Wo ladki bahut yaad aati hai from Qayamat

Advertisements

Movie : Qayamat
Singers : Kumar Sanu, Alka Yagnik
Song : Wo ladki bahut yaad aati hai
Lyricist : Sameer
Actors : Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Ashish Chaudhary, Neha Dhupia, Riya Sen, Isha Koppikar
Music directors : Naresh Sharma, Ranjit Barot

Waise mujhe ameeron se milne ka kuchh khaas shauk nahi hai
To phir mujse pyaar kyun kiya, haan !
Ye kambakht hai ke galti kar baithta hai
Aur bhugatna humko padta hai
To bhugto

Kabhi mujhko hasaye kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai

Mere sapno mein aaye mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai

Dekha use jab pehli baar ban gaya deewana main yaar
Karke anjaana ikraar le gayi dil ka chain qaraar
Dekha use jab pehli baar ban gaya deewana main yaar
Karke anjaana ikraar le gayi dil ka chain qaraar
Thodi si ghabrayi thi thodi si sharmayi thi
Kitna pyara mukhda hai wo to chand ka tukda hai
Jane kahan chhup jaati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai

Main to uspe marti hoon duniya se nahi darti hoon
Naam se uske savarti hoon pal pal aahein bharti hoon
Main to uspe marti hoon duniya se nahi darti hoon
Naam se uske savarti hoon pal pal aahein bharti hoon
Maana ke majburi hai chaahat abhi adhuri hai
Bas kuchh din ki doori hai milna bahut zaruri hai
Kya kya dard jagata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai

Kabhi mujhko hasaye kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Mere sapno mein aaye mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladka bahut yaad aata hai
Wo ladki bahut yaad aati hai
Wo ladki bahut yaad aati hai

The film is directed by Harry Baweja. It is a science fiction film which is based on terrorists. Songs written by Sammer are still fresh in people’s mind.

Popular Songs:

 

No Responses to “Wo ladki bahut yaad aati hai from Qayamat”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.