Koi Na Jaane Kya Hoga from Hijack
Saturday, July 26th, 2008Movie : Hijack
Singers : K K & Shilpa Rao
Song : Koi Na Jaane Kya Hoga
Lyricist : Kumaar
Actors : Shiney Ahuja, Esha Deol, Kaveri Jha
Music Director : Justin Uday
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Dooba savera ho chhaaya andhera ho
Maula dikha de rasta
Ghum ka ye saaya ho
Khushiyon pe chhaaya ho
Maula dikha de rasta
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Dooba savera ho chhaaya andhera ho
Maula dikha de rasta
Ghum ka ye saaya ho
Khushiyon pe chhaaya ho
Maula dikha de rasta
Waqt jo beeta hai yaad aa gaya
Aankhon mein baarishein barsa gaya
Wo din wo raatein, wo mulakaatein
Yaadon mein hai bas wo saari baatein
Rishte na toote ho
Daaman na chhute ho
Maula dikha de rasta
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Khauff ke saaye mein hai zindagi
Har taraf hai khadi ye bebsi
Ab hai sahara
Bas in duaon ka
Ab tu hi modey rukh in hawaaon ka
Tukhko bulaaye ho
Sun le sadayein ho
Maula dikha de rasta
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Dooba savera ho chhaaya andhera ho
Maula dikha de rasta
Ghum ka ye saaya ho
Khushiyon pe chhaaya ho
Maula dikha de rasta
The song is a kind of sad number in the film. This song shows that someone is worried about the future and asking to God for help.