Archive for the ‘Abhijeet Bhattacharya’ Category

Wo ladki bahut yaad aati hai from Qayamat

Thursday, September 11th, 2008

Movie : Qayamat
Singers : Abhijeet and Sadhna Sargam
Song : Wo ladki bahut yaad aati hai
Lyricist : Sameer
Actors : Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Ashish Chaudhary, Neha Dhupia, Riya Sen, Isha Koppikar
Music directors : Naresh Sharma, Ranjit Barot

Main uske liye mar chuki hoon
Wo bhi aap ki yaadon mein pal pal mar raha hai
To kehdo use ke un yaadon ki chita bana ke jala de
Us chita se uthta dhuan bhi aap ke pyaar ka hi hoga

Aitbaar nahi karna intezar nahi karna
Aitbaar nahi karna intezar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Ikraar nahi karna jaan nisaar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

Manzile bichhad gayi raaste bhi kho gaye
Aaye fir na laut ke jo dewaane ho gaye
Chahaton ki bebasi dooriyon ke ghum mile
Beqarariyaan mili chain yaar kam mile
Beqarar nahi karna intezaar nahin karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

Koi to wafa kare koi to jafa kare
Kisko hai pata yahan kaun kya khata kare
Aisa na ho ishq mein koi dil ko tod de
Beech raah mein sanam tera saath chhod de
Izhaar nahi karna intezaar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Aitbar nahin karna intezaar nahin karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
Had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

Another romantic plus sad song from the film in the melodious voice of Abhijeet and Sadhna Sargam. In the story, this song shows the great love story between Ajay Devgan and Neha Dhupiya. Neha has made debut of her carrier from this film.

Gola Gola Piya Bhaang Ka Gola from Chamku

Sunday, August 10th, 2008

Movie : Chamku
Singers : Abhijeet Bhattacharya & Vaishali Samant
Song : Gola Gola Piya Bhaang Ka Gola
Lyricist : Sameer
Actors : Bobby Deol, Priyanka Chopra, Arshad Warsi, Ritesh Deshmukh, Irrfan Khan, Rajpal Yadav, Arya Babbar
Music Director : Monty Sharma

Hey dola
Ragad ragad ke..ragad ke
Ragad ragad ke..chaka chak bane hain bhaiya
Hey bhaiya
Bane hain bhaiya
Ragad ke
Ragad ragad ke ragad ke
Ragad ragad ke

Gola gola piya bhaang ka gola, hey gola
Dola dola ye jahaan dola, hey dola
Gola gola piya bhaang ka gola
Dola dola ye jahaan dola
Ho…
Mano na mano, mano mano na mano
Main, main baat kahoon ye khari
Meri ankhiyan ko lagti hai har ladki hari hari

Chhanan chhanan gayi chhanan chhanan gayi
Khanak khanak gayi jhanjhariya re
Sanan sanan gayi sanan sanan sanan na na na na na……
Ho ho..
Gola gola piya bhaang ka gola, haa piya
Dola dola ye jahaan dola, hey dola
Hey dola

Paan chabake peeke bhaang ka pyaala
Rang ke bahane mora ang rang daala
Are tere naino se chhalke hai madhushala
Man ko chura ke kahan chali madhubala

Chhanan chhanan gayi chhanan chhanan gayi
Khanak khanak gayi jhanjhariya re
Sanan sanan gayi sanan sanan sanan na na na na na……
Ho ho..

Gola gola piya bhaang ka gola, haa piya
Dola dola ye jahaan dola, hey dola
Hey dola

Haan lehenga sambhaloon to chunar gir jaaye
Jobana pe balma najariyaa gharaaye
Haye..
Gore gore tan ko jhalakne de gori
Madira jawaani ki chhalakne de chhori

Chhanan chhanan gayi chhanan chhanan gayi
Khanak khanak gayi jhanjhariya re
Sanan sanan gayi sanan sanan sanan na na na na na……
Ho ho..

Gola gola piya bhaang ka gola, haa piya
Dola dola ye jahaan dola, ye jahaan dola

Gola gola piya bhaang ka gola
Dola dola ye jahaan dola
Gola gola piya bhaang ka gola
Dola dola ye jahaan dola

Hey dola…

The song is a dance number in the movie. It is an enjoyable song sung by Abhijeet Bhattacharya & Vaishali Samant. The song is picturised on a Holi enviornment.