Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi from Yuvraaj
Movie : Yuvraaj
Singers : Srinivas
Song : Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Lyricist : Gulzar
Actors : Salman Khan, Anil Kapoor, Katrina Kaif, Zayed Khan, Mithun Chakraborty
Music Director : A R Rahman
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Tu kaha kho gayi
Tu kaha kho gayi
Koi aaya nahi
Dopahar ho gayi
Koi aaya nahi
Zindagi zindagi
Din aaye din jaaye
Sadiyaan bhi gin aaye
Sadiyaan re…
Tanhaayi lipti hai
Lipti hai saanso ki rassiyaan re
Tere bina badi pyasi hai
Tere bina hai pyasi re
Naino ki do sakhiyan re
Tanha re…
Main tanha re..
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Zindagi zindagi
Subah ka kohra hai
Shaam ki dhool hai
Tanhaayi hai…
Raat bhi sard hai
Dard hi dard hai
Ruswaayi hai
Kaise kate saanse uljhi hain
Raatein badi jhulsi jhusli hain
Naina kori sadiyaan re tanha re
Main tanha re
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
Tu kaha kho gayi
Koi aaya nahi
Dopahar ho gayi
Koi aaya nahi
Zindagi zindagi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
Aankh ki kor mein
Kyun nami reh gayi
A song can be said as a sad number of the film which is sung in the voice of Srinivas. Srinivas had sung most of the song for the bollywod and he had also given his performance in south films also.