Archive for the ‘Shilpa Rao’ Category

Oya Oya Na Jaaga Main Na Soya from Horn Ok Pleassss

Monday, October 13th, 2008

Movie : Horn Ok Pleassss
Singers : Shilpa Rao and K K
Song : Oya Oya Na Jaaga Main Na Soya
Lyricist : Salim Bijnouri
Actors : Nana Patekar, Rimi Sen, Muzammil Ibrahim
Music Director : Lalit Pandit

Yaaro zara dua do
Bimaare dil ko koyi dawa do
Laake use mila do
Saanso ko meri zara hawa do
O oya oya oya oya
O oya oya oya oya
Na jaaga main na hi main soya
O oya oya oya oya

Yaaro zara dua do
Bimaare dil ko koyi dawa do
Laake use mila do
Saanso ko meri zara hawa do
O oya oya oya oya
O oya oya oya oya
Na jaaga main na hi main soya
O oya oya oya oya

Dekha tujhe to sambhal nahi paaya
Tere bina to mujhe jeena nahi aaya
Dekha tujhe to sambhal nahi paaya
Tere bina to mujhe jeena nahi aaya
Sochun main kya tere siwa
Ho gayi hai tu gumshuda
Hota nahi mujhe yakeen
Kaise ye kya ho gaya
O oya oya oya oya
O oya oya oya oya
Na jaaga main na hi main soya
O oya oya oya oya

Dil mein chhupi hai tumhare saari baatein
Hongi abhi to aisi kai mulakaatein
Dil mein chhupi hai tumhare saari baatein
Hongi abhi to aisi kayi mulakaatein
Kya naam hai batao na
Tum khud hi jaan jao na
Dekho karo na dillagi
Hona tha jo ho gaya
O oya oya oya oya
O oya oya oya oya
Na jaaga main na hi main soya
O oya oya oya oya

Yaaro zara dua do
Bimaare dil ko koyi dawa do
Laake use mila do
Saanso ko meri zara hawa do
O oya oya oya oya
O oya oya oya oya
Na jaaga main na hi main soya
O oya oya oya oya

Another normal track from the film in the voice of KK and Shilpa Rao. The lyrics of the song are written by Salim Bijnouri. It can be said as a dancing number also which can create mood to move your steps.

Love Me Baby Love Me Love Me Baby from Horn Ok Pleassss

Sunday, October 12th, 2008

Movie : Horn Ok Pleassss
Singers : Shilpa Rao and Earl E D
Song : Love Me Baby Love Me Love Me Baby
Lyricist : Farhad Sajid
Actors : Nana Patekar, Rimi Sen, Muzammil Ibrahim
Music Director : Lalit Pandit

Love me baby love me love me baby
Love me baby love me love me
Love me baby love me love me baby
Love me baby love me love me

Love me o love me baby
Paas paas aa jaayein
Lets rock the party baby
Thode naughty ho jaayein

yeah baby…
Love me o love me baby
Paas paas aa jaayein
Lets rock the party baby
Thode naughty ho jaayein

Khushnuma hai manzar manzar
Saamne hai dilbar tu soche kya
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru

Haule haule rozaana
Dole dil ye deewana
Aake mujhse meri raatein churaana
Thodi beqarari hai
Thodi si khumari hai
Ab to na chalega koi bahaana
Touch me now honey now
Kaise kya when and how tu soche kya
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru

Love me baby love me love me baby
Love me baby love me love me

Chhaaye ek nasha chhaaye
Jaaye pal ye na jaaye
Haaye bereham ye dil ka lagaana
Dhadke dil ye zoro se
Bhadke shole jismo se
Tadpe meri baahein
Ab aa bhi jaana
Masti ka hai mauka
Maar le tu chauka tu soche kya
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru

Love me o love me baby
Paas paas aa jaayein
Lets rock da party baby
Thode naughty ho jaayein
Khushnuma hai manzar manzar
Saamne hai dilbar tu soche kya
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru
Tu tu turu ho ja shuru

This is a soft song with a dancing feel to it in the voice of Shilpa Rao. Some rap vocals are also added by Earl
E D. Some kind of seductiveness is also added to the song by its lyricist.

Aayi Aayi Aayi Yappa Mamma from Goodluck

Monday, July 28th, 2008

Movie : Goodluck
Singers : Sukhvinder Singh and Shilpa Rao
Song : Main Sajda
Lyricist : Sameer
Actors : Aryeman, Sayali Bhagat, Ranvir Shorey, Lucky Ali
Music Director : Anu Malik

Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Tujhe pehloo mein, aaja bhar loon, main tujhpe mar loon, main sajda kar loon
Adayein meri wafayein meri tabassum mera tumhare liye
Tum hi se hai rahat tumhari rahat tumhari kasam rahat tumhari kasam
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Ishq mein jeena ishq mein marna ishq siva main kuch na karna
Har mausam hai ishq ka mausam ishq ke dum se tu na darna
Ishq hi karna, ishq hi karna, ishq hi karna

Nazar pe pehra jubaan pe pehra, nahi ho sakta ishq hai gehra
Tumhe sochti tumhe chaahti tumhe maangti aathon peher
Tum hi se hai saanse meri saanse meri jaan e man saanse meri jaan e man
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

This song is a slow romantic number in the film, which is sung by Sukhvinder Singh and Shipla Rao. Music of the film is not much impressive as compared to Anu Malik’s other compostion given in other movies.

