Archive for the ‘S P Balasubrahmanyam’ Category

Bahut pyar karte hain (Male) from Saajan

Friday, September 12th, 2008

Movie : Saajan
Singers : S P Balasubramaniam
Song : Bahut pyar karte hain (Male)
Lyricist : Sameer
Actors : Salman Khan, Madhuri Dixit, Sanjay Dutt
Music Director : Nadeem Saifee, Shravan Kumar

Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Kasam chahe le lo
Kasam chahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to
Batayenge sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Kasam chahe le lo
Kasam chahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam

Its another part of the first song ‘Mera Dil Bhi’. But this song is in the male version and it is sung by S P Balasubramaniam and its vocals are also liked by many people.

Dekha hai pehli baar from Saajan

Thursday, September 11th, 2008

Movie : Saajan
Singers : S P Balasubramaniam and Alka Yagnik
Song : Dekha hai pehli baar
Lyricist : Sameer
Actors : Salman Khan, Madhuri Dixit, Sanjay Dutt
Music Director : Nadeem Saifee, Shravan Kumar

Dekha hai pehli baar
Sajan ki aankho mein pyar
Ab jaake aaya mere bechain dil ko qarar
Dilbar tujhe milne ko kab se tha main beqarar
Ab jaake aaya mere bechain dil ko qarar
Dekha hai pehli baar
Sajan ki aankho mein pyar
Ab jaake aaya mere bechain dil ko qarar

Palkein jhukaun
Tujhe dil mein basaun
Ab bin tere main to
Kahin chain na paun
Palkein jhukaun
Tujhe dil mein basaun
Ab bin tere main to
Kahin chain na paun
Tu mera jigar hai
Tu meri nazar hai
Tu meri aarzu
Tu mera hamsafar hai
Dekha hai pehli baar
Sajan ki aankho mein pyar
Ab jaake aaya mere bechain dil ko qarar

Meri adayein
Ye meri jawani
Bas tere liye hai
Ye meri zindgani
Meri adayein
Ye meri jawani
Bas tere liye hai
Ye meri zindgani
Tu meri gazal hai
Tu mera tarana
Aa teri dhadkano pe
Likh dun dil ka fasana
Dekha hai pehli baar
Sajan ki aankho mein pyar
Dekha hai pehli baar
Sanam ki aankho mein pyar
Ab jaake aaya mere bechain dil ko qarar
Dilbar tujhe milne ko kab se thi main beqarar
Ab jaake aaya mere bechain dil ko qarar
Dekha hai pehli baar
Sajan ki aankho mein pyar

A good romantic song picturised on Salman Khan and Madhuri Dixit. In those days , most of Salman’s songs are sung by S P Balasubramaniam and he was well known with this voice only and his voice for Salman is liked by many people.