Mujh Me Zinda Hai Wo from Ek Vivaah Aisa Bhi

Movie : Ek Vivaah Aisa Bhi
Singers : Shaan and Shreya Ghosal
Song : Mujh Me Zinda Hai Wo
Lyricist : Ravindra Jain
Actors : Sonu Sood, Isha Koppikar
Music Director : Ravindra Jain

Tujhe waqt kahe re
Ye duniya waale
Ek pal bhi kahin par
Na rukne waale
Pyar se rakhna
Japan se rakhna
Har pal use sambahle
Ab meri amaanat tere hawaale
Ab meri amaanat tere hawaale

Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main

Meri duniya hai wo
Uski duniya hoon main
Meri duniya hai wo
Uski duniya hoon main

Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main
Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main

Sa re ma pa dha sa re sa dha pa ma re sa re dha re
Sa re ma re ma pa dha pa dha sa

Man anuraagi
Bhayo re bairaagi
Man anuraagi
Bhayo re bairaagi
Sawar son lagan mori laagi
Sawar son lagan mori laagi
Man anuraagi
Bhayo re bairaagi aa…
Man anuraagi
Bhayo re bairaagi

Uske jaisa koi doosra hai kahan
Naaz rangat pe uski kare gulsitan
Uske chaaron taraf khushbuon ka jahaan
Uske chaaron taraf khushbuon ka jahaan

Uski khushboo liye
Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main

Ho ji ho, ho ji ho
Ho ji ho, ho ji ho

Roop itna hai lekin sawaara nahi
Shauk se aaina bhi nihaara nahi
Usko tareef sunna gawaara nahi
Usko tareef sunna gawaara nahi
Uski tareef mein phir bhi gaata hun main
Uski tareef mein phir bhi gaata hun main
Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main

Aa aa… hmm ooo…
Apni duniya mein wo wapas ayegi kab
Aa. aa..
Sooni sooni jagah ko sajayegi kab
Haa haan
Sur mere sur mein aa kar milayegi kab
Sur mere sur mein aa kar milayegi kab
Uski awaz ka pyasa pyasa hun main

Meri duniya hai wo
Uski duniya hoon main
Meri duniya hai wo
Uski duniya hoon main

Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main
Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main
Mujh me zinda hai wo
Usme zinda hoon main

Rajshri Productions are famous in the bollywood for making such kind of romantic relationsips. Previous film of Rajshri Production was ‘Vivah’ in 2006 starring Shahid Kapoor and Amrita Rao.

Leave a Reply