Koi Na Jaane Kya Hoga from Hijack

Saturday, July 26th, 2008

Movie : Hijack
Singers : K K & Shilpa Rao
Song : Koi Na Jaane Kya Hoga
Lyricist : Kumaar
Actors : Shiney Ahuja, Esha Deol, Kaveri Jha
Music Director : Justin Uday

Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal

Dooba savera ho chhaaya andhera ho
Maula dikha de rasta
Ghum ka ye saaya ho
Khushiyon pe chhaaya ho
Maula dikha de rasta

Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal

Dooba savera ho chhaaya andhera ho
Maula dikha de rasta
Ghum ka ye saaya ho
Khushiyon pe chhaaya ho
Maula dikha de rasta

Waqt jo beeta hai yaad aa gaya
Aankhon mein baarishein barsa gaya
Wo din wo raatein, wo mulakaatein
Yaadon mein hai bas wo saari baatein
Rishte na toote ho
Daaman na chhute ho
Maula dikha de rasta
Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal

Khauff ke saaye mein hai zindagi
Har taraf hai khadi ye bebsi
Ab hai sahara
Bas in duaon ka
Ab tu hi modey rukh in hawaaon ka
Tukhko bulaaye ho
Sun le sadayein ho
Maula dikha de rasta

Koi na jaane kya hoga kal
Kaise honge aane waale pal

Dooba savera ho chhaaya andhera ho
Maula dikha de rasta
Ghum ka ye saaya ho
Khushiyon pe chhaaya ho
Maula dikha de rasta

The song is a kind of sad number in the film. This song shows that someone is worried about the future and asking to God for help.

Maula Khair Kare Rabba Khair Kare from Contract

Tuesday, July 22nd, 2008

Movie : Contract
Singers : Sukhwinder Singh & Shilpa Rao
Song : Maula Khair Kare Rabba Khair Kare
Lyricist : Prashant Pandey, Mehboob
Actors : Prasad Purandare, Sakshi Gulati
Music Director : Amar Mohile, Sana Kotwal, Bapi, Tutul

Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare

Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare

Na subah na shaam mein aankh khule na shankh hi use jagaave
Ho ho na subah na shaam mein aankh khule na shankh hi use jagaave
Par saari raat nahi sove wo hoye hoye par saari raat nahi sove wo
Wo nain mein jab koi bas jaave
Wo nain mein jab koi bas jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, Ho rabba khair kare
Ho maula, Ho rabba..
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare

Udan khatola na ud paave, khayaal yun ud jaave
Udan khatola na ud paave, khayaal yun ud jaaveSubah shaam wo aanan faanan

yaar se ja mil aave
Subah shaam wo aanan faanan yaar se ja mil aave
Ooo.. maula khair kare, rabba khair kare
Ooo.. maula khair kare, ho rabba
Ooo.. maula khair kare, ho rabba khair kare
Ooo.. maula khair kare, ho rabba khair kare

Aag aag se dil dar jaave
Hey hey hey…
Ishq ki aag mein phir jal jaave
Ho ho…

Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare

This song of movie is full of great zeal and fire. Voice of Sukhwinder Singh and Shilpa Rao create a great enthusiasm with some fast beats in it.

Khuda Jaane Ke Main Fida Hoon from Bachna Ae Haseeno

Wednesday, July 9th, 2008

Movie : Bachna Aye Haseeno
Singers : K.K. and Shilpa Rao
Song : Khuda Jaane Ke Main Fida Hoon
Lyricist : Anvita Dutt Guptan
Actors : Ranbir Kapoor, Katrina Kaif, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Minissha Lamba
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukhta Hoon
Kya Yeh Sab Ko Hota Hai

Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baatein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua

Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukhta Hoon
Kya Yeh Sab Ko Hota Hai

Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baatein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Khuda Jaane Ke Main Fida Hoon
Khuda Jaane Main Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Tu Kahe To Tere Hi Kadam Ke
Main Nishanon Pe
Chalun Rukun Ishaare Pe
Tu Kahe To Khwabon Ka Bana Ke
Main Bahana Sa
Mila Karun Sirhaane Pe
Ho Tum se Dil Ki Baatein Seekhi
Tum Se Hi Yeh Raahein Seekhi
Tum Pe Mar Ke Main To Jee Gaaya

Khuda Jaane Ke Main Fida Hoon
Khuda Jaane Mein Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Dil Kahe Ke Aaj To Chupa Lo Tum
Panahon Mein
Ke Dar Hai Tum Ko Kho Doonga
Dil Kahe Sambhal Zara Khushi Ko
Na Nazar Laga
Ke Darr Hai Mein To Ro Doonga

O Karti Hoon Sau Vaade Tum Se
Baandhe Dil Ke Dhaage Tum Se
Yeh Tumhe Na Jaane Kya Hua

Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Mein Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukhta Hoon
Kya Yeh Sab Ko Hota Hai

Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Baatein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua

Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon
Khuda Jaane Mein Mitt Gaya
Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda

After a big failure of Saawariya, Ranbir Kapoor is now ready to rock with this new movie. The movie is all about a guy who fell in love with three beautiful girls.