Archive for the ‘Monty Sharma’ Category

Thode Badmaash Ho Tum from Saawariya

Wednesday, August 20th, 2008

Movie : Saawariya
Singers : Shreya Ghoshal
Song : Thode Badmaash Ho Tum
Lyricist : Sameer
Actors : Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma

Thode badmaash ho tum
Thode nadaan ho tum

Thode badmaash ho tum
Thode nadaan ho tum
Haan magar ye sach hai humari jaan ho tum

Thode badmaash ho tum
Thode nadaan ho tum
Haan magar ye sach hai humari jaan ho tum

Meri saanso ki jhankar ho tum
Mera solah singar ho tum
Meri aankho ka intezaar ho tum
Mera imaan meri shaan mera maan ho tum

Thode beimaan ho tum
Thode shaitaan ho tum

Thode beimaan ho tum
Thode shaitaan ho tum
Haan magar ye sach hai mere bhagwaan ho tum

Thode mmm..
Nadan ho tum..

This film did not perform so good as it was expected from the makers of Saawariya. The movie was a big project and it made a loss to Sanjay Leela Bhansali after a big failure. But the songs of the movie are too good to listen.

Yun Shabnami Pehle Nahi Thi from Saawariya

Tuesday, August 19th, 2008

Movie : Saawariya
Singers : Parthiv Gohil
Song : Yun Shabnami Pehle Nahi Thi
Lyricist : Sameer
Actors : Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma

Yun shabnami pehle nahi thi chandni
Chand wo bharma gaya
Tujhko dekha to sharma gaya
Wo churane laga hai nazar
Yun shabnami pehle nahi thi chandni

Yun shabnami pehle nahi thi chandni
Chand wo bharma gaya
Tujhko dekha to sharma gaya
Wo churane laga hai nazar
Yun shabnami…

Dekho chand aya chand nazar aya
Dekho chand aya chand nazar aya

Dekho chand aya chand nazar aya
Aya aya aya chand aya sharmaya
Haan ji haan aya aya
Haan ji aya sharmaya

Tu bhi aa ja saawariya
Aya aya aya dekho chand nazar wo aya
Dekho chand nazar dekho dekho ji chand nazar wo aya
Sharmaya aya aya chand aya sharmaya

Dheere dheere aake hawa gunguna ke
Har khabar de tumhari

Kaisa ye nasha hai nazar mein ghula hai
Har ghadi hai khumari
Nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar
Gumsum nazar jayein kidhar
Kho gaye tujhme hum is kadar

Yun shabnami pehle nahi thi chandni
Yun shabnami pehle nahi thi chandni
Chand wo bharma gaya
Tujhko dekha to sharma gaya

Wo churane laga hai nazar
Yun shabnami…
Saawariya saawariya

The song is in the voice of Parthiv Gohil. This can be said as a qawalli kind of song and also much enjoyble number of the film. Good touch of romantic feel with some little fast beats is given to the song.

Sawar Gayi Main Saawariya from Saawariya

Tuesday, August 19th, 2008

Movie : Saawariya
Singers : Shreya Ghoshal
Song : Sawar Gayi Main Saawariya
Lyricist : Sameer
Actors : Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma

Sawar Sawar
Sawar gayi main
Saawariya

Kab se khadi main tori atariya
Kab se khdi main tori atariya
Beet na jaye o rama sari umariya

Sawar
Sawar gayi main

Sawar gaye chand sitare dekho
Sawar gaye sare nazare dekho
Dekho gagan pe ban ke badariya
Chhalki teri boondon ki bijuriya
Aaa…
Tan ko jalaye thandi badariya
Tan ko jalaye thandi badariya
Beet na jaye o rama sari umariya

Oo…
Sawar
Sawar gayi main
Saawariya

Sawar Sawar
Sawar gayi main

Sawar Sawar
Sawar gayi main

Two bollywood stars Salman Khan and Rani Mukherjee are in special appearence in this movie. The song ‘Sawar Gayi’ is a soft song which is sung by Shreya Ghoshal.

Doli Mein Bitha Ke from Saawariya

Monday, August 18th, 2008

Movie : Saawariya
Singers : Shail Hada
Song : Doli Mein Bitha Ke
Lyricist : Sameer
Actors : Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma

Saawariya ha ha ha haa
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya
Ho saawariya

Doli mein bitha ke
Sitaron se saja ka
Zamane se chura ke le jayega
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya ha ha ha haa
Saawariyaaaa
Ho saawariya

Doli mein bitha ke
Sitaron se saja ka
Zamane se chura ke
Le jayega ik roz tera uda ke jiya
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya
Ho saawariya

Palkon ke shamiyanein mein
Khwabon ke har thikane mein
Teri hi parchhaiyan hai
Tu to har lamha yaadon mein hai
Teri khamosh pehli nazar ka deewana bana
Saawariya ha ha ha haa
Sawariya ha ha ha haa
Saawariya
Ho saawariya

Doli mein bitha ke
Sitaron se saja ke
Zamane se chura ke le jayega
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya
Ho saawariya

Saawariya ha ha ha haa
Saawariya ha ha ha haa
Saawariya
Ho saawariya

It is the title track of the film which is sung by Shail Hada. He is singing in the bollywood for the first time in this movie.

