Archive for the ‘Sukhwinder Singh’ Category

Haule Haule Ho Jayega Pyar from Rab Ne Bana Di Jodi

Wednesday, November 12th, 2008

Movie : Rab Ne Bana Di Jodi
Singers : Sukhwinder Singh
Song : Haule Haule Ho Jayega Pyar
Lyricist : Jaideep Sahni
Actors : Shahrukh Khan, Anushka Sharma
Music Director : Salim Merchant, Sulaiman Merchant

 

 

 

 

 

Haule haule Haule haule
Haule haule Haule haule
Haule haule se hawa lagti hai
Haule haule se dawa lagti hai
Haule haule se dua lagti hai haan

Haaye haule haule chanda badhta hai
Haule haule ghoonghat uthta hai
Haule haule se nasha chadhta hai haan
Tu sabar to kar mere yaar
Zara saans to le dildaar
Chal fikar nu goli maar yaar hai din jindadi de chaar

Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule Haule haule haule
Haule haule Haule haule haule haule
Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar

Ishqe di galiyaan tang hain
Sharmo sharmile band Hai
Khud se khud ki kaise ye jung hai
Pal pal ye dil ghabraaye
Pal pal ye dil sharmaaye
Kuchh kehta hai aur kuchh kar jaaye
Kaisi ye peheli mua dil mar jaana
Ishq mein jaldi bada jurmana
Tu sabar to kar mere yaar
Zara saans to le dildaar
Chal fikar nu goli maar yaar hai din jindadi de chaar

Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule Haule haule
Haule haule Haule haule
Haaye Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyssar

Rab da vi rab koi hona
Kare koi yun jaadu tona
Maan jaaye maan jaaye haaye mera sona
Rab de sahaare chalde
Na hai kinaare chalde
Doli hai na kahare chalde
Kya keh ke gaya tha shayar wo siyaana
Aag ka dariya doob ke jaana
Tu sabar to kar mere yaar
Zara saans to le dildaar
Chal fikar nu goli maar yaar hai din jindadi de chaar

Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule Haule haule  haule haule
Haule haule Haule haule
Haaye Haule haule ho jayega pyar chal yaar
Haule haule ho jayega pyar
Haule haule se dua lagti hai haan

 

 

 

 

It is a song from the film ‘Rab Ne Bana Di Jodi’ starring Shahrukh Khan and a newcomer Anushka Sharma. This is a Yash Raj films and the direction of the film is done by Aditya Chopra who had given many hits with Shahrukh Khan.

Jogi Maahi Heer Raanjhna from Bachna Ae Haseeno

Sunday, October 26th, 2008

Movie : Bachna Ae Haseeno
Singers : Sukhvinder Singh, Shekhar Ravjiani & Himani Kapoor
Song : Jogi Maahi Heer Raanjhna
Lyricist : Anvita Dutt Guptan
Actors : Ranbir Kapoor, Katrina Kaif, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Minissha Lamba
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

 

 

 

 

 

Suno ik thi kaanch ki gudiya
Suno ik thi pyaar ki pudiya
Sadke us pyaar ke

Suno ik tha pind da shera
Aaya kas ke baandh wo sehra
Sadke us yaar ke

Suno ik thi kaanch ki gudiya
Suno ik thi pyaar ki pudiya
Sadke us pyaar ke

Suno ik tha pind da shera
Aaya kas ke baandh wo sehra
Sadke us yaar ke

Saji thi doli wo
Chadha tha ghodi wo
Khoya jaane kahan inna sona pyaar baliye
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna

Dil thaame hue wo tha khada chupke se yun
Door baithe hue umra gaiyaan jaane na tu
Deewane ne di jawaani
Ke har ghum tu bhula de
Deta hi raha sadaayein
Ke dil se tu bula le

O chhad de ve zidd hun
Chhajje utthe aaja hun
Dil toota janda sun pyaar dulya
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna

