Ye Ajnabi Carvaan Carvaan Carvaan from Hello

Movie : Hello
Singers : Shafqat Amanat Ali Khan
Song : Ye Ajnabi Carvaan Carvaan Carvaan
Lyricist : Jalees Sherwani
Actors : Salman Khan, Katrina Kaif, Sohail Khan, Sharman Joshi, Isha Koppikar, Amrita Arora, Gul Panag
Music Director : Sajid Wajid

Raat simti jaayegi aur chaand behta jaayega
Bas raat ke hum musafir hain yahaan
Khwaab badhte jaayenge aur umr ghatti jaayegi
Har lamha toot ta hai aasmaan
Leke chala jaane kahaan
Ye ajnabi
Carvaan carvaan carvaan
Carvaan carvaan carvaan

Raat simti jaayegi aur chaand behta jaayega
Bas raat ke hum musafir hain yahaan
Leke chala jaane kahaan
Ye ajnabi
Carvaan carvaan carvaan
Carvaan carvaan carvaan

Kaisi khushi hai kaisa ye ghum hai
Kaisi saja hai kyun mili hai zindagi
Par to lage hain udte nahi hai
Jab kuchh nahi hai kyun saji hai roshni
Shola jaga diya lekar hawa
Aisa jahaan tera ab batade
Tu batade aye khuda
Carvaan carvaan carvaan
Carvaan carvaan carvaan

Kiska gagan hai kiski zameen hai
Kisko pata hai kyun lagi hai aag si
Rehna yahin hai chalna yahin hai
Thoda safar hai kyun magar hai bebsi
Sabko kahan mila dil ka sila
Aisa jahaan tera ab mita de
Tu jala de aye khuda

Raat simti jaayegi aur chaand behta jaayega
Bas raat ke hum musafir hain yahaan
Leke chala jaane kahaan
Ye ajnabi
Carvaan carvaan carvaan
Carvaan carvaan carvaan
Carvaan carvaan carvaan
Carvaan carvaan carvaan

This is a soft song of the film which is in the voice of Shafqat Amanat Ali Khan. A deep lonely kind of enviornment is shown in the song by the lyricist ‘Jalees Sherwani’.

Leave a Reply