Mastaan Mastaan Rabi Rabi from Tahaan
Saturday, September 13th, 2008Movie : Tahaan
Singers : Ritesh Menon
Song : Mastaan Mastaan Rabi Rabi
Lyricist : Mehboob
Actors : Purav Bhandare, Rahul Bose, Anupam Kher
Music Director : Adnan Sami, Taufique Qureshi
Din hai naye, par hai yaadein puraani
Yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
Din hai naye, par hai yaadein puraani
Yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
Kya kya hamare bhi kisse hue the
Hum tum mohabbat ke hisse hue the
Jaane kahaan jaate hai din rulake
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Ab bhi mere dil ke is aaine mein
Tasveer teri saji hai tabhi se
Koi mita paaya hai na use
Har pal teri yaad aati hai maasumiyaan
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Meri ummeedein ye maange duayein
Yaaro ke dhalne se pehle wo aaye
Poori kabhi apni kasmein nibhaaye
Manzil to paa le zara yaadon ka kaarwaan
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Mastaan mastaan rabi rabi
Yaadein ajadi rabi rabi
Tahaan is a short story based on a Kashmiri child whose name is ‘Tahaan’. In this story, Purav Bhandare is that Kashmiri child, who can do anything to get his pet donkey back.