Dholna ve bol na
Jind meri jind meri hun te aaja
Jind meri jind meri hun te aaja
Jado da rus gaya khuda bhi bhul gaya
Jinda di jaan di hai dholna

Wo jaane kahan gum ho gayi phir na mili
Jo phoolon si thi rus hi gayi phir na khili
Pyaar maanga tha maine rab se
Wo rehta tha yahin pe
Maangu main yehi duaein
Laut aaye wo kahin se

O chhad de ve zidd hun
Chhajje utthe aaja hun
Dil toota janda sun pyaar dulya
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna

Suno ik thi kaanch ki gudiya
Suno ik thi pyaar ki pudiya
Sadke us pyaar ke

Suno ik tha pind da shera
Aaya kas ke baandh wo sehra
Sadke us yaar ke

Saji thi doli wo
Chadha tha ghodi wo
Khoya jaane kahan inna sona pyaar baliye
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna
Dholna bolna

Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna
Jogi maahi heer raanjhna
Sab noo jaake main ye bolna
Baat bol ke raaz kholna

 

 

 

The song is a kind of dancing song which is sung in the heart throbing voice of Sukhvinder Singh. This dance number is a wedding song which is picturised on Ranbir, Minissha Lamba and Kunal Kapoor.

Fashion Ka Hai Ye Jalwa from Fashion

Thursday, September 25th, 2008

Movie : Fashion
Singers : Sukhwinder Singh, Satya Hinduja & Robert Bob Omulo
Song : Fashion Ka Hai Ye Jalwa
Lyricist : Sandeep Nath
Actors : Priyanka Chopra, Kangna Ranaut, Mugdha Godse, Arbaaz Khan
Music Director : Salim Merchant, Sulaiman Merchant

Jalwa jalwa
Jalwa..
Jalwa jalwa jalwa jalwa

Jismo ka hai ye jalwa
Kismo ka hai ye jalwa
Shohrat bhi de ye jalwa
Maqsad bhi de ye jalwa

Dilkash lage ye jalwa
Maikash lage ye jalwa
Nasha hi nasha ye jalwa
Maza hi maza…
Nasha hi nasha…
Jalwa

Aag si rawaniyaan
Leti hai angadaiyaan
Ye jala de dilon mein chingariyaan
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa

Hai ada ka nazrana
Har zuban ka afsaana
Har kisi pe chhaa jaana
Ha ye jalwa ha ye jalwa
Kar de sabko mastana
Hai zamana deewana
Din mein taare dikhlata
Haye ye jalwa haye haye ye jalwa

Aag si rawaniyaan
Leti hai angadaiyaan
Ye jala de dilon mein chingariyaan
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa

Isne sabko bharmaya
Hai adam iski maaya
Koi bhi bach na paaya
Ha ye jalwa ha ha ye jalwa
Aasmaan bhi dikhlaaya
Zameen pe bhi le aaya
Dhyan isne karwaya
Ha ye jalwa haye ye jalwa

Aag si rawaniyaan
Leti hai angadaiyaan
Ye jala de dilon mein chingariyaan
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa

Fashion is a story which is based on the life of female models who can do anything to be famous in the modelling world. It is a Madhur Bhandarkar film who is well known director of bollywood for making social movies.

Dil Mein Mere Hai Dard E Disco from Om Shanti Om

Saturday, September 13th, 2008

Movie : Om Shanti Om
Singers : Sukhvinder Singh
Song : Dil Mein Mere Hai Dard E Disco
Lyricist : Vishal Dadlani
Actors : Shahrukh Khan, Arjun Rampal, Shreyas Talpade, Deepika Padukone.
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Wo haseena wo neelam pari
Kar gayi kaisi jaadugari
Neend in aankhon se cheen li
Haaye dil mein bechainiya hain bhari

Wo haseena wo neelam pari
Kar gayi kaisi jaadugari
Neend in aankhon se cheen li
Haaye dil mein bechainiya hain bhari
Main bechara hoon awaara
Bolo samjhaun main ye ab kis kis ko

Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco
Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco

Oh faslein gul thi
Gulposhiyon ka mausam tha
Hum par kabhi sargoshiyon ka mausam tha
Aaha..
Faslein gul thi
Gulposhiyon ka mausam tha
Hum par kabhi sargoshiyon ka mausam tha

Kaisa junoon khwaabon ki anjuman mein tha
Kya main kahon kya mere baagpan mein tha
Ranjish ka chala tha fuvvara
Phoota jo khwaab ka gubbara
Ab phirta hoon main
London Paris New York L A San Fransico

Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco
Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco

Dard e disco come on now lets go
Dard e disco come on now lets go
Dard e disco come on now lets go
Dard e disco come on now lets go
Dard e disco come on now lets go

Lamha lamha armaano ki farmaaish thi
Lamha lamha zurrrat ki aajmaish thi
Hoo…
Lamha lamha armaano ki farmaaish thi
Lamha lamha zurrrat ki aajmaish thi
Abr e karam gir gir ke mujhpe barsa tha
Abr e karam barsa to tab main tarsa tha

Phir kyun na hua mazar mera
Wo mera sanam dilbar mera
Dil tod gaya mujhe chod gaya
Wo pichhle mahine ki chhabbis ko

Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco
Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco

Wo haseena wo neelam pari
Kar gayi kaisi jaadugari
Neend in aankhon se cheen li
Haaye dil mein bechainiya hain bhari
Main bechara hoon awaara
Bolo samjhaun main ye ab kis kis ko

Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco
Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco
Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco
Dil mein mere hai, dard e disco
Dard e disco, dard e disco

A dancing song from the film which is picturised on Shahrukh Khan. It can also be said as a hit song of the film which is composed by Vishal Shekhar. The song is also picturised in a remix version at the end of the film.

Ye hindustan hai ye hindustan hai from Black and White

Wednesday, August 27th, 2008

Movie : Black and White
Singers : Udit Narayan
Song : Ye hindustan hai ye hindustan hai
Lyricist : Ibrahim Ashq
Actors : Anil Kapoor, Anurag Sinha, Aditi Sharma
Music Director : Sukhwinder Singh

Jise log kehte hai hindustan hai
Yahi apne khwaabon ka pyara jahan hai
Kai mazhabo ka yahan ek nishan hai
Ye hindustan hai ye hindustan hai
Ye hindustan hai ye hindustan hai

Jise log kehte hai hindustan hai
Yahi apne khwabon ka pyaara jahan hai
Kai mazhabo ka yahan ek nishan hai
Ye hindustan hai ye hindustan hai
Ye hindustan hai ye hindustan hai

Hoo..hoo..

Yahan koi seeta hai radha hai koi
Koi chand biwi hai rasiya hai koi

Kisan hai koi to koi Ram bhi hai
Mohabbat hamara hi paigham bhi hai
Niraala yahan ka har ek naujawan jai
Ye hindustan hai ye hindustan hai
Ye hindustan hai ye hindustan hai

Ye hasta hua muskurata chaman hai
Yahan zindagi ka naya baagpan hai
Nayi hai umang naya josh bhi hai
Magar josh ke saath mein hosh bhi hai
Har ek mod par dil hamara jawan hai
Ye hindustan hai ye hindustan hai
Ye hindustan hai…

Allaah Ishwar..
Allah Ishwar tero naam
Allah Ishwar tero naam
Allah Ishwar tero naam
Tero naam

Jise log kehte hai hindustan hai
Yahi apne khwaabon ka pyara jahan hai

The song can be said as a patriotic song which is sung by Udit Narayan with some chorus along with his voice. Sukhwinder Singh have created good music in this song.

