Na Chaahoon Sona Chaandi from Bobby
Movie : Bobby
Singers : Manna Dey, Shailendra singh and Lata Mangeshkar
Song : Na Chaahoon Sona Chaandi
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Pran
Music Director : Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Na chaahoon sona chaandi
na chaahoon heera moti
Ye mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi
na maangoon ghoda gaadi
Ye to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re sahiba
Pyaar mein sauda nahi
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re sahiba
Pyaar mein sauda nahi
Na chaahoon sona chaandi
na chaahoon heera moti
Ye mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi
na maangoon ghoda gaadi
Ye to hain bas naam ke
Deta hai dil de badle mein dil ke
Deta hai dil de badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re sahiba
Pyaar mein sauda nahi
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re sahiba
Pyaar mein sauda nahi
Na jaanu mulla kaazi
na jaanu Kaaba Kashi
Main to hoon prem pyasa re
Mere sapnon ki rani
hogi tumko hairani
Main to tera deewana re
Deti hai dil de badle mein dil ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re sahiba
Pyaar mein sauda nahi
Ghe ghe ghe ghe ghe ghe re sahiba
Pyaar mein sauda nahi
Pyaar mein sauda nahi
Another beautiful track from the film which is in the voice of Manna Dey, Shailendra Singh and Lata Mangeshkar. Most of the songs of the film are sung by Shailendra Singh and Lata and all the songs became much popular in the bollywood history.