Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Movie : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Singers : Udit Narayan, Lata Mangeshkar
Song : Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Shahrukh Khan, Kajol, Parmeet Sethi, Mandira Bedi
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to ye jaana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

La la la la la
La la la la la
La la la la la
La la la

Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaadein teri

O mera hai kya, la la la
Sab kuch tera, la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansu tere aa gaye
Muskuraane lage saare gham

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Tujhe dekha to ye jaana sanam

Ye dil kahin lagta nahi
Kya kahoon main kya karoon
Haan, tu saamne, la la la
Baithi rahe, la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaaz di dekh main aa gayi
Pyaar se hai badi kya kasam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam

Tujhe dekha to ye jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum

Teri baahon mein mar jaaye hum

This is the biggest hit of 1995. This movie starrer Shahrukh Khan and Kajol won many filmfare awards. Famous director Karan Johar has played a character of Shahrukh’s friend in this film.

One Response to “Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam from Dilwale Dulhaniya Le Jayenge”

  1. Manish Palsokar Says:

    Good collection

Leave a Reply