Main Chala Main Chala from Black and White

Tuesday, August 26th, 2008

Movie : Black and White
Singers : Sukhvinder Singh
Song : Main Chala Main Chala
Lyricist : Ibrahim Ashq
Actors : Anil Kapoor, Anurag Sinha, Aditi Sharma
Music Director : Sukhwinder Singh

Main chala main chala
Is gali us gali
Is dagar us dagar
Is taraf us taraf
Saath mere chale zindagi ka safar

Main chala main chala
Is gali us gali
Is dagar us dagar
Is taraf us taraf
Saath mere chale zindagi ka safar
Main chala main chala

Ajnabee raste, ajnabee hai jahan
Main kahan se kahan aa gaya hun yahan

Ajnabee raste, ajnabee hai jahan
Main kahan se kahan aa gaya hun yahan
Saath rango ki hai teri duniya haseen
Hai ujala kahin to andhera kahin
Hai kahin shaam to kyun kahin hai sehar
Main chala main chala

Kaisi hai uljhane kaise halat hain
Dil main umdhe ye kaise jazbaat hain

Kaisi hai uljhane kaise halat hain
Dil main umdhe ye kaise jazbaat hain
Hai dhuan hi dhuan raaston ke nishan
Har kadam par mere hausle hain jawan
Meri manzil mujhe aa rahi hai nazar

Main chala main chala
Is gali us gali
Is dagar us dagar
Is taraf us taraf
Saath mere chale zindagi ka safar

Main chala main chala
Main chala main chala

The song is showing the feelings of a person that he feels an enviornment of loneliness around him. The lyrics written by Ibrahim Ashq are good to feel such enviornment.

Jogi Aaya Re Jogi Aaya Re from Black and White

Tuesday, August 26th, 2008

Movie : Black and White
Singers : Sadhna Sargam & Sukhvinder Singh
Song : Jogi Aaya Re Jogi Aaya Re
Lyricist : Ibrahim Ashq
Actors : Anil Kapoor, Anurag Sinha, Aditi Sharma
Music Director : Sukhwinder Singh

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re, jogi aaya
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Heere moti prem ke anokhe laya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Heere moti prem ke anokhe laya re
Jogi aaya jogi aaya

Saari jholi pyaar se wo bhar laaya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Saari jholi pyaar se wo bhar laaya re
Jogi aaya

Jogi tera rang anokha, Jogi tera rang anokha
Pyara lage hai tera dhoka
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Jogi aaya re jogi aaya re
Jogi aaya re jogi aaya re

Man chanchal hai prem ka rogi
Man chanchal hai prem ka rogi
Mujhko rang laga de jogi
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Tere roop ki dhoop nirali
Tere roop ki dhoop nirali
Chamak uthi main bholi bhali
Jogi aaya jogi aaya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re
Heere moti prem ke anokhe laaya re
Saari jholi pyaar se wo bhar laaya re
Saari jholi pyaar se wo bhar laaya re
Jogi aaya..

The song is a soft song sung by Sadhna Sargam & Sukhvinder Singh. Music given in the song is too soft with some tabla sound and classical enviornment in it.

Ho Ni Main Peer Manava from Black and White

Tuesday, August 26th, 2008

Movie : Black and White
Singers : Sukhvinder Singh & Shradha Pandit
Song : Ho Ni Main Peer Manava
Lyricist : Ibrahim Ashq
Actors : Anil Kapoor, Anurag Sinha, Aditi Sharma
Music Director : Sukhwinder Singh

Ni main..
Peer manava peer manava peer manava
Sau sau
Dheg chadhava peer manava
Jaavan vari jaavan main, Jaavan vari jaavan
Gaavan mangal gaavan main, Gaavan mangal gaava

Ho ni main peer manava, Ho sau sau dheg chadhava
Ho jaavan vari jaavan, Ho gaavan mangal gaavan
Ho ni main
Ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Jaavan vari jaavan, Gaavan mangal gaavan
Ni main

Angne mein aayi bahaar, Mehendi rang layi
Mehendi ke rang hai hazar,Mehendi rang layi
Mehendi ke mehendi ke, Mehendi ke rang hai hazar
Mehendi rang layi

