe khushi lutayenge
Rab ne hume milaya, khushiyon ka din dikhaya
Nachenge hum chham chham
Chham chham, chham chham, chham chham
Chham chham, chham chham, chham chham

Ek dil ki do dhadkan, ek gopi ek kishan
Ek dil ki do dhadkan, ek gopi ek kishan
Tode se na toote
Ha, tode se na toote haan
Ye rishta ye bandhan
Sangam sangam sangam, Sangam sangam sangam
Sangam sangam sangam, Sangam sangam sangam
Sangam sangam sangam, Sangam sangam sangam

It is a comedy film in which a man from punjab came to see his childhood friend and he want to handover a small piece of land to him, as according to his father’s last wish.

Tujhe Yaad Na Meri Aayi from Kuch Kuch Hota Hai

Wednesday, August 27th, 2008

Movie : Kuch Kuch Hota Hai
Singers : Alka Yagnik, Manpreet Akhtar, Udit Narayan
Song : Tujhe Yaad Na Meri Aayi
Lyricist : Sameer
Actors : Shahrukh Khan, Salman Khan, Kajol, Rani Mukherjee
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Rabba mere ishq kisi ko aise na tadpaye
Dil ki baat rahe is dil mein
Honthon tak na aaye, na aaye
Aaa..aaa..

Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna

Tujhe har khushi de di, Labon ki hansi de di
Zulfon ki ghata lehrayi, Paigam wafa ke laayi
Tune achhi preet nibhayi, Tune achhi preet nibhayi
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna

Wo chaand mere ghar aangan ab to aayega
Ab to aayega
Tere soone is aanchal ko wo bhar jayega
Teri kar di god bharai
Teri kar di god bharai, Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayi
Dil roya ki ankh bhar aayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna

Ooo.. maahiya, Ooo maahiya..

Khata ho gayi mujh se, Kaha kuch nahi tum se
Ikrar jo tum kar paate, To door kabhi na jaate
Koi samjhe na peer parayi
Koi samjhe na peer parayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayi
Dil roya ki ankh bhar aayi, Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi,Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayi, Kisi se ab kya kehna

It is a sad song from the movie which can be said as the most favourite sad song of many people. Lyrics of the song are too nice and it was ranked top in category of sad songs in its releasing year.

Mere Khwaabon Mein Jo Aaye from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Saturday, August 16th, 2008

Movie : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Singers : Asha Bhonsle
Song : Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi, Mandira Bedi
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aayeeeeee

Kaisa hai kon hai wo jaane kahan hai
Hoo..
Kaisa hai kon hai wo jaane kahan hai
Jiske liye mere honton pe haan hai
Apna hai ya begana hai wo
Sach hai ya koi afsaana hai wo
Dekhe ghoor ghoor ke yun hi door door se
Usse kaho meri neend na churaaye

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aayeeeeee

Jaadu sa jaise koi chalne laga hai
Hoo..
Jaadu sa jaise koi chalne laga hai
Main kya karun dil machalne laga hai
Tera deewana hoon kehta hai wo
Chhup chhup ke phir kyun rehta hai wo
Kar baitha bhool wo le aaya phool wo
Usse kaho jaaye chand le ke aaye

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye

La la la la la la laaa la
La la la la la la aaaa aa

This song of DDLJ is very hit song among the youths. It can be said as a dancing number in the movie. The song is picturised on Kajol dancing in raining. Melodious voice of Asha Bhonsle gave a good enjoyable touch to the song.

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Thursday, August 14th, 2008

Movie : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Singers : Udit Narayan, Lata Mangeshkar
Song : Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi, Mandira Bedi
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to ye jaana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

La la la la la
La la la la la
La la la la la
La la la

Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaadein teri

O mera hai kya, la la la
Sab kuch tera, la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

Ye dil kahin lagta nahi
Kya kahoon main kya karoon
Haan, tu saamne, la la la
Baithi rahe, la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaaz di dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Teri baahon mein mar jaaye hum

This is the biggest hit of 1995. This movie starrer Shahrukh Khan and Kajol won many filmfare awards. Famous director Karan Johar has played a character of Shahrukh’s friend in this film.