Archive for the ‘Javed Ali’ Category

Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura from Yuvraaj

Friday, October 17th, 2008

Movie : Yuvraaj
Singers : Alka Yagnik & Javed Ali
Song : Tu Muskura Jahan Bhi Hai Tu Muskura
Lyricist : Gulzar
Actors : Salman Khan, Anil Kapoor, Katrina Kaif, Zayed Khan, Mithun Chakraborty
Music Director : A R Rahman

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko chhoo zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri
Labon se aa ke chhoo de apne lab zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri

Aisa hota hai khayalon mein aksar
Tujhko sochun to mehek jaati hun
Meri rooh mein basi hai teri khushboo
Tujhko chhoo loon to behek jaati hoon
Teri aankho mein…
Teri aankho mein koi to jaadu hai
Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko chhoo zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri

Tez chalti hain hawaon ki saanse
Mujhko baahon mein lapet ke chhupa le
Teri aankho ki hasi loriyon mein
Main badan ko bichhaun to sula le
Teri aankho mein…
Teri aankho mein koi to nasha hai
Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Aa.. aa.. aa…

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko chhoo zara
Shareer se ye muskuraahtein teri
Badan mein sunti hoon main aahatein teri

This is a romantic song from the film that is sung by Alka Yagnik & Javed Ali. A soul touching music made by A R Rehman to this number is much appreciable.

Abhi Abhi Jo Tu Aayi Hai from Saas Bahu aur Sensex

Monday, September 15th, 2008

Movie : Saas Bahu aur Sensex
Singers : Javed Ali
Song : Abhi Abhi Jo Tu Aayi Hai
Lyricist : Raqeeb Alam
Actors : Tanushree Datta, Ankur Khanna, Masumi Makhija
Music Director : Randolph Correa

Ho abhi abhi jo tu aayi hai
Abhi abhi khushi aayi hai
Abhi abhi asar laayi hai dua
Kabhi rahe nazar sehmi si
Kabhi rahe galatfehmi si
Kabhi kabhi lage kuch bhi na hua

Milne lagi gale rishton ki ye zameen
Aankho mein aa gayi khushiyo ki ye nami
Dil mein hilne lagi hai patthar ke zuban
Ye bhi karne lagi hai haal e dil bayan

Aye aaj koi yaadon ki jheel mein
Par wo nahi hai teri jaagir mein
Hoo…
Kabhi kabhi wafa moti hai
Kabhi diya kabhi jyoti hai
Kabhi kabhi dubo deti hai jaan
Kabhi kabhi rulati bhi hai
Kabhi kabhi hansati bhi hai
Kabhi kabhi jaga deti armaan
Hey…hoo..ho..
Ho..ho..

Chhupke se kon tere dil mein aa gaya
Hai pehli baar tujhko koi bha gaya
Uski hi yaad mein ab tu khone lagi
Khuli khuli aankh mein sapne bone lagi
Dil chaahe tera ud jaaye tu kahin
Phir sochti hai kahin chhoote na zameen

Abhi abhi jo tu aayi hai
Abhi abhi khushi aayi hai
Abhi abhi asar laayi hai dua
Kabhi rahe nazar sehmi si
Kabhi rahe galatfehmi si
Kabhi kabhi lage kuch bhi na hua

Abhi abhi jo tu aayi hai
Abhi abhi khushi aayi hai
Abhi abhi asar laayi hai dua
Kabhi rahe nazar sehmi si
Kabhi rahe galatfehmi si
Kabhi kabhi lage kuch bhi na hua

Hey…hoo..ho..
Ho..ho..ho..ho..

A soft number from the film in the soft voice of Javed Ali. The song somewhere shows the musical feel of late 70’s creations in it. The words written by Raqeeb Alam are good to enjoy.

Nagada nagada nagada baja from Jab We Met

Sunday, September 7th, 2008

Movie : Jab We Met
Singers : Sonu Nigam, Javed Ali
Song : Nagada nagada nagada baja
Lyricist : Irshad Kamil
Actors : Shahid Kapoor, Kareena Kapoor
Music Director : Pritam Chakraborty, Sandesh Shandilya

Hoye hoye hoye hoye
Rang puredi rang rangeeli
Ladki chail chhabeeli
Usde chanchal nain kataar
Arre chanchal nain kataar de usda
Roop bana hathiyar
Uske roop se katal huye to
Charcha shuru hua

Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja

Oyeee…khat ke lai gaya
Khat ke lai gaya khat ke lai gaya
Ooo..
Rang puredi rang rangeeli
Chail chabile naar
Chanchal nain kataar de
Usda roop tez talwaar
Uske roop se katal huye to
Charcha shuru hua
Heyyy..

Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Oyeee..khat ke lai gaya
Khat ke lai gaya khat ke lai gaya

Hoye hoye hoye…
Jab bhi wo ladki khidki pe aaye
Koi usko dekh mare
Koi bin dekhe mar jaaye
Arre guzre gali mohalle se
To mela sa lag jaata tha
har ek aashiq eid manata
bhangda gaata tha
khatam na hota deewano ka
Jalsa shuru hua
Heyyy..
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Khat ke lai gaya khat ke lai gaya
Khat ke lai gaya

Meri bhari jawaani ve raajna jo ganne ki kori
Naina nu sambhale ae kar de roop mere di chori
Meri bhari jawaani ve raajna jo ganne ki kori
Naina nu sambhale ae kar de roop mere di chori
Naina nu sambhale ae kar de roop mere di chori

Arre bachpan se uska
Ek deewana tha
Jiska kaam gali ke aashiq pare hatana tha
Dil se jisko maan raha tha
Apne dil ki rani wo
Aur kisi pe hi yaaro marti thi marjani wo
Ek kahani khatam to dooja kissa shuru hua

Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Khat k lai gaya

Ooo..
Rang puredi rang rangeeli
Chail chabile naar
Chanchal nain kataar de
Usda roop tez talwaar
Uske roop se katal huye to
Charcha shuru hua

Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Hoyeee..

It is the dancing song from the film picturised on Shahid Kapoor and Kareena’s family. Nice punjabi vocals are used by Sonu Nigam in the song. This dance number can make anybody shaking on the floor.

Kehne ko Jashn e Bahara Hai from Jodha Akbar

Friday, August 22nd, 2008

Movie : Jodha Akbar
Singers : Javed Ali
Song : Kehne ko Jashn e Bahara Hai
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Hrithik Roshan and Aishwarya Rai
Music Director: A R Rehman

Kehne ko jashn e bahara hai
Ishq ye dekh ke hairaan hai
Kehne ko jashn e bahara hai
Ishq ye dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoi khoi si baatein hain
Hooo…
kehne ko jashn e bahara hai
Ishq ye dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahein kya hai sitam
Sochte hai ab ye hum
Koi kaisen kahen wo hain ya nahi hamaare
Karte to hain saath safar
Faasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinaare
Paas hai phir bhi paas nahi
Hum ko ye ghum raas nahi
Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoi khoi si baatein hain

Humne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Ye dastaan hamein waqt ne kaisi sunaai
Hum jo agar hai ghumgeen
Wo bhi udhar khush to nahi
Mulaakaton mein hai jaise ghul si gayi tanhaai
Milke bhi ham milte nahi
Khilke bhi gul khilte nahi
Aankhon mein hain bahaaren dil mein khiza
Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Dil mein khoi khoi si baatein hain
Hoooo…

Kehne ko jashn e bahara hai
Ishq ye dekh ke hairaan hain
Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

The song is a romantic number in the movie sung by Javed Ali. A very soft song which creates a beautiful enviornment. Javed Akhtar did a good job for this song.

Ik Baat Kahun Dildaara from Mission Istaanbul

Monday, July 14th, 2008

Movie : Mission Istaanbul
Singers : Javed Ali, Sunidhi Chauhan
Song : Ik Baat Kahun Dildaara
Lyricist : Shabbir Ahmed, Hamza Faruqui, Sameer, Mika Singh, Virag Mishra
Actors : Zayed Khan, Vivek Oberoi,Shabbir Ahluwalia, Shreya Saran, Shweta Bhardwaj
Music Director : Shamir Tandon, Chirantan Bhatt, Anu Malik

Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq

Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara

Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Tu shabnam main angaara, tere ishq ne mujhko maara
Tu shabnam main angaara, tere ishq ne mujhko maara
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq

Puchhunga khuda se ik din, kyun husn diya ye tujhko
Puchhunga khuda se ik din, kyun husn diya ye tujhko

Tauba na toote meri, kafir na bana de mujhko
Tauba na toote meri, kafir na bana de mujhko

Mera husn hai sabse pyara, mere ishq ne tujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Main shabnam tu angaara, mere ishq ne tujhko maara
Tu shabnam main angara, tere ishq ne mujhko maara

Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq, ye ishq ishq ishq

Deewanepan ki had se aage tu gujarta jaaye
Deewanepan ki had se aage tu gujarta jaaye
Rangeen mere chalne ki, rangat pe marta jaaye
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Tu ik aashiq awara, mere husn ne tujhko maara
Main ik aashiq awara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahu dildara, mere ishq ne tujhko maara
Main shabnam tu angara, mere ishq ne tujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara
Ik baat kahun dildara, mere ishq ne tujhko maara
Ik baat kahun dildara, tere ishq ne mujhko maara

Mission Istaanbul is entirely based on the concept of terrorists. In the movie, Zayed Khan is playing a role of a journalist who is in major problem related to his carrier and various threats from terrorists.