Kajra lagao koi bindiya sajaao
Hoo.. ho..
Nazare utarun kala teeka lagaao
Hoo.. ho..
Badhta hi jaaye khumaar, Mehendi rang layi
Jeevan ka hai ye singaar, Mehandi rang layi
Ho ni main
Ho ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Ho jaavan vari jaavan, Ho gaavan mangal gaavan
Ho ni main

Hasne lage to lelo iski balainya
Phoolon ke gajaro se bhar lo kalaiyan
Badta hi jaaye khumar, Mehendi rang layi
Ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Jaavan vari jaavan, Gaavan mangal gaavan

Khair mangi sajan maine teri
Dua na koi aur mangi
Khair mangi sajan maine teri
Dua na koi aur mangi
Hove sajana di umar la meri
Hove sajana di umar na ve levi
Dua na koi aur mangi
Khair mangi sajan maine teri
Dua na koi aur mangi

Ho ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Ho jaavan vari jaavan, Ho gaavan mangal gaavan

Ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Ho jaavan vari jaavan, Ho gaavan mangal gaavan
Ni main peer manava, Sau sau dheg chadhava
Ho jaavan vari jaavan, Ho gaavan mangal gaavan
Ho ni main..

The film is directed by Subhash Ghai. It is a story based on the concept of terror and patriotism. The film moves around a muslim boy who is trained to plan a bomb near Red Fort, Delhi.

Banku Bhaiya Kabhi Na Haare from Bhootnath

Wednesday, August 20th, 2008

Movie : Bhootnath
Singers : Sukhvinder Singh
Song : Banku Bhaiya Kabhi Na Haare
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Amitabh Bachchan, Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Aman Siddiqui, Rajpal Yadav
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Banku bhaiya
Banku bhaiya kabhi na haare
Banku bhaiya
Kar dete hain vaade nyare
Banku bhaiya
Are chakar pe chakar chalate hain
Hamre Banku Bhaiya

Atka de jhatka de
Hathi bhi aaye to ulta hi latka de
Banku bhaiya

Aa re re re re re re

Banku bhaiya
Banku bhaiya kabhi na haare
Banku bhaiya
Kar dete hain vaade nyare
Banku bhaiya
Are chakar pe chakar chalate hain
Hamre banku are banku are banku bhaiya

Din mein dikha dete hain ab taare
Raat mein suraj ke nazare
Ulti ganga ulte dhaare
Kaho to karde
Bhoot unse bhage ghabrakar
Jo nahin mane dekh le aa kar
Gagar mein wo pura sagar
Kaho to bhar de

Hey unko koi jo dekhe to
Koi jo jaane to
Daton mein ungli daba le
Unke kam nirale hain Chakrane waale hain
Aise gunwale hain Banku Bhaiya

Banku bhaiya
Banku bhaiya kabhi na haare
Banku bhaiya
Kar dete hain vaade nyare
Banku bhaiya
Are chakar pe chakar chalate hain
Hamre Banku Bhaiya

Oye Oye Oye

Taad pe chadke aam na tode
Patthar se paani ko nichode
Sher ki dum pakde to na chode
Aise hain wo
Are lohe ko chutki se masal de
Nadi ke upar paidal chalde
Unko samundar meetha jal de
Aise hain wo

Dekho lambe na mote hain
Kehne ko chote hain
Lekin bade hain iraade
Dekho kaun wo rustam hain
Usme itna dum hai
Unko harate hain
Banku Bhaiya

Banku bhaiya
Banku bhaiya kabhi na haare
Banku bhaiya
Kar dete hain vaade nyare
Banku bhaiya
Are chakar pe chakar pe chakar pe chakar chalate hain
Hamre Banku Bhaiya

Atka de jhatka de
Hathi bhi aaye to ulta hi latka de
Banku bhaiya
Banku bhaiya Banku bhaiya
Banku bhaiya

Aman Siddiqui is a child artist in the movie. He had done some advertisement and some TV series also. The song ‘Banku Bhaiya’ is sung by Sukhvinder and is also very enjoyable song of the film.

