Yun hi Kat Jayega Safar from Hum Hain Rahi Pyar Ke
Movie : Hum Hain Rahi Pyar Ke
Singers : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song : Yun hi Kat Jayega Safar
Lyricist : Sameer
Actors : Aamir Khan, Juhi Chawla
Music Director : Nadeem Saifee, Shravan Kumar
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
La la la la la la la
La la la la la la la
Hum hain raahi pyar ke chalna apana kaam
Hum hain raahi pyar ke chalna apana kaam
Palbhar mein ho jaayegi har mushkil aasan
Palbhar mein ho jaayegi har mushkil aasan
Housala na haarenge hum to baazi maarenge
Housala na haarenge hum to baazi maarenge
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
La la la la la la la
La la la la la la la
Kehti hain ye waadiya badlega mausam
Kehti hain ye waadiya badlega mausam
Na koi parvaah hain khushiya ho ya gum
Na koi parvaah hain khushiya ho ya gum
Aandhiyon se khelenge dard saare jhelenge
Aandhiyon se khelenge dard saare jhelenge
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
Yun hi kat jaayega safar saath chalne se
Ki manjil aayegi nazar saath chalne se
La la la la la la la
La la la la la la la
La la la la la la la
La la la la la la la
The song is an enjoyable song from the film Hum hain rahi pyar ke. It is a song in the story. where all the three kids with Aamir and Juhi came together to enjoy a party.
No Responses to “Yun hi Kat Jayega Safar from Hum Hain Rahi Pyar Ke”
Please Wait
Leave a Reply