Masha Allah Masha Allah from Saawariya

Monday, August 18th, 2008

Movie : Saawariya
Singers : Kunal Ganjawala
Song : Masha Allah Masha Allah
Lyricist : Sameer
Actors : Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma

Gumsum Chandni ho, Naazneen ho
Ya koi hoor ho, Dilnasheen ho
Dilkasheen ho, Ya jannat ka noor ho
Masha allah, Masha allah, Masha allah

Gumsum Chandni ho, Naazneen ho
Ya koi hoor ho, Dilnasheen ho
Dilkasheen ho, Ya jannat ka noor ho
Masha allah, Masha allah, Masha allah

Tum saba ho, Ya ghata ho
Kehkasha ho, Sahiba ho
Subah ki pehli kiran ke jaisi
Bebak alhad pawan ke jaisi
Khushbuein tum lutati ho
Masti mein choor choor
Masha allah, Masha allah, Masha allah

Hoo…
Tum haya ho, Tum hrida ho
Tum wafa ho, Tum nasha ho
Khamosh nazrein sadaon jaisi
Tumhari batein duaon jaisi
Har nafas mein tum samayi ho
Phir bhi ho itni door
Masha allah, Masha allah, Masha allah

Gumsum Chandni ho, Naazneen ho
Ya koi hoor ho, Dilnasheen ho
Dilkasheen ho, Ya jannat ka noor ho
Masha allah, Masha allah, Masha allah

The lead starcast of the movie is Ranbir Kapoor and Sonam Kapoor. Both are the children of two superstar of bollywood. Ranbir is the son of bollywood loverboy Rishi Kapoor and Sonam is the daughter of 90’s superstar Anil Kapoor.

Jab Se Tere Naina from Saawariya

Sunday, August 17th, 2008

Movie : Saawariya
Singers : Shaan
Song : Jab Se Tere Naina
Lyricist : Sameer
Actors : Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan
Music Director : Monty Sharma

Laage re lage re laage laage re nayanwa laage re
Laage re
Laage re lage re laage laage re nayanwa laage re
Laage re

Jab se tere naina mere naino se laage re
Jab se tere naina mere naino se laage re
Tab se deewana hua, aha
Sabse begana hua, aha
Rab bhi deewana laage re, oye oye oye oye
Rab bhi deewana laage re ho

Jab se tere naina mere naino se laage re
Tab se deewana hua, aha
Sabse begana hua, aha
Rab bhi deewana laage re, oye oye oye oye
Rab bhi deewana laage re ho

Jab se tere naina mere naino se laage re

Deewana ye to deewana laage re
Deewana ye to deewana laage re
Ho..ho..

Jab se mila hai tera ishara
Tab se jagi hai bechainiyaan
Ho ho…
Jab se mila hai tera ishara
Jab se jagi hai bechainiyaan
Jab se hui sargoshiyaan
Tab se badhi hai madhoshiyaan

Jab se jude yaara tere mere man ke dhaage re
Tab se deewana hua, aha
Sabse begana hua, aha
Rab bhi deewana laage re, oye oye oye oye
Rab bhi deewana laage re

Ho ho…
Jab se hui hai tujhse shararat
Tab se gaya hai chain o qarar
Ho ho…
Jab se hui hai tujhse shararat
Tab se gaya hai chain o qarar

Jab se tera aanchal bhara
Tab se koi jaadu chala
Jab se tujhe paya
Ye jiya dhak dhak bhaage re

Tab se deewana hua aha
Sabse begana hua aha
Rab bhi deewana laage re, oye oye oye oye
Rab bhi deewana laage re ho
Jab se tere naina mere naino se laage re

The song is a romantic number of the movie. The song is in the heart touching voice of Shaan and it became favourite of almost every person who is in love. A good enviornment is created by Shaan and Monty Sharma.

