Nathani Utaro Sambhal Ke Piya from Horn Ok Pleassss
Movie : Horn Ok Pleassss
Singers : Sunidhi Chauhan and Toshi
Song : Nathani Utaro Sambhal Ke Piya
Lyricist : Shrirang Godbole
Actors : Nana Patekar, Rimi Sen, Muzammil Ibrahim
Music Director : Lalit Pandit
Tum jis gali se parda utha ke guzar gaye
Kuchh marke zinda ho gaye
Kuchh jee ke mar gaye
Nathani utaro sambhal ke piya
Raatein guzaro machal ke piya
Niyat ka sauda hai
Dekho kya jalwa hai
Jee ko na maaro piya
Niyat ka sauda hai
Dekho kya jalwa hai
Jee ko na maaro piya
Nathani utaro sambhal ke piya
Raatein guzaro machal ke piya
Niyat ka sauda hai
Dekho kya jalwa hai
Jee ko na maaro piya
Niyat ka sauda hai
Dekho kya jalwa hai
Jee ko na maaro piya
O yaara re o yaara re
O yaara re o yaara re
O yaara teri preet ne maara re
O yaara teri preet ne maara re
Lutne bhi ik maza hai maja hai
Maja hai maja hai
Chadhke na utre ye aisa nasha hai
Nasha hai nasha hai
Doob kar dekh le
Mastiyon ka kuan hai
Fursat ka mauka hai fir kisne roka hai
Dubki laga lo piya
Fursat ka mauka hai fir kisne roka hai
Dubki laga lo piya
O yaara re o yaara re
Shabnam ka katra jalaa hai
Jalaa hai jala hai jalaa hai
Ye ishq meethi balaa hai
Balaa hai balaa hai balaa hai
Jism ko sek le dil badaa diljalaa hai
Seene mein dehka hai
Jeene ko kehta hai hasrat nikaalo piya
Jeene ko kehta hai hasrat nikaalo piya
Nathani utaro sambhal ke piya
Raatein guzaro machal ke piya
Niyat ka sauda hai
Dekho kya jalwa hai
Jee ko na maaro piya
Niyat ka sauda hai
Dekho kya jalwa hai
Jee ko na maaro piya
Jee ko na maaro piya
Jee ko na maaro piya
Jee ko na maaro piya
This soft song in the voice of Sunidhi Chauhan is also a good number to listen. The song is can be said as a
romantic number and some seducing kind of touch is given to it by the lyricist.
No Responses to “Nathani Utaro Sambhal Ke Piya from Horn Ok Pleassss”
Please Wait
Leave a Reply