Dil Dance Maare Re from Tashan

Tuesday, August 19th, 2008

Movie : Tashan
Singers : Sukhwinder Singh, Udit Narayan & Sunidhi Chauhan
Song : Dil Dance Maare Re
Lyricist : Piyush Mishra
Actors : Saif Ali Khan, Akshay Kumar, Anil Kapoor and Kareena Kapoor
Music Director : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

White white face deke
Dilwa beating fast sasura
Jaan se maare re…
Are..
White white face deke
Dilwa beating fast sasura
Jaan se maare re
Hoo..
White white face deke
Aah..
White white face deke
Dilwa beating fast sasura
Jaan se maare re
O very o very
O very happy in my heart
Dil dance maare re
Very happy in my heart
Dil dance maare re
Dil dance maare, dance maare
Dil ye dance maare
O very happy in my heart
Dil dance maare re
I cant stop my feet, cant stop my feet
Julamwa kare hai zaalim beat
I cant stop my feet
Julamwa kare hai zaalim beat
Kadakti heat mein ban ja dheeth
Naina se nain mila re
Baat dil ki na chhupa re
O aaja mujhko tu bata re
O very happy happy happy
O very happy in my heart
Dil dance maare re
Very happy in my heart
Dil dance maare re
Dil dance maare, dance maare
Dil ye dance maare
O very happy in my heart
Dil dance maare re

Ho..
Rose ki jaisan pink pink
Humre gaal gulabi
Sky ke jaisan blue blue hi tohra nain sharabi
Bhola chehra jaise moon
Kaali zulfein jaise cloud
Ab na aur chhupaaya jaye
Dhadkan ho gayi very loud
Dhadkan ho gayi very loud
Dhadkan ho gayi very loud
Hoye, tohre dil ka theatre ma
Tohre dil ka theatre ma
Dil deewana booking advance maare re
Aa.. humre dil ka theatre ma
Dil deewana booking advance maare re
O very, o very, o very
O very happy in my heart
Dil dance maare re
Very happy in my heart
Dil dance maare re
Dil dance maare dance maare
Dil ye dance maare
O very happy in my heart
Dil dance maare re
White white face deke
Dilwa beating fast sasura
Jaan se maare re

Aah..
White white face deke
Dilwa beating fast sasura
Jaan se maare re…
O very, oh very
O very happy in my heart
Dil dance maare re
Very happy in my heart
Dil dance maare re
Dil dance maare dance maare
Dil ye dance maare
O very happy in my heart
Dil dance maare re

This song is a dancing number and also an enjoyable song of the movie. In the picturisation of the song, Akshay, Saif and Kareena are looking different from their characters and can not be easily recognizable. Well the song is in the full dancing mood created by all three singers.

Dil Haara Re Dil Haara from Tashan

Monday, August 11th, 2008

Movie : Tashan
Singers : Sukhvinder Singh
Song : Dil Haara Re Dil Haara
Lyricist : Piyush Mishra
Actors : Saif Ali Khan, Akshay Kumar, Anil Kapoor and Kareena Kapoor
Music Director : Vishal- Shekhar

Pagal manwa, kaise bhaage re
Pagal manwa
Tabad tod naach lu naach lu naach lu
Naach lu re
Ho oh
Chappan taare tod naach lu
Suraj chanda mod naach lu
Ab to tabad tod naach lu
Main da banjara re
Ho oh
Chappan tare tod naach lu
Suraj chanda mod naach lu
Ab to tabad tod naach lu
Main da banjara re

Banke aawara main kis mele mein pahunch gaya hu
Koi to roko, kho jau re
Masti ka maara main kya bolu ye kise kahu main
Dil ka main haara ho jau re
Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Oh yaara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara

