Mar Jawaan Mar Jawaan from Fashion

Movie : Fashion
Singers : Shruti Pathak & Salim Merchant
Song : Mar Jawaan Mar Jawaan
Lyricist : Irfan Siddique
Actors : Priyanka Chopra, Kangna Ranaut, Mugdha Godse, Arbaaz Khan
Music Director : Salim Merchant, Sulaiman Merchant

Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan

Bheege bheege sapno ka jaisa khat hai
Haaye geeli geeli chaahat ka jaise lat Hai
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan

Soche dil ke aisa kaash ho
Tujhko ek nazar meri talash ho
Jaise khwaab hai aankhon mein base meri
Waise neendo pe silvate pade teri
Bheegi bheegi armaano ki raahat hai
Haaye geeli geeli khwaahish bhi to behad hai ye
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan

It can be said as a soft number which is in the voice of Shruti Pathak & Salim Merchant. Nice sad feelings are given to this song by the lyricist of the film Irfan Siddique.

One Response to “Mar Jawaan Mar Jawaan from Fashion”

  1. pratibha Says:

    it is an awsome song

Leave a Reply