Gola Gola Piya Bhaang Ka Gola from Chamku

Sunday, August 10th, 2008

Movie : Chamku
Singers : Abhijeet Bhattacharya & Vaishali Samant
Song : Gola Gola Piya Bhaang Ka Gola
Lyricist : Sameer
Actors : Bobby Deol, Priyanka Chopra, Arshad Warsi, Ritesh Deshmukh, Irrfan Khan, Rajpal Yadav, Arya Babbar
Music Director : Monty Sharma

Hey dola
Ragad ragad ke..ragad ke
Ragad ragad ke..chaka chak bane hain bhaiya
Hey bhaiya
Bane hain bhaiya
Ragad ke
Ragad ragad ke ragad ke
Ragad ragad ke

Gola gola piya bhaang ka gola, hey gola
Dola dola ye jahaan dola, hey dola
Gola gola piya bhaang ka gola
Dola dola ye jahaan dola
Ho…
Mano na mano, mano mano na mano
Main, main baat kahoon ye khari
Meri ankhiyan ko lagti hai har ladki hari hari

Chhanan chhanan gayi chhanan chhanan gayi
Khanak khanak gayi jhanjhariya re
Sanan sanan gayi sanan sanan sanan na na na na na……
Ho ho..
Gola gola piya bhaang ka gola, haa piya
Dola dola ye jahaan dola, hey dola
Hey dola

Paan chabake peeke bhaang ka pyaala
Rang ke bahane mora ang rang daala
Are tere naino se chhalke hai madhushala
Man ko chura ke kahan chali madhubala

Chhanan chhanan gayi chhanan chhanan gayi
Khanak khanak gayi jhanjhariya re
Sanan sanan gayi sanan sanan sanan na na na na na……
Ho ho..

Gola gola piya bhaang ka gola, haa piya
Dola dola ye jahaan dola, hey dola
Hey dola

Haan lehenga sambhaloon to chunar gir jaaye
Jobana pe balma najariyaa gharaaye
Haye..
Gore gore tan ko jhalakne de gori
Madira jawaani ki chhalakne de chhori

Chhanan chhanan gayi chhanan chhanan gayi
Khanak khanak gayi jhanjhariya re
Sanan sanan gayi sanan sanan sanan na na na na na……
Ho ho..

Gola gola piya bhaang ka gola, haa piya
Dola dola ye jahaan dola, ye jahaan dola

Gola gola piya bhaang ka gola
Dola dola ye jahaan dola
Gola gola piya bhaang ka gola
Dola dola ye jahaan dola

Hey dola…

The song is a dance number in the movie. It is an enjoyable song sung by Abhijeet Bhattacharya & Vaishali Samant. The song is picturised on a Holi enviornment.

Dukh Ke Badri Ab Chhat Jaayi from Chamku

Saturday, August 9th, 2008

Movie : Chamku
Singers : Kalpana, Parthiv Gohil & Shail
Song : Dukh Ke Badri Ab Chhat Jaayi
Lyricist : Sameer
Actors : Bobby Deol, Priyanka Chopra, Arshad Warsi, Ritesh Deshmukh, Irrfan Khan, Rajpal Yadav, Arya Babbar
Music Director : Monty Sharma

Soona pada des la la
Na na na na na na na na na…
Na na na na na na na na na…

Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Sukh ke kheti lehraayi ho
Sukh ke kheti lehraayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho

Baagh bageecha taal tallaiya
Baagh bageecha taal tallaiya
Hariyaali ke sang muskaaye ho

Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Oo..
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho

Ghar ghar goonji prem ki bansi
Bhar bhar goonji prem ki bansi
Roop badal ke krishna aaye ho

Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Sukh ke kheti lehraayi ho
Sukh ke kheti lehraayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho
Dukh ke badri ab chhat jaayi ho

The song is sung by Kalpana, Parthiv Gohil & Shail. Parthiv Gohil had also given his voice in Saawariya and much more movies. The song shows the village enviornment where someone is expecting for a better in life.

Aaja Milke Hum Baat Le from Chamku

Wednesday, August 6th, 2008

Movie : Chamku
Singers : Shreya Ghoshal & Shail
Song : Aaja Milke Hum Baat Le
Lyricist : Sameer
Actors : Bobby Deol, Priyanka Chopra, Arshad Warsi, Ritesh Deshmukh, Irrfan Khan, Rajpal Yadav, Arya Babbar
Music Director : Monty Sharma

O haan hey haan…
O haan hey haan…
Na naa naa…
Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Dhadkano mein bajne lagi ansuni shehnaiyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan

Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan

Na koi khushboo thi
Na koi mausam tha
Har lamha zindagi veeran thi

Chaaron taraf sirf ghum ka andhera
Tha tanha tha har khushi anjaan thi
Tujhko paa ke khone lagi ab door tak faili hui veeraniyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan

Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Dhadkano mein bajne lagi ansuni shehnaiyaan

Zulfon ke saaye mein tera basera ho
Palko mein din dhale ab raaton ko
Main alvida keh doon
Saare zamane ko sochun na
Tu mere jab saath ho

Hum zubaan se jo na kahe
Wo keh rahi ye wadiyaan khamoshiyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan

O Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Dhadkano mein bajne lagi ansuni shehnaiyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan

O Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan

The movie is directed by Kabir Kaushik. He made this film on the concept of terrorists. The songs of the movie are a little good. In the movie, Bobby Deol is playing the character of ‘Chandramohan Singh’ aka Chamku.