Aaj hathe mein har ek halat se aage
Zubani baat se aage chala aaya
Har taare ki aankh mein aankhe daale
Chandni raat se aage chala aaya
Kisko bolu main kaise bolu main
Koi mujhko bata ke ja
Koi to bata jaye
Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Oh yaara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara

Oh ho
Rasta bola re ki thak jayega
Beech mein ruk jayega, abhi ruk ja
Are aage jake garaj ke aandhi hogi
Garaj ke toofan hoga abhi ruk ja
Main to deewana, bola aa jana
Dono sang mein chalenge ha
Aa bhi ja, tu aaja re
Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Oh yaara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara

Tabad tod naach lu hoye
Dil haara
Dil haara
Dil haara re Dil haara re
Dil haara haara dil haara haara main haara
Dil haara re
Dil haara re dil haara re
Main yaara re Main yaara re
Dil haara haara main yaara
Dil haara haara main yaara

This song is the dancing track of the movie. The song is picturised on Saif Ali Khan and Kareena in a dream sequence. It is a popular song of the movie and most people liked it very much.

Aayi Aayi Aayi Yappa Mamma from Goodluck

Monday, July 28th, 2008

Movie : Goodluck
Singers : Sukhvinder Singh and Shilpa Rao
Song : Main Sajda
Lyricist : Sameer
Actors : Aryeman, Sayali Bhagat, Ranvir Shorey, Lucky Ali
Music Director : Anu Malik

Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Tujhe pehloo mein, aaja bhar loon, main tujhpe mar loon, main sajda kar loon
Adayein meri wafayein meri tabassum mera tumhare liye
Tum hi se hai rahat tumhari rahat tumhari kasam rahat tumhari kasam
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Ishq mein jeena ishq mein marna ishq siva main kuch na karna
Har mausam hai ishq ka mausam ishq ke dum se tu na darna
Ishq hi karna, ishq hi karna, ishq hi karna

Nazar pe pehra jubaan pe pehra, nahi ho sakta ishq hai gehra
Tumhe sochti tumhe chaahti tumhe maangti aathon peher
Tum hi se hai saanse meri saanse meri jaan e man saanse meri jaan e man
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

This song is a slow romantic number in the film, which is sung by Sukhvinder Singh and Shipla Rao. Music of the film is not much impressive as compared to Anu Malik’s other compostion given in other movies.

Maula Khair Kare Rabba Khair Kare from Contract

Tuesday, July 22nd, 2008

Movie : Contract
Singers : Sukhwinder Singh & Shilpa Rao
Song : Maula Khair Kare Rabba Khair Kare
Lyricist : Prashant Pandey, Mehboob
Actors : Prasad Purandare, Sakshi Gulati
Music Director : Amar Mohile, Sana Kotwal, Bapi, Tutul

Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare

Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare
Maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare

Na subah na shaam mein aankh khule na shankh hi use jagaave
Ho ho na subah na shaam mein aankh khule na shankh hi use jagaave
Par saari raat nahi sove wo hoye hoye par saari raat nahi sove wo
Wo nain mein jab koi bas jaave
Wo nain mein jab koi bas jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Maula khair kare, Ho rabba khair kare
Ho maula, Ho rabba..
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare

Udan khatola na ud paave, khayaal yun ud jaave
Udan khatola na ud paave, khayaal yun ud jaaveSubah shaam wo aanan faanan

yaar se ja mil aave
Subah shaam wo aanan faanan yaar se ja mil aave
Ooo.. maula khair kare, rabba khair kare
Ooo.. maula khair kare, ho rabba
Ooo.. maula khair kare, ho rabba khair kare
Ooo.. maula khair kare, ho rabba khair kare

Aag aag se dil dar jaave
Hey hey hey…
Ishq ki aag mein phir jal jaave
Ho ho…

Aag aag se dil dar jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave
Maula khair kare, rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare
Ho maula khair kare, ho rabba khair kare

This song of movie is full of great zeal and fire. Voice of Sukhwinder Singh and Shilpa Rao create a great enthusiasm with some fast beats in it.