Saheli Jaisa Saiyaan from U Me Aur Hum

Movie : U Me Aur Hum
Singers : Sunidhi Chauhan
Song : Saheli Jaisa Saiyaan
Lyricist : Munna Dhiman
Actors : Ajay Devgan and Kajol Devgan
Music Director : Vishal Bharadwaj

Na na na na na na
Ho maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan
Ho maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan
Mua palle pada, paheli jaisa saiyaan
Paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan
Bhoola bhoola sa rehta hai, jhoola jhoola sa rehta hai
Nayi dilli main, bareli jaisa saiyaan
Bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan
Ho maine to maanga tha
Na na na na na na…

Saara din afwahon sa
Udta firta hai gali gali
Gali gali mora saiyaan
Ho aake ghar angithi sa
Baatein karta hai jali jali
Jala jala mora saiyaan
Baawre ne hi bawari kiya, haye maine kya panga le liya
Joona bhooton ki haveli jaisa saiyaan
Haveli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan
Ha maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan

Ho uthte hi akhbar pe toot padta hai subah subah
Bhookha sa mora saiyaan
Biwi se jyada to ye TV se hai juda juda
Chipuku sa mora saiyaan
Baawre ne hi bawari kiya, kaise na bhala jale ye jiya
Man jhele na, jo daily aisa saiyaan
Jo daily aisa saiyaan, jo daily aisa saiyaan
Bhoola bhoola sa rehta hai, jhoola jhoola sa rehta hai
Nayi dilli main, bareli jaisa saiya
Bareli jaisa saiya bareli jaisa saiyaan
Paheli jaisa saiyaan
Maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan

The song is an enjoyble number of the film. Lyrics of the song are little amazing to listen because the words are used as wife(Kajol) is teasing her husband(Ajay).